Search found 581 matches

by zmufti
Mon Aug 01, 2005 8:21 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dost hota nahiN har hath milaney wala
Replies: 8
Views: 467

Mahtaab sahib
aap ka buhat shukria
jee chah raha thaa k sare sher hi matle ki surat hon magar soojhe hi nahiN
regards
zmufti
by zmufti
Mon Aug 01, 2005 7:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dost hota nahiN har hath milaney wala
Replies: 8
Views: 467

Riaz sahib
Aap sab ka buhat shukria
regards
zmufti
by zmufti
Sun Jul 31, 2005 9:02 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dost hota nahiN har hath milaney wala
Replies: 8
Views: 467

Dost hota nahiN har hath milaney wala

"Dost hota nahiN har hath milaney wala” kaash milta hameN woh saath nibhaney wala Narm lehja thaa aur andaz lubhaney wala Bhoolta hi nahiN woh sakhs bhulaney wala Zabt ki har saaii nakaam bananey wala Hosh khota hi nahiN jaam pilaney wala Dard hota nahiN har aik sunaaney wala Zakhm Hota nahiN h...
by zmufti
Tue Jul 19, 2005 5:59 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Gar ye sanjog hamara hota___ghazal
Replies: 12
Views: 1113

anmol jee
aadaab
very nice
thanks for sharing
zmufti
by zmufti
Tue Jul 19, 2005 5:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Chand -Aik Ghazal
Replies: 10
Views: 563

mahtaab sahib
buhat khoob
atraaf sitaaroN ka gulistaaan banaakar
haaN baagh e falak ko bhi sajaata hai kabhi chand
regds
zmufti
by zmufti
Sun Jul 17, 2005 6:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 7
Views: 484

Mahtaab sahib
aap ka buhat shukria
regards
zmufti
by zmufti
Sun Jul 17, 2005 6:02 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 7
Views: 484

Mahtaab sahib
aap ka buhat shukria
regards
zmufti
by zmufti
Sun Jul 17, 2005 5:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 7
Views: 484

Sara jee
aap ka buhat shukria
regards
zarqa
by zmufti
Sun Jul 17, 2005 11:14 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 7
Views: 484

Mohtaram Abdullah Nazir sahib
Tasleemat
Aap ne meri Ghazal parhi meray liye yehi aik inaam hai
MaiN aap ki tah-e-dil se mashkoor hoN
Regards
zmufti
by zmufti
Fri Jul 15, 2005 6:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 7
Views: 484

ghazal

1-Hayaat apnaa rastaa badalti rahi idhar umr chupkay se dhalti rahi 2-khud apna hi taboot sar per liye mai tanha thi , tanhaa hi chalti rahi 3-vo lamhoN mai kioN ajnabi ban gaya jisay kah ke hamdam bahalti rahi 4-woh aawaaraa baadal ouse kyaa Khabar kaRee dhoop meN, maiN jo jaltee rahee! 5-jo waadoN...
by zmufti
Fri Jul 08, 2005 4:35 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish 7 ki Tarhi Ghazal
Replies: 12
Views: 1318

Mahtaab sahib
aapki ghazal buhat pasand aayii
khaas tor per yeh sher
kia bajuz ruswaai kuch hasil huva
raaz AoroN ko bataana chorhde
zmufti
by zmufti
Wed Jul 06, 2005 7:06 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: HAM KYA KAREN- JO WASL KE DINRAAS NA AAEIN===NAJMA
Replies: 4
Views: 1367

Najma jee
aapki ghazal buhat pasand aayii
thanks for sharing
zarqa
by zmufti
Fri Jul 01, 2005 5:28 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir
Replies: 10
Views: 1429

Amjad bhai
aadaab
main aap ki tah-e-dil se shukarguzar hon
dua go
zarqa
by zmufti
Fri Jun 24, 2005 5:13 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#6 "Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir"
Replies: 16
Views: 1937

shummu jee
aap ki ghazal buhat pasand aayii
khaas kar yeh sher
kab talak yuN hi zindagii guzre..
jaane kab aayegii qazaa aakhir!
take care
zarqa
by zmufti
Thu Jun 23, 2005 5:36 am
Forum: Moshaairah
Topic: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir
Replies: 10
Views: 1429

Mahtaab sahib aap ka buhat shukria maiN aap ki raaye se muttafiq hoN be nishaN manziloN se guzar kar Ham ne bhee Ghar basa liya aakhir is ko agar yon kar lon is shehr maiN sirf ham thay tanha ham ne bhee ghar basa liya aakhir agar yah misra wazan maiN theek ho to bata dijye ga warna aap ki suggestio...