Search found 581 matches

by zmufti
Wed May 18, 2005 6:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik taazah ghazal
Replies: 44
Views: 3263

Naheed jee,
Adaab
Aap say guzarish hai k ghazal roman maiN bhee paste kar daiN kyonK do teen baar k koshish k bawajood nazar nahin aa rahi qasoor shayad meray hi computer ka ho
regards
zarqa
by zmufti
Mon May 16, 2005 8:06 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa
Replies: 17
Views: 1569

Riaz sahib,
Aap ki ghazal buhat pasand aayii
share karnay ka shukria
zmufti
by zmufti
Mon May 16, 2005 8:49 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaN-geer naheeN hay
Replies: 22
Views: 1627

Najma jee
Ghazal kahan hai
kal se kai bar dekah
dhonde se nahin milli
Aakhir kahan gayii
zarqa
by zmufti
Sat May 14, 2005 1:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek Taazah ghazal baraaye islaah /May 14, 2005
Replies: 5
Views: 219

Duniya jee
Aap ki ghazal buhat pasand aayii
share karnay ka shukria
zmufti
by zmufti
Fri May 06, 2005 8:46 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: Aao hamdam aaj ik w'adaa kareN :: Guz#5
Replies: 16
Views: 1584

zia sahib
aap ki ghazal achi lagi
meri taraf say daad Qabool kijye
zmufti
by zmufti
Fri May 06, 2005 8:40 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

Dunya jee Aap ki hosla afzaai Kay liye meiN behad mamnoon hon Aap ka mashwara bhee acha hai magar yeh sher mein nay kuch is tarah kar diya hai "Aur barh jaye gi yeh ruswaai Zakhm-e-dil aap ko dikhaney se" Aap sab say pehli post ko agar dekhien Aap ki raye aur mubarakbad meray liye buhat eh...
by zmufti
Thu May 05, 2005 7:12 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

Zia sahib,
Adaab,
Aap ki hosla afzaii kay liye behad mamnoon hon umeed hai ayinda bhee shukria ka mouqa den gay
allah hafiz
zarqa
by zmufti
Sun May 01, 2005 7:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek ghazal baraye islaah ba-qalam-e-Dunya
Replies: 8
Views: 438

Duniya jee
Aap ki ghazal buhat pasand aayii
I like this one best

Mit gayii is k tabasum ki latafat jab se
Roushnee ho na sakee meray andhere ghar mein

take care
zarqa
by zmufti
Sun May 01, 2005 7:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL: kis-qadar gumraah thay ham, haey kya kehte rahe
Replies: 20
Views: 1490

Najma jee
Aapki ghazal buhat pasand aayii share karnay ka shukria
pehlay sher K barey meiN Duniya ka khayal durust maaloom hota hai
kia kia na kehtay rahey sounds better
allah hafiz
zarqa
by zmufti
Tue Apr 26, 2005 4:32 am
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

Sara jee
Aap ka be had shukria yeh Aap ka bara pan hai keh meri hosla afzaai kar rahi hein

Anis hasan Sahib
Meri koshish ko parhney ka shukria


Dua go
zarqa
by zmufti
Tue Apr 26, 2005 4:26 am
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

Mahataab Qadar sahib
Aap ka behad shukria
dua go
zarqa
by zmufti
Sat Apr 23, 2005 4:01 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)
Replies: 11
Views: 1071

Khurram sahib
Aap ka behad shukria
dua go
zarqa
by zmufti
Sat Apr 23, 2005 5:41 am
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

Janab Usmani sahib
Adab
Aap ki hosla afzaai ka be had shukria Aap nay shayad ghour nahin kia aur mujhe doosri baar sahiba ki jagah sahib likh diya
Na janey kiyon mujhe aakhri sher ya maqta mein apna naam likhna acha nahin lagta aur shayad yeh intihai zarori bhi nahin
thanks again
dua go
zarqa
by zmufti
Sat Apr 23, 2005 5:34 am
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

Najma Jee,
Adab
Aap Ki raaye ka buhat shukria abhi wazn sahi karney nahin aye shayad maths kamzoor raha ho ya music sense kamzoor hai Aap ki hosla afzaai aur rahnumai donon darkar hein
dua go
zarqa
by zmufti
Fri Apr 22, 2005 8:29 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1774

"phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal

Aziz membran meri kuch basat tou nahin magar phir bhi meri yeh kawish hazir hai aap ki aara ka intizar rahey ga zmufti unko fursat nahiN zamaney se Hamko Sapney naye sajaney se Wadi-I-khawab hi tou hai ke jahaN ”Phool khiltey haiN muskaraney se “ Aur barh jaye gi yeh ruswaai Zakhm-e-dil aap ko dikha...