Search found 2 matches

by dr Ehsan Raza
Thu May 19, 2016 8:31 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: naat paak
Replies: 1
Views: 292

naat paak

NAAT PAAK ke SIRF CHAAR ASHAAR SE AAGHAZ KER RAHA HOON

Jab kabhi midhate Rasool hui
Youn laga her dua qubool hui

wo duaoN ko qaid kerta hai
yeh na kahna dua fuzool hui

Laiqe ehteram hain dono
wo ! yaa unke qadam ki dhool hui

Main likhoon naat aor na hamd likhoon
Aise mujhse kabhi na ...
by dr Ehsan Raza
Thu May 19, 2016 8:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaruf
Replies: 1
Views: 315

Taaruf

main Dr ehsan ek kafi purana member is forum ka jo mohtram nazir saheb ke hayat se is forum se jurha raha aaj ek baar phir unki yaad ayee aor bahaisiyat ek adna urdu ka ghazal aor naat-E rasool manqabat qasaed ka talibe ilm talebi ilm ki hasiyat is forum men wapas ane ka sharf hasil ker raha hoon ...