Search found 2622 matches
- Sat Jan 06, 2007 5:20 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
- Replies: 637
- Views: 100208
javaab
b] Rah-e-wafaa meiN nah karde gunaahgaar mujhe Zaraa sanbhaal ke le chal khayaal-e-yaar mujhe Nah maut bus meiN nah jeene peh ihtiyaar mujhe kahaaN peh chouRdiyaa tuu ne qalb-e-zaar mujhe mile heiN ranj o alam go keh be-shumaar mujhe banaadiyaa hei muHabbat ne pujr-waqaar mujhe rahaa nah ZabT o ...
- Thu Jan 04, 2007 1:21 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: Guzarish 25 ke liYe meree adna see kaoshish!
- Replies: 9
- Views: 913
Bahut khoob, waah waah.
MuHtarami Muzaffar Ahmad :Muzaffar: SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, :-) Guzarish 25 per aapki TaraHi ghazal bahut pasand aayi jiske liye dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. MULAAHIZAAT: reg-e-SeHra-o-khas-o-khaar-e-muGheelaaN kiYa kiYa! dasht-e-Ghurbat se uTh~a laYa hooN samaaN kiYa kiYa ...
- Thu Jan 04, 2007 12:16 pm
- Forum: Moshaairah
- Topic: guzarish 24 per meri TaraHi ghazal - -- - Abdullah Nazir.
- Replies: 13
- Views: 1611
Bahut bahut shukriyah
MuHtarami Haamid Baaqri SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Yeh meri khushqismati hei ke aap ne meri ghazal per tafSeeli tabSirah farmaayaa aur pazeerayi farmaayi. Daad aur mubaarakbaad ke liye tah-e-dil se shukrguzaar hooN. Ummeed ke aayindah bhee khaaksaar kee isi TaraH se HauSalah afzaayi farmaate ...
- Thu Jan 04, 2007 10:44 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aek saadah see taazah ghazal- -- - Abdullah Nazir.
- Replies: 4
- Views: 446
Bahut bahut shukriyah
MuHtarami Muzaffar Ahmad Muzaffar SaaHib SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Apni ghazal per aapkaa tafSeeli tabSirah paRhkar khaaksaar ko aayeenah-e-ilm o adab dekhne kee Zaroorat pesh aayi aur andaazah houaa ke aap ne jo kuch likhkhaa hei wo HauSalah-afzaayi se bhee ziyaadah hei. Is bandah-navaazi ke ...
- Thu Jan 04, 2007 6:22 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Ek Aham E'laan!!
- Replies: 2
- Views: 139
link kaam nahiN karrahi hei
MuHtarami Sarwar A. Raz :Sarwar: SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Dastak kee takmeel-e-ishaaAat per meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Aapki dee houee link per maiN ne koushish kee keh "dastak" kee tafseeli shak dekh sakuN lekin yeh link qubool nahiN houee. Agar SaHeeH link faraham ...
- Thu Jan 04, 2007 6:16 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aek taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir
- Replies: 7
- Views: 436
Bahut bahut shukriyah
MuHtaramah
Tahirah Masood SaaHibah,
[i[PurkhulooS Tasleemaat,
Apni ghazal per aapkaa mukhtaSar lekin mufeed tabSirah pRhkar bahut khushee houee. Pazeerayi, daad aur mubaarakbaad ke liye beHad shukrguzaar hooN.
Aapka MukhliS,
Nazir.[/i]
- Thu Jan 04, 2007 5:45 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
- Replies: 637
- Views: 100208
javaab
Her koii sehpasandee ki Taraf maayil hei Warnah her baat maiN gehraayi hei geerayi hei Jaan letaa hooN lab o lehje se dil kee Haalat Meri dunyaa se zamaane kee shinaasaayi hei Jis jagah hou nah khulooS aur muHabbat baaham Aisi meHfil se bhalaa gosha-e-tanhaayi hei. Shaayer: Abdullah Nazir. Nazir ...
- Wed Jan 03, 2007 10:24 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: aek maAmooli see taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir
- Replies: 5
- Views: 551
Bahut bahut shukriyah
MuHtarami Najeeb SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, nayaa saal aur E Mubaarak, Aapkaa tabSirah paRhkar bahut khushi houee. Ghazal kee pazeerayi ke liye beHad shukrguzaar hooN. Aapke Hyderabad jaane se pahle ummeed thee ke keh kisi nah kisi TaraH se aek baar mulaaqaat hougi lekin aapka achaanak jaanaa ...
- Wed Jan 03, 2007 5:03 am
- Forum: Anjuman
- Topic: riwayati 'bait-baazi'
- Replies: 265
- Views: 52632
"ye"
yaad aajaate heiN jab waAda o paimaaN tere
ungliyaaN DhoonDti heiN gaisoo-e-paichaaN tere. .
Shaayer: Abdullah Nazir.
"ye"
Nazir.
- Wed Jan 03, 2007 4:58 am
- Forum: Anjuman
- Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
- Replies: 652
- Views: 106852
pasandeedah
"kis kee nigaah-e-garm se thaa shab dochaar rukh
jo tamtamaa rahaa hei tiraa laalahzaar rukh". .
Shaayer: naa'maAloom
Nazir.
- Wed Jan 03, 2007 4:48 am
- Forum: Anjuman
- Topic: lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!
- Replies: 42
- Views: 16479
dunya
Wo bhee naaraaZ heiN dunya bhee khafaa hei mujh se
hougayie koii tou batlaaye khaTaa kyaa mujh se. .
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Wed Jan 03, 2007 4:42 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
- Replies: 637
- Views: 100208
javaab
khaana-e-dil ko mire Dhaayegaa lekin zaalim teri taSveer bhee girjaayegi deewaar ke saath kis ko apnaa kaheN aur kis ko paraayaa samjhen doust bhee jabke mulavvac huve aghyaar ke saath souz-e-dil, zakhm-e-jigar, aah o fughaaN, karb-e-nafas mujhko kyaa kyaa nah milaa qurbat-e-dildaar ke saath ...
- Wed Jan 03, 2007 4:27 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
- Replies: 110
- Views: 35446
sharaab
chashm-e-karam se unki muyassar nahiN sharaab
us maikade kaa faiZ-e-ravaaN khatm hougayaa. .
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
- Tue Jan 02, 2007 9:44 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: moHtaram Z^iYa Baloch ke naam aek Ghazal!
- Replies: 2
- Views: 150
Bahut khoob, waah waah
MJuHtarami Muzaffar Ahmed Muzaffar SSaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aap ne apni mandarja-e-zeil ghazal jou Zia Baloch kee nazr kee hei, bahut pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. gul-e-muraad kh~ilao keh e'eed ka din hai reYaZ^-e-deher sajao keh e'eed ka din hai ...
- Mon Jan 01, 2007 3:57 am
- Forum: Anjuman
- Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
- Replies: 480
- Views: 67988
maqTaA
"deewaanah hei kis chaand se rukhsaar kaa :aatish:
zanjeer kaa ghul qehqahah hei kabk-e-dari kaa".
Shaayer: Haider Ali :aatish:
Nazir.