Search found 581 matches

by zmufti
Sun Mar 19, 2006 10:04 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 102006

merii aa.Nkh ke taare ab na dekh paaoge
raat ke musaafir the kho gaye ujaalo.n me.n
by zmufti
Sun Mar 19, 2006 10:03 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"SHEEN" se ash'aar qalam_band kijiiye...shu
Replies: 39
Views: 4547

shaam-e-Gam kuchh us nigaah-e-naaz kii baate.n karo
beKhudii ba.Dhatii chalii hai raaz kii baate.n karo
by zmufti
Sun Mar 19, 2006 10:01 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64339

kabhuu jaayegii udhar sabaa to ye kahiyo us se ki bewafaa
magar ek "Meer"-e-shikastaa-paa tere baaG-e-taazaa me.n Khaar thaa
by zmufti
Sun Mar 19, 2006 9:59 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-'Daal' (Daali waala)se ash'aar bhejiye..shukriya!
Replies: 22
Views: 2949

dil-e-Khastaa jo lahuu ho gayaa to bhalaa huaa ki kahaa.N talak
kabhii soz-e-siinaa se daaG thaa kabhuu dard-o-Gam se fiGaar thaa
by zmufti
Mon Mar 06, 2006 2:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza ghazal , pilaya nahi kabhi
Replies: 12
Views: 430

Mahatab Qadar saheb
aap ki ghazal buhat pasand aayii
meri janib se daad qabool kijye
regards
zmufti
by zmufti
Fri Feb 10, 2006 10:12 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guz#13
Replies: 9
Views: 939

Azeezah Zarqa Sis: Aadaab, aap kee taraHee ghazal achii lagee. Ruswa SaHeb ka tabSarah bhi pasand aayaa. meree janib se daad aur mubarakbaad qubool keejiye keh meree naZar meN miSraH-e-taraH par likhnaa aasaan naheeN thaa. Khuda kare zor-e-qalam aur ziyadah. wassalam Zahida Raees :Raji: Zahida jee ...
by zmufti
Sat Feb 04, 2006 7:18 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guz#13
Replies: 9
Views: 939

Sara jee
aap ka buhat shukria
khush rahiye
zmufti
by zmufti
Sat Feb 04, 2006 6:05 am
Forum: Moshaairah
Topic: do ghaRi chain se basar na hui(Guz#14)
Replies: 9
Views: 588

Shummu jee
aap ki ghazal buhat pasand aayii
meri janib se daad qabool kijye
khush rahiye
zmufti
by zmufti
Mon Jan 30, 2006 10:37 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guz#13
Replies: 9
Views: 939

Amjad bhai
aap ka buhat shukria
regards
zmufti
by zmufti
Thu Jan 26, 2006 10:33 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guz#13
Replies: 9
Views: 939

Janab Ruswa Saheb, Tasleemat maiN aap ki be had mamnoon hoN keh aap ne meri adna si kawish per tafseelan tabsara farmaya aur saath hi islah bhee farma di. aap ke tamam mashwarey laiq-e-tehseen haiN unki roshni maiN ghazal tabdeel shuda surat maiN arsaal kar rahi hoN. aik baat jiski janib aap ne tawa...
by zmufti
Wed Jan 25, 2006 10:47 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guz#13
Replies: 9
Views: 939

tarhi ghazal guz#13

Ahl-e-bazm aadaab maiN apni adna si kaawish aap ki khidmat maiN pesh kar rahi hoN umeed hai aap apni aaraa se agah farmaayieN ge regards zmufti 1. chaand jab who surmaayii aanchal zara sarkaaye hei dil machal kar kyouN mirra seeney se baahir aaye hei 2. shaam dhalte hi wohi gham phir mirri jaaN khay...
by zmufti
Tue Jan 10, 2006 7:08 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi ghazal guz#12
Replies: 11
Views: 1125

Raushnee jee
MaiN aap ki tah-e-dil se mamnoon hoN keh aap ne meri sada si ghazal ko saraha
sher pasand karney k liye shukria
khush rahiye
zmufti
by zmufti
Tue Jan 10, 2006 7:01 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal...Guzarish # 13 (January 2006)
Replies: 6
Views: 458

Jawaid saheb
aap is zameen ko mushkil keh rahe haiN to ham jaisy kaisey keh paayieN ge
aap ki ghazal ke sabhi asha'ar achey haiN
meri janib se daad qabool kijye
regards
zmufti
by zmufti
Tue Jan 03, 2006 5:30 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi ghazal guz#12
Replies: 11
Views: 1125

Shummu jee
aap ka buhat shukria
asha'ar pasand karney k liye aap ki mamnoon hoN
regards
zmufti
by zmufti
Fri Dec 30, 2005 10:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: GHAZAL: koochah koochah, nagar nagar dekh`aa!
Replies: 10
Views: 242

qiSSah-e-zeest muKhtaSar dekh`aa jaise ik Khwaab raat bh`ar dekh`aa rezah rezah umeed-o-armaaN th`e paarah paarah dil-o-jigar dekh`aa koyee Hasrat nah is ke ba'd rahee us ko Hasrat se ik naz^ar dekh`aa Mohtaram Raz saheb Tasleemat aap ki ghazal hamesha ki tarah buhat dilkash hai meri janib se daad ...