Search found 57 matches

by Waqar Zaidi
Thu Dec 15, 2005 9:42 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'RAY' se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 45
Views: 8066

rauzah e athar kaa partau jab miray dil par parhaa

shakl mein ashkon ki aankhon ko paseenah aa gayaa
by Waqar Zaidi
Sat Jul 23, 2005 5:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13359

chaadar zameen ki oorh kar so jaayain ab Waqar

har sitam dhaanay ko ik aasmaan bay dar milaa

================================================
by Waqar Zaidi
Wed Jul 20, 2005 5:30 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13359

chalye ham jaisay faqeeron kay nagar main rahiye

zeest mushkil hay akailay na safar main rahiye

================================================
by Waqar Zaidi
Tue Jul 12, 2005 5:07 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13359

chaand nikla aur falak par zau fashaan honay lagaa

dard yaadon kaa barhaa aur baikaraan honay lagaa

===============================================
by Waqar Zaidi
Mon Jul 11, 2005 3:36 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13359

chalo ham tum wahaan zaraa baithain kab say hay saaya e shajar tanhaa =============================================== chaarah saaz e ishq ki aankhon main aansoo aa gaye zakhm e dil ki aaj gehraaii kaa andaazah huaa =============================================== chashm e khaamosh ko kisi kay hazoor ...
by Waqar Zaidi
Sun Jul 10, 2005 6:02 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13359

chashm e tar say jab dur e khush aab barsaayain gay ham mah o anjum ki zia paashi ko sharmayain gay ham =============================================== chashm e mai goon say istafaadah hay kia behaknay kaa phir iraadah hay =============================================== chaman say jaatay huay chaman...
by Waqar Zaidi
Sat Jun 25, 2005 8:38 am
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 8318

ye sher jeem say to nahin

hameN ma,loom tha, jins-e-wafa nayaab hay, lekin abac sheeraza-e-dil ko pareshaaN kar liya ham ne najma Najma baaji , muaaf kijiye ga, ye sher jeem say to nahin hay . jisay apnaa samajhtay hain nikaltaa hay woh baigaana bataa aay aarzoo e dost ye kaisaa zamaana hay -------------------------------- ...
by Waqar Zaidi
Sat Jun 25, 2005 8:00 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101284

main husn parast hoon mujhay gul hi naheen azeez

kaanton say bhi nibaah kiye jaa rahaa hoon main

shaair : Jigar Muraad Aabaadi.
by Waqar Zaidi
Sat Jun 25, 2005 7:49 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101284

Aadaab, Ilahi abro rakhna barra nazok zamana hai dil main kofar rakhte hain bazair dostana hai. i m the best Dear Best ! Aadaab. az raah e karam tashih farmaa lijiye . Elaahi aabroo rakhnaa barhaa naazuk zamaana hay dilon mein bughz rakhtay hain bazaahir dostaana hay shukria, Waqar Zaidi.
by Waqar Zaidi
Tue Jun 21, 2005 4:36 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101284

kab say un paakbaaz aankhon mein parh rahaa hoon namaaz aankhon mein ------------------------------- mujh say Mahmood kaa maqaam na poochh phir rahaa hay Ayaaz aankhon mein ------------------------------- ashk palkon pe raqs karnay lagay kis nay chhairhaa hay saaz aankhon mein ======================...
by Waqar Zaidi
Tue Jun 21, 2005 4:11 am
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 8318

jis ki lau aandhiyon say uljhi thii timtimaataa saa koii diyaa ho gaa ------------------------------- jo hamain jaan say piyaaraa ho gaa wohi qaatil bhi hamaaraa ho gaa ------------------------------- jalwah e subh e tamannaa daikhaa phool ki aot say chehrah daikhaa ------------------------------- j...
by Waqar Zaidi
Mon Jun 20, 2005 8:15 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101284

dear najma baaji! sher pasand karnay kaa bohat shukriya. jab main university main parh rahaa thaa to un dinon ye sher likhaa thaa aur is par ghazal likhnay ki bohat koshish ki magar na likh payaa. ye mairi khush qismati hay ke us waqt urdu deptt ki har larhki ki dairy main ye sher maujood thaa. aik ...
by Waqar Zaidi
Mon Jun 20, 2005 7:42 pm
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 8318

najma baaji ! shukriya. ye sab aap kay hukm ki taAmeel hay. jo muqaddar ka likha thaa saamnay aa kar rahaa bach gaye toofaan say to takraa gaye saahil say ham ------------------------------- jaantaa hoon yoon nigaah e naaz uthaa saktay ho tum dil main armaanon ki ek dunyaa basaa saktay ho tum ------...
by Waqar Zaidi
Mon Jun 20, 2005 5:42 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101284

ye naama nahin maira arthi hay mohabbat ki

ek baar isay parhnaa phir aag lagaa daina

Waqar Zaidi.
by Waqar Zaidi
Mon Jun 20, 2005 8:02 am
Forum: Anjuman
Topic: HARF==JEEM==SE ASH,AAR KAHIYYE
Replies: 57
Views: 8318

jahaan main tarafdaar kam hain tumhaaray arab hain tumhaaray ajam hain tumhaaray -------------------------- jahaan bhi gaye kahkashaan chhorh aaye bohat hi mubaarak qadam hain tumhaaray ------------------------ josh e bahaar nay mujhay deewaana kar diya daaman ko taar taar kiye jaa rahaa hoon main -...