Search found 36 matches

by zaamin
Wed Feb 01, 2006 6:41 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee ghazal Mushaairah (14)
Replies: 13
Views: 1011

eik sawaal

janaab-e-mohtaram badayouni saheb: hamesha ki tarh eik khoobssorat kallam aap ke parhne ko milaa;ham log jab tak ki apni pencilein gharnein aur kamar-kasa karne mein mashroof hote hain,to aap ghazal likh kar faarigh bhii ho chuke hote hein;khair yeh aap ki kohna-mashkii aur is fan se aap ke lagaaw k...
by zaamin
Tue Jan 31, 2006 4:33 pm
Forum: Moshaairah
Topic: haaye kyaa kahiye-tarahi
Replies: 1
Views: 162

haaye kyaa kahiye-tarahi

aaNkh se neendeiN sakoon jaaN ishq mein urh jaaye hai 'haaye kyaa kahiye ke dil ke saath kyaa kyaa jaaye hai' har tarah ke zaa'ike maujood hain har bhook ko par uqaab-e-huzn yeh apne hi dil ko khaaye hai dekhate hain dil mein kundah sar-ba-kham tasveer-e-yaar eik ibaadat ma-siva deedaar -e-jaaN ho ...
by zaamin
Mon Jan 02, 2006 2:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tera mera shifa ka rishta hai
Replies: 0
Views: 72

tera mera shifa ka rishta hai

[] Tera mera shifa ka rishta hai Dard se yooN dawaa ka rishta hai. Ghan jamaa yaar ki hathelii per Khoon-e-dil aur hinaa ka rishta hai Raakh parwaana ki uRhegii phir Shama’ tak bas rasaa ka rishta hai. Aalim-e-deen yeh bhii vaajih rahe ‘aml aur irtiqaa ka rishta hai. chaaNd baadal ki oaT se bola pa...
by zaamin
Sun Jan 01, 2006 12:12 am
Forum: Moshaairah
Topic: ham sar jhukaaye baiThe haiN qaatil ke saamne
Replies: 3
Views: 337

moharmamehroo sahiba: jawaab mein taakhir ke liye ma'azrat chaahata hoon;aap ki di huyii tajazeez pe zarror gaurkaroong;dar-asal time ke kami ke baais jaldi mein likhi gayii tehreer hai,aur doosre abhii navmashq aur taalib-e-ilm hoon is field mein;app doston ke zer-e-shafqat zaroor kuchh seekh paaun...
by zaamin
Thu Dec 01, 2005 5:27 am
Forum: Moshaairah
Topic: ham sar jhukaaye baiThe haiN qaatil ke saamne
Replies: 3
Views: 337

ham sar jhukaaye baiThe haiN qaatil ke saamne

hai sar kashii rawaan dawaan baatil ke saamne ham sar jhukaaye baiThe haiN qaatil ke saamne zakhm-e-jigar rafoo-shudaa phir se na khul paRhe yooN lab na laalaah kiijiye bismil ke saamne. Qatraa-ye-shabnam-e-subH main tere noor se Bujhta diyaa basaarat-e-kaamil ke saamne Manzil muheet jiski thii leh...
by zaamin
Thu Nov 03, 2005 10:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: is ke sivaa koii aur bhii to chaaraa na thaa.
Replies: 4
Views: 215

Handsome wrote:very ncie keep sharing
shukriya,janaab handsome saahib

zaamin
by zaamin
Thu Nov 03, 2005 10:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: is ke sivaa koii aur bhii to chaaraa na thaa.
Replies: 4
Views: 215

sara_j wrote:nice, zaamin saheb apna kalaam share
karne ke liye bohat shukriya.

sara
pasandiidagii aur hausla-afzaaii ke liye mamnoon hoon,mohtarma sara saahiba
khush rahein

zaamin
by zaamin
Sat Oct 15, 2005 11:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: is ke sivaa koii aur bhii to chaaraa na thaa.
Replies: 4
Views: 215

is ke sivaa koii aur bhii to chaaraa na thaa.

tujhe bhool jaana kab na tha gawaara na thaa is ke sivaa koii aur bhii to chaaraa na thaa. main baNt gayaa bas rishtoN ke janjaal mein shikwaa use thaa uska maiN saaraa na thaa. shaayad hawaa kii patton se sar-goshiaaN muRh kar jo dekha tu ne to pukaaraa na thaa tasveer-e-jaaN dil se mitaa to deta ...
by zaamin
Sat Oct 08, 2005 4:22 am
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.10) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 6
Views: 530

mohtaram janaab naazir sahib:

aap ki is pesh kash se bahut kuchh seekhne ko milaa;lafzon ka chuunao,tarteeb aur tarranum ,ustaad -e-fun kis tarah karte hain,is se khoob numaayaan hai;
sher no 3,4 aur maqta khassosan pasand aaye
merii aur se daad qabool kijiya

zaamin
by zaamin
Wed Oct 05, 2005 9:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek kamyaab beHr meiN ghazal Abdullah Nazir.
Replies: 9
Views: 594

mohtaram janaab naazir saahib: abhii behr ke baare mein itna nahin jaanta lekin try karne per yakinan aap se ittefaaq hai ih yeh bahut hi pechiida behr hai aur abhii in mein tab'a azmaaii karna ham aise taalib-ilmon ke bas ka nahin;lekin app ne jis khoobsoorti se is ko anjaam diyaa hai,voh app ki ku...
by zaamin
Tue Oct 04, 2005 9:50 pm
Forum: Moshaairah
Topic: taraahii ghazal #10
Replies: 2
Views: 201

taraahii ghazal #10

jab is behr pe ghaur kar rahaa thaato jaane kyon zehn mein ghalib ka 'yeh na thii hamari kismet' aur allma iqbal ka 'sare jahaan se achhaa hindustaan hamaara' ghoomne lag parhe;shayad behr ki riazat kuchh rang la rahii hai; apni koshish ko pesh kar rahaa hoon;umiid hai aap rehnumaaii farmaayienge.;...
by zaamin
Thu May 19, 2005 7:11 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
Replies: 6
Views: 468

Re: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5

kyaa alam dil ko jo jii ayaa karein tera apna jab kabhii ayaa karein terii hastii ke nishaan hain ja bajaa bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein tu hi har ja aastaaN dair-o-haram kis ko chhoRein aur kise puujaa karein bhuulane kehte ho aur marna mana'a tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein yoon bhii...
by zaamin
Tue May 17, 2005 10:14 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
Replies: 6
Views: 468

Re: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5

kyaa azar dil ko jo jii ayaa karein tera apna jab kabhii ayaa karein terii hastii ke nishaan hain ja bajaa bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein tu hi har ja aastaaN dair-o-haram kis ko chhoRein aur kise puujaa karein bhuulane kehte ho aur marna mana'a tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein yoon bhii...
by zaamin
Sun May 15, 2005 4:51 pm
Forum: Moshaairah
Topic: tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5
Replies: 6
Views: 468

tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein;guz #5

kyaa alam dil ko jo jii ayaa karein tera apna jab kabhii ayaa karein terii hastii ke nishaan hain ja bajaa bhoolne kyonkar tujhe da'awah karein tu hi har ja aastaaN dair-o-haram kis ko chhoRein aur kise puujaa karein bhuulane kehte ho aur marna mana'a tum hi batlaayo ki ab ham kyaa karein yoon bhii...
by zaamin
Thu May 05, 2005 10:47 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: Aao hamdam aaj ik w'adaa kareN :: Guz#5
Replies: 16
Views: 1615

mohtaram zia saheb:

bahut khoobsoorat pesh ki hai aur is furtii ke saath;idhar to ham abhii girah ke misra leke hi baithe hain

merii aur se daad haazir hai

zaamin