Search found 581 matches

by zmufti
Sun Jun 29, 2008 10:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Indoor plant
Replies: 3
Views: 902

Indoor plant

buhat din baad aik nazm aap ki basaratoN ki nazar

Image
by zmufti
Wed Feb 13, 2008 2:28 pm
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Iqbal ka Falsafa-e-Taqdeer
Replies: 11
Views: 5779

shukria Muzaffar bhai
logoN ki adam dilchaspi ke baaec is silsile meN mazeed mazameen pesh karne ka faaida nazar nahiN aataa
by zmufti
Wed Feb 13, 2008 2:27 pm
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Ijtehaad fil Islam..........M.Suhail Umar
Replies: 8
Views: 3530

shukria Muzaffar bhai
by zmufti
Wed Feb 13, 2008 2:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri shadi ki pachchisveeN "anniversary"
Replies: 15
Views: 2438

Jawaid bhai
shaadi ki silver jublee mubarik ho
mujhe umeed hai is shikayati nazm ke ilawa bhee bhaabhi saheba ke liye kuch likha ho ga
vo bhee pesh kijye
wasalam
zmufti
by zmufti
Tue Jan 15, 2008 5:14 am
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Afkaar Iqbal per Rumi ke asraat
Replies: 1
Views: 1980

Sara jee
is ilm afroz mazmoon ko yahaN pesh karne ke liye aap ki mamnoon huuN
khush rahiye
zmufti
by zmufti
Sun Dec 16, 2007 6:34 am
Forum: Anjuman
Topic: khizan
Replies: 7
Views: 3871

Ye aur baat hai laHzaa udaas rakhte haiN
KhizaaN ke geet bhee apnee miThaas rakhte haiN
by zmufti
Sun Dec 16, 2007 6:30 am
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar #31---dil/jigar
Replies: 143
Views: 36250

kar pehlay mujh ko zindagii-e-jawadaaN ata
phir zouq-o-shoq dekh dil-e-be qarar ka
by zmufti
Sun Dec 16, 2007 6:25 am
Forum: Quran O Hadeec
Topic: Beti
Replies: 1
Views: 591

Jazak Allah
by zmufti
Tue Dec 04, 2007 4:47 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar #31---dil/jigar
Replies: 143
Views: 36250

jo bhee daroon-e-dil hai vo baahir na aaye ga
ab aagahi ka zahr zabaaN par na aaye ga
by zmufti
Tue Dec 04, 2007 4:45 pm
Forum: Anjuman
Topic: khizan
Replies: 7
Views: 3871

[align=center] یہ خزاں کا رنگ ہے یا زرد رُو آکاس بیل
دھوپ کی مانند ہے پھیلی ہوئی اشجار میں
[/align]
by zmufti
Tue Dec 04, 2007 4:40 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 54124

[align=center]vo mauj-e-khuuN uThii hai keh deewaar-o-dar kahaN
ab ke faseel-e-shahr ko gharqaab dekhna
[/align]
by zmufti
Tue Dec 04, 2007 4:36 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#16--ZINDAGI
Replies: 40
Views: 11062

[align=center] یا خدایا حشر میں نہ دینا مجھے
پھر کوئی سزا زندگی جیسی
[/align]
by zmufti
Tue Dec 04, 2007 4:32 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 111170

[align=center]
تشہیر کے بازار میں اے تازہ خریدار
زیبائشیں مل جائیں گی قامت نہ ملے گی
[/align]
by zmufti
Thu Nov 29, 2007 8:47 am
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#34 ke liye chand she'er pesh-e-khidmat haiN.
Replies: 5
Views: 1452

buhat khoob
Muzaffar bhai
maiN Sara jee ke tabsare ki taaeed karti huuN
meri jaanib se daad qabool kijye
wasalam
zmufti