Search found 3 matches
- Fri May 20, 2005 4:38 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik taazah ghazal
- Replies: 44
- Views: 5493
Re: aik taazah ghazal
1.
vaqt kee ret se guzre pal ch`aanti rehtee hooN
uss kee khushboo kee sargoshiyaaN dh`ooNDati rehtee hooN
2.
mere chehre pe voh jin se ch`aa'oN kiyaa kartaa thaa
uss kee palkoN kee voh aahaTeN khojatee rehtee hooN
3.
kyoN thakan see utar aayee hai mere lehje meN ab
aaNkh kee surkhiyoN se yahee ...
- Fri May 20, 2005 12:15 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aik taazah ghazal
- Replies: 44
- Views: 5493
Re: shukriya
MuHtaramah
Naaheed V. Saahibah, :oops:
Aadaab, 8)
Aap ne likhkhaa hei:
(((iss ilmee beHc ke baa.vajood mere sawaal kaa jawaab mujhe abhii tak naheeN mil sakaa hai, aur iss ke liye maiN janaab Sarwar saahab se guzaarish kartee hooN ke voh agar mumkin ho tau iss par kuch roshani Daalen ...
- Tue Feb 08, 2005 5:20 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Muhabbat ke anokhe they sabhi andaaz, kya karte
- Replies: 9
- Views: 1237
Re: Bahut khoob
A N M O L
Aapka mandarja-e-zail misreA meiN aap ne lafz "kaanch" ko muzakkar baandhaa hei jisko ham her soorat meiN mo'annac isteAmaal karte heiN.
"Use bhaati thii TooTe kaanch kii aawaaz kyaa karte"
YahaaN "TooTi kaanch" kii bajaye "TooTe kaanch" kaa kyaa javaaz hei, maiN jaanne kii koushish ...