Search found 581 matches

by zmufti
Thu May 26, 2005 7:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK QIT,A=ye maGhrib hay-----
Replies: 15
Views: 1498

Najma jee very realistic magar qasoor to muslamanoN ka hai na K muthi bhar yahodi duniya per america k zareeiye hakoomat kar rahey hain aur yeh doolat wasayil aur number meiN ziyada honay k baawajood apni awaz aik nahiN kar saktay kaash phir koi Iqbal koi Rumi Koi Jamal afghani aa jaaye Magar lagta ...
by zmufti
Thu May 26, 2005 7:05 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK QIT,A=ye maGhrib hay-----
Replies: 15
Views: 1498

Najma jee
Aap ka qitta hasb-e-sabiq sulemani topi mein malboos hai
roman maiN likh dijye plz
zarqa
by zmufti
Thu May 26, 2005 6:56 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nah cher unke tassawur meiN aye bahar mujhe (tarahi ghazal)
Replies: 4
Views: 257

Zia sahib
thanks * 2 for appreciation
regards
zmufti
by zmufti
Thu May 26, 2005 6:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nah cher unke tassawur meiN aye bahar mujhe (tarahi ghazal)
Replies: 4
Views: 257

Najma jee,
aap ka buhat shukria
regards
zarqa
by zmufti
Wed May 25, 2005 7:10 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nah cher unke tassawur meiN aye bahar mujhe (tarahi ghazal)
Replies: 4
Views: 257

Nah cher unke tassawur meiN aye bahar mujhe (tarahi ghazal)

1. "nah ch`eR un ke taSawwur meN ai bahaar mujh`e" kissi ki yaad mein rehney day bay qarar mujh`e 2. rahaa nah yaad mah-o-saal kaa shumaar mujh`e huwaa jo i'shq meN laaHaq yeh intiz^aar mujh`e 3. hawaa nah de mire shauq-e-wafaa ko yooN hamdam nah kar de Hasrat-e-dil ph`ir gunaahgaar mujh`...
by zmufti
Tue May 24, 2005 4:17 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 17004

teri mehfil bhi gayi chahnay waley bhi gaye
shab ki aahieN bhi gayieN subah kay naalay bhi gaye
by zmufti
Tue May 24, 2005 4:13 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#10--"ARZOO "
Replies: 68
Views: 9403

aarzoo ko khoon rulwati hai bedaad-e-ajal
marta hai teer taareeki meiN sayad-e-ajal
by zmufti
Sat May 21, 2005 7:22 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"PE" se ash'aar raqam kijiiye...shukria
Replies: 88
Views: 11570

paivand rah-e-kooca-i-zar chashm ghazalaN
pabos-e-hawis afsar-e-shamshad qadaN hai
by zmufti
Sat May 21, 2005 6:59 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 17004

tere jamal say har subah par wazoo lazim
har aik shab tere dar par sajood ki paband
by zmufti
Sat May 21, 2005 8:30 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 17004

tujh ko kitnon ka laho chahiye aye arz-e-watan
jo tere aariz-e-bay rang ko gulnar karen
by zmufti
Fri May 20, 2005 8:38 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#10--"ARZOO "
Replies: 68
Views: 9403

kabhi kabhi aarzoo k sehra men aa k ruktay hain qaaflay se
woh saari baatien lagao ki si woh sarey unwan wisal k se
by zmufti
Fri May 20, 2005 8:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaN-geer naheeN hay
Replies: 22
Views: 1697

Najma jee
Aap ki ghazal prhi aur is kay mazameen pasand aaye
masiwa matla kay sabhi sher achay hain matla kay pehlay misray kuch kami hai
mujh`e khaas tor per yeh sher pasand aaya

insaaN ke liye zehr liye phirta hay inaasN
kya is ke liye koee bhi ta,zeer naheeN hay?
regards
zarqa
by zmufti
Thu May 19, 2005 11:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK QIT,A=zindagii ki ravish ravish ham ne
Replies: 6
Views: 500

Najma jee
Buhat khoob kaha aap nay daaman bachaya aur phoonk phoonk kar qadam rakha phir bhi fareb khaya

take care
zarqa
by zmufti
Thu May 19, 2005 11:44 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: be-t^aur, be-HuZ^oor rahooN, be-nishaaN rahooN!
Replies: 7
Views: 383

Mohtaram Sarwar Raz sahib
tasleemat
Aap ki Taza Ghazal buhat pasand aayii
ham say share karnay ka buhat shukria
Mujh`e yeh sher buhat ziyada pasand aaya

shaidaa,ee-e-Haram rahooN, meHv-e-butaaN rahooN?
gar too hai ek to yeh bataa maiN kahaaN rahooN?

dua go
zarqa
by zmufti
Wed May 18, 2005 7:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik taazah ghazal
Replies: 44
Views: 3393

Naheed jee
Ghazal roman meiN paste karnay ka buhat shukria
Aap ki ghazal buhat pasand aayii khas kar yeh sher

lamHa dar lamHa mujh ko voh bhee toRataa rehtaa hai
lamHa dar lamHa khud ko maiN bhee joRatee rehtee hooN
regards
zarqa