Search found 63 matches

by Rehana.A
Mon Jan 07, 2008 11:45 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Janoon mien aag Ghazal G #35
Replies: 3
Views: 989

Muzaffar bhaai ! aap ne to achha khaSa mazmoon likh diya he shairi ke ramuoz par ," Dastak " ke next issu mien nah laga dain is mazmoon ko buuton ka bhala ho ja,ay ga ......... buhut shukriya Muzaffar bhaai aap ki huoSlaa afzaai he jo har mushairay par likhnay ki koshuish kar laitee hoon,w...
by Rehana.A
Sat Jan 05, 2008 11:43 am
Forum: Moshaairah
Topic: Janoon mien aag Ghazal G #35
Replies: 3
Views: 989

Janoon mien aag Ghazal G #35

Aziz Dosto! buhut si mazaraton ke saath Hazir e khidmat hoon , awwel kisi ko bhi ab tak jawaab nah dainay ke liay(chahnay ke bawojood) :( Doom keh Guzarish # 35 ki ghazal bhi khaasi takheer se laga rahi hoon jab kah nya misraa bhi diya ja chukaa he . wajah dono kee bay panah masroofiat ke siwa aur ...
by Rehana.A
Mon Nov 26, 2007 12:32 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #34
Replies: 1
Views: 424

Guzarish #34

Aziz Dosto! Umeed he aap sub khairiat se hoon gay . Ghazal paish kar rahi hoon aap sub kee ra,ay aur mashweray ka intzaar rahey ga . :-) [align=center] http://img523.imageshack.us/img523/3377/yekiseq6.jpg Ghazal [align=justify] Ajeeran Zindgee kee,khud ko hairaan kar liya maien ne kah jis Hazrat e ...
by Rehana.A
Fri Nov 09, 2007 10:24 pm
Forum: Moshaairah
Topic: t^arHee miSra' GuZarish#34 pesh-e-khidmat hai.
Replies: 2
Views: 572

[align=right] مظفر بھائی آج طبیعت کچھ بہتر تھی اورکچھ لکھنےکو بھی دل چاہ رہا تھا سوچا کہ گئے مہینے بھی اردو بندھن کے لیے کچھ نہ لکھ سکی تو کیوں نہ اس بار پہلے اردو بندھن کے مشاعرے کے لیے ھی کچھ لکھنے کی کوشش کروں ،مصرعِ طرح دیکھنے آئی تو ۔۔۔۔ اب مین کیا کہوں ،سوائے اس کے کہ یہ ذرہ نوازی ہے آپ کی، می...
by Rehana.A
Sun Nov 04, 2007 2:33 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek ghazal
Replies: 5
Views: 615

nazar khamoosh hai dil bhi bujha sa rehta hai thera khayal bhi dil se juda sa rehta hai jis ghaRee barsi hai tere visal ki shabnam meri palkon pe woh lamha ruka sa rehta hai dusht-e-ehsas mein veeran hai lazzat-e-girya hujoom-e-deeda-e-tar bhi thama sa rehta hai tera khayal tasavur tera teri hasrat...
by Rehana.A
Mon Aug 27, 2007 6:15 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #31
Replies: 2
Views: 735

guzarish #31

[align=left] Aziz dosto! is kaamyaab mushairay par sub ko mubarakbaad paish kartee hoon , apni koshish bhi aap kay saamnay paish karnay ki jasaarat kar rahi hoon :-) ko,i ghaltee waghaira ho to zaroor bataiay ga . mojhay is say buhut madad miltee he.to lijiay arz kartee hoon .............-----------...
by Rehana.A
Sat Aug 04, 2007 2:51 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #30 kuch takheer se moazrat ke saath
Replies: 2
Views: 556



Muzaffar Bhaa,i aap ki zara nawaazi he warnaha
man aanam kah man daanam................teh e dil say
aapki mamnoon hoon aur shukriya adda kartee hoon .
by Rehana.A
Wed Aug 01, 2007 8:00 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish #30 kuch takheer se moazrat ke saath
Replies: 2
Views: 556

guzarish #30 kuch takheer se moazrat ke saath

Aziz Dosto!

guzarish #3o kuch takheer say lay kay hazir hoon ,
kuch wajohaat rahien magar bayaan karna atna zarooree
nahien Serf mazrat khawah hoon is ke liay.

to lijiay ghazal paish e khidmat he

[align=center]
Image[/align]
by Rehana.A
Wed Jul 18, 2007 11:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik aor ghazal.
Replies: 6
Views: 694

Khawer sahib! aap ki ghazal kuch din huay paRhi yaqeen kijiay buhut pasand ,go tabiat ki kharaabi ki wajah say jawaab likhnay mien dair huee magar saara waqt aap ki ghazal kay baaray mien hi sochtay guzra is ghazal ko daikh kar maHsoos hota hey kah aap isi aik ghazal main barsoon ka safar tay kar g...
by Rehana.A
Tue Jun 26, 2007 5:04 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #29 ki ghazal
Replies: 6
Views: 797

moHtarmah ReHanah Ahmad JanaN SaHibah aadaab! kiyaa kehne Waah Waah! mashAllah bohot khubSurat Ghazal keh kar aap ne mushae'rah kee raonaQ aor dilkashee meN khaat^ir khuwah aZ^ah kiyaa hai. aozaan aor maZameen ke aa'tebaar se bhee Ghazal apnee be a'aebee aor dilkashee kee micaal ban gaee hai. sabhe...
by Rehana.A
Tue Jun 26, 2007 5:01 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #29 ki ghazal
Replies: 6
Views: 797

Salam jaanaaN ji, aap ki shaairy meN bohat jaan hai. :-). aisi khoobSoorat ghazal paish karne par daad qubool kijiaye. 1. matlaa bohat mutacir kun hai. paRha kar be ikhtiaar waah nikalti hai. buhut shukriya 2. pehlay miSra meN lafz "gumaN" se ye naheeN pataa chalaa ke ye khushgamaani ki b...
by Rehana.A
Tue Jun 26, 2007 4:34 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #29 ki ghazal
Replies: 6
Views: 797

waah! Rehana ji bohat khoob! har shair lajawaab hai dili daad aur mubarakbaad qubool keejiye :rose sara Sara Ji aap ki zara nawaazi heykah mairi haqeer si koshish aap ko bhi pasand aa gai , bay had mamnoon o mashkoor hoon aap ki,umeed hey aap aaiendaha bhi mairi koshishon par apni giraan qadar aara...
by Rehana.A
Fri Jun 15, 2007 5:19 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish #29 ki ghazal
Replies: 6
Views: 797

Guzarish #29 ki ghazal

Aziz Dosto! salaam-e-masnoon main bhi apni koshish kay saath maHfil mien Hazir hoon , aap ki aara ka intzaar rahey ga ,kuch tabiat ki naasaazi ki wajaha say abhi tak kisi ki bhi ghazal nahien daikh sakee buhut jald dobara hazir-e- khidmat hoon gee .sub ki ghazalon par apni haqeer ra,ay dainay kay l...
by Rehana.A
Mon May 28, 2007 9:28 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Haamid Baaqri per meri ek Nazm
Replies: 15
Views: 1741

Khush raho, jete raho, likhte raho Haamid miyaaN woh rahe zinda yehee Rub se doayeN haiN miree nek dil insaan hai wallah Haamid Baaqri Baaqri! saare jahaN se muKhtalif hai tera kaam teri GhazaleN aur yeh haqq.o sadaaqat ke payaam! aaj tak GhazaloN meN hota tha bayaN bus Husn.e yaar gesoo.e janaN ke...