Search found 36 matches

by zaamin
Wed Apr 20, 2005 3:53 pm
Forum: Moshaairah
Topic: idher kiya nigaaH-e- mohabbat na hogi
Replies: 6
Views: 430

najma sahiba:
tavajjo aur mashvare ke liye mamnoon hoon;ummid hai aayinda bhii yoon hi inayat farmaatii rahengii;
khush rahein

zaamin
by zaamin
Mon Apr 04, 2005 4:32 pm
Forum: Moshaairah
Topic: idher kiya nigaaH-e- mohabbat na hogi
Replies: 6
Views: 430

Re: idher kiya nigaaH-e- mohabbat na hogi

salaam Zaamin saaHib, ummeed hai ki mizaaj-e-giraamii ba_Khair hoNge. aapkii taraHii Ghazal nazar guzaar huii. aapkii Ghazal ke Khayaal achchhe haiN magar aapko qadre vazan kii mushkilaat pesh aayii haiN mere Khayaal se. kuchh ash'aar ke ma'nii mabham se lage mujhe, jaise matl'a. aap agar nazar e s...
by zaamin
Mon Apr 04, 2005 4:20 pm
Forum: Moshaairah
Topic: idher kiya nigaaH-e- mohabbat na hogi
Replies: 6
Views: 430

zaamin saahib, aapki taarhee ghazal nazar se guzri aur bohat pasand aayi. khayalaat ko bohat ache se aapne qalam band kiya hai, koshish jaari rakhiye. ab tou aapki #4 per nayi ghazal ak intezar rahega :grin: . aur aek baat ustad ji ka ye mazmoon zaroor dekhiyega http://www.urdubandhan.com/anazir/va...
by zaamin
Sat Apr 02, 2005 12:00 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: teer-e-nigaah-e-neem_kash jaanam ne maar daala.
Replies: 0
Views: 185

teer-e-nigaah-e-neem_kash jaanam ne maar daala.

kehte hain yooN hi log hai hamdam ne maar daalaa mujh ko to mere dost mere Gham ne maar daalaa gul ko gilaa kab hai tabistaaN kii jalaandi luu se komal kalii ko subh ki shabnam ne maar daalaa. haaN mar bhii jaate husn 'ibaadat mein magar bajaa thaa Gham ishq-e-laaHaasil ke hai maatam ne maar daala ...
by zaamin
Wed Mar 30, 2005 7:09 pm
Forum: Moshaairah
Topic: idher kiya nigaaH-e- mohabbat na hogi
Replies: 6
Views: 430

idher kiya nigaaH-e- mohabbat na hogi

eik tiflaana aur talibaana si koshish pesh-e-khidmat hai;umeed hai app sab ehbaab merii rehnumaaii farmaayeinge: ******************************** nahiiN yeh magar hai sharaafat na hogii yooN dekhoge gar kyaa muhabbat na hogii? tiraa zikr mumkin yeh kaise nahii ho ghazal jo likhooN tere baabat na hog...
by zaamin
Tue Mar 22, 2005 6:56 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarHi Ghazal tire aaNsoo heN meri chashm e tar meN
Replies: 4
Views: 315

jahaN rakkhi thi bunyaad e nasheman
wohee thi shaaKH bijli ki nazar meN

bahut khoobsoorat she'r hai;ghazal pasand aayii

daad haazir hai

mukhlis

zaamin