Search found 581 matches

by zmufti
Tue Apr 19, 2005 6:57 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL:dukhe dil ki dhaRkanoN se tira Gham hay aash,kaara
Replies: 23
Views: 1563

Najma jee
Aap ki Ghazal be had pasand aayi
Dad Qabool kijye
zarqa
by zmufti
Mon Apr 18, 2005 3:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)
Replies: 11
Views: 1070

Mohtaram Nazir sahib
Tasleemat
Aap Kay jawab Kay liye az had mamnoon hon umeed hay ayinda bhi rahnumai farmatey rahen gay
allah hafiz
dua go
zarqa
by zmufti
Thu Apr 14, 2005 7:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)
Replies: 11
Views: 1070

Amjad sahib
Aap ka shukria.
by zmufti
Wed Apr 13, 2005 7:41 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tujh se kis tarH maiN izhaar-e-tamanna karta
Replies: 14
Views: 1256

Ibn-e-Siddique Sahib
Aap ki taza Ghazal parhi buht pasand aayi dad qabool kijye aur ziyada to kuch nahin lagta hai barey achey mood mein likh thi In english I would say It is refreshing and light
zmufti
by zmufti
Wed Apr 13, 2005 7:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1086

Mahtab sahib
Buhat khoob Aap ki yeh ghazal pasand aayi dad qabool kijye
mujhe kuch ziyada ilm to nahin magar meray khayal mein kissi shokh haseena ka daman nahin Aanchal dhalkta hai
allah hafiz
zmufti
by zmufti
Wed Apr 13, 2005 4:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL:ho sake to aap mujh par ek eh,saaN kijiye
Replies: 20
Views: 2130

Najma jee,
Aap ki ghazal behad pasand aayi dad qabool kijye
I like the 2nd last best
zarqa
by zmufti
Wed Apr 13, 2005 4:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dastk say khali rat ( aik taza treen nazm )
Replies: 4
Views: 393

Dawood Rizwan sahib Aap ki taaz tareen nazm dekhi. Mein sirf aik Qari ki haisiat say comment karon gi. Bahr waghaira par mujhe kuch khaas aboor nahin. pehlay band ya 3-4 lines say maaloom hota hay kay shayer kissi ki yaad mein mubtala hai aur aik intizaar mein bhi 2nd part mein intizaar mayous kun h...
by zmufti
Tue Apr 12, 2005 7:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)
Replies: 11
Views: 1070

Mahtab Qadar sahib
Aap ka be had shukria
Najma ji
Aap ka bhi behad shukria
dua go
zarqa
by zmufti
Tue Apr 12, 2005 7:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)
Replies: 11
Views: 1070

Mohtaram Abdullah Nazir sahib, Tasleemat, Aap ki Islah ka buhat shukria. Aap ke mushwarey ka bhi buhat shukria. Mein aaj kal auzan kay barey mein aap kay aur sarwar saheb kay mazmeen dekh rahi hoon koshish kar rahi hon keh kuch behtari aa jaye.Taham agar aisa na ho saka to nasar ki taraf tawajah doo...
by zmufti
Tue Apr 12, 2005 4:35 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)
Replies: 11
Views: 1070

ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)

Faiz sahib ki aik ghazal hai “hum par teri chah ka ilzam hi to hai” Is zameen main kuch likhnay ki koshish ki hai aap ki aara ka intizaar rahey ga zmufti Hum par khudsari ka ilzam hi to hay Hum hein sarkash yeh dashnam hi to hai Tujhe papand-e-wafa Karen to kaisay Hamari har koshish bas nakaam hi to...
by zmufti
Tue Apr 12, 2005 4:07 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: welcome zmufti
Replies: 6
Views: 588

Shukria

Mahtab Qadar sahib
AAp ka behad shukria
Usmani sahib
Aap ka bhi behad shukria. Umeed hai kay aap meri tehreeron par apni raaye ka izhaar zaroor karen gay.
dua go
Zarqa