Search found 581 matches

by zmufti
Wed Jun 22, 2005 7:37 am
Forum: Moshaairah
Topic: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir
Replies: 10
Views: 1390

shummo jee
aap ka shukria
zarqa
by zmufti
Wed Jun 22, 2005 7:34 am
Forum: Moshaairah
Topic: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir
Replies: 10
Views: 1390

Sara jee
aap ka buhat shukria
thanks for reading
zarqa
by zmufti
Wed Jun 22, 2005 7:31 am
Forum: Moshaairah
Topic: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir
Replies: 10
Views: 1390

najma jee
aadaab
aap har bar mujhe zara likh deti haiN mera naam zarqa hai
aap ka shukria
main koshish karti hon wazan theek karne ki
take care
zarqa
by zmufti
Tue Jun 21, 2005 12:43 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir
Replies: 10
Views: 1390

guz#6 Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir

“Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir” koi ham ko bhi bhaa gayaa aakhir Gham se Daaman chura liya aakhir jo bhi khoyaa tha paa liyaa aakhir tha jabeeN saioN ka shauq hameiN ik sanam hi bana lia aakhir or kuch acar na sitam ka ho dil per dil pathar hi bana liya aakhir is shehr maiN sirf ham thay tanha Ha...
by zmufti
Wed Jun 15, 2005 8:01 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: KOEE KHOOBII MIREE, DIKHII BHII NAHEEN
Replies: 16
Views: 1652

Najma jee
aap ki ghazal buhat pasand aayii
sher n0 4 aur 6 ziyada pasand aye
thanks for sharing
zmufti
by zmufti
Sun Jun 12, 2005 6:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: ghaur se daikho agar tum zindagi ke daa'ire
Replies: 10
Views: 776

Naheed jee
Aap ki ghazal buhat pasand aayii
aap ka aandaz-e-bayaN buhat munfarid hai
thanks for sharing
zmufti
by zmufti
Sat Jun 11, 2005 7:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Karo mujh pe itne sitam dosto
Replies: 13
Views: 883

anmol jee
Aadaab
buhat khoob
dair se hi sahi
meri janib se daad qabool kijye
tamam sher buhat khoob hain
take care
zarqa
by zmufti
Wed Jun 08, 2005 7:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "ab kahaaN raunaq-e-bahaar-e-ghazal"
Replies: 11
Views: 575

ibne siddique sahib
buhat khoob
meri taraf se daad qabool kijye
regards
zmufti
by zmufti
Thu Jun 02, 2005 7:29 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

Anmol jee
Aap ki purkhaloos daad ka buhat shukria
Asal maiN khushi ghami udasi zindagi k yeh rang sab dekhtay haiN aur apney dhang se keh daitay haiN ilfaaz ka thora buhat faraq reh jaata hai
zarqa
by zmufti
Wed Jun 01, 2005 7:50 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 16616

teri kaj adai se haar ke shab-e-intizaar chali gayii
meray zabt-e-haal se rooth kar meray gham gusar chaley gaye
by zmufti
Wed Jun 01, 2005 7:47 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#10--"ARZOO "
Replies: 68
Views: 9175

weeraN haiN jaam paas karo kuch bahar ka
dil aarzoo se pur karo aankhien laho se pur
by zmufti
Sun May 29, 2005 7:21 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ::zaraa ik nigaah-e-karam dosto ! ::-)
Replies: 6
Views: 279

Zia sahib,
Buhat khoob
aur maiN Sara jee k comments se mutafiq hoN
thanks for sharing
zmufti
by zmufti
Sat May 28, 2005 2:19 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 16616

tere hangamoN se aye deewana-i-rangeeN nawa
zeenat-gulshan bhee hai aaraish-e-sehra bhee hai
by zmufti
Sat May 28, 2005 2:14 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#10--"ARZOO "
Replies: 68
Views: 9175

Aarzoo noor-e-haqeeqat ki hamarey dil meiN hai
laila-i-zauq-e-talab ka ghar issi mehmil meiN hai
by zmufti
Thu May 26, 2005 7:58 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 16616

tujhe woh shaakh se toorieN zah-e-naseeb tere
taraptay reh gaye gulzaar meiN raqeeb tere