Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Sun Dec 31, 2006 2:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 98558

javaab




Ashk bhar aaye yakayak apni Soorat dekhkar

Raftah raftah dhul gayaa :Nazir: ghubaar-e-aayeenah.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Dec 31, 2006 11:35 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: E'id kaa din hai ::
Replies: 2
Views: 241

Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Zia Baloch SaaHib, PurkhbulooS Tasleemaat, Aapki mandarja-e-zeil ghazal paRhkar bahut kushi houee. Eid kee munaasibat se Eid Mubara. Is dilkash ghazal per meri dili daad qubool farmaayiye. Khushii ke geet sunaa'o k e'id kaa din hai ! GhamoN ko bhool hi jaa'o k e'id kaa din hai ! ab is qad...
by Abdullah Nazir
Sun Dec 31, 2006 5:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: MaahoN ke ba'd deta hai mauqa' jo deed kaa
Replies: 2
Views: 297

Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Munawwar SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki mandarja-e-zeil ghazal bahut pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. maahoN ke ba'd deta hai mauqa' jo deed kaa maahoN ke ba'd deta hai mauqa' jo deed kaa ham-chashm hai wo maah-jabeeN maah-e-'eed kaa! shikwah...
by Abdullah Nazir
Sun Dec 31, 2006 5:43 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "dua say kaam letay hai.n"tarhi kalaam peshe khidm
Replies: 2
Views: 114

Bahut khoob, waah waah


MuHtarami
Haamid Baaqri SaaHib,

PurkhulooS Tasleemaat,

Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houee. Aapke andaaz meiN kahe houe saare ashAar bahut khoob heiN. Meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye.

Aapka MukhliS,

WEBMASTER.

by Abdullah Nazir
Sun Dec 31, 2006 4:43 am
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi miSraA GUZ.25 Ke liye - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 1
Views: 409

TaraHi miSraA GUZ.25 Ke liye - -- - Abdullah Nazir.

Muhtaramaat o Muhtarameen Arbaab-e-meHfil o Ahbaab-e-Sukhan, Purkhuloos Tasleemaat, :rose GUZARISH #25. Taareekh January 1, 2007 TaraHi misraA Kulliyaat-e-aatish se: "mere allah ne mujh per kiye iHsaaN kyaa kyaa" Radeef = (kyaa kyaa.) Qaafiye: (armaaN, ToofaaN, giryaaN, insaaN, paimaaN, g...
by Abdullah Nazir
Sat Dec 30, 2006 7:13 pm
Forum: Taqreebaat
Topic: Eid aur Naye saal ki tehreereiN
Replies: 6
Views: 1181

saal-e-nau - -- - Abdullah Nazir.

MuHtaramaat o MuHtarameen arbaab-e-MeHfil aur aHbaab-e-sukhan PurkhulooS Tasleemaat, :rose Aapki khidmat meiN apni nayi nazm pesh karrahaa hooN. Ummeed ke pasand aayegi. Saal-e-nau aur jaada-e-amn o amaaN Kis ne dee apne dar-e-umr-e-ravaaN per dastak Naamah-bar hei koii paighaam nayaa laayaa hei Us...
by Abdullah Nazir
Sat Dec 30, 2006 6:10 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 52407

meem




MaiN gurezaaN nahiN izhaar-e-Haqeeqat se magar

Darrahaa hooN keh nah houjaaye pashemaaN koiee.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

[/color[
by Abdullah Nazir
Sat Dec 30, 2006 6:05 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!
Replies: 42
Views: 16424

zamaanah




shaam-e-viSaal hei nah hee SubH-e-jamaal hei

yuN gardish-e-zamaanah ke zer-e-qadam houe.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 30, 2006 5:57 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 35272

mai




haath meiN hei jaam-e-mai aur lab peh naam allah kaa

"ham nah kehte thay ke HaZrat paarsaa kahne ko heiN".
Mumin.

Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 30, 2006 9:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek maAmooli see taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir
Replies: 5
Views: 549

aek maAmooli see taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir

MuHtaramaat o MuHtarameen arbaab-e-MeHfil aur aHbaab-e-sukhan PurkhulooS Tasleemaat, :rose Apni aek saadah see ghazal pesh karrahaa hooN. Aapki giraaNqadr aaraa kaa intizaar rahe gaa. GHAZAL roman meiN: Junoon-e-ishq meiN dil ko koii malaal nahiN Shikan jabeeN peh nahiN lab peh ArZ-e-Haal nahiN Yeh...
by Abdullah Nazir
Fri Dec 29, 2006 2:25 pm
Forum: Taqreebaat
Topic: Eid Al Adha Mubarak
Replies: 3
Views: 852

Eid ul aZHaa mubarak

[align=center] Urubandhan ke saathiyaoN, musalmaanaoN, aur saare ghair muslim bhaayiyaoN ko Eid ul aZHaa kee munaasibat per mubaarakbaad pesh kartaa hooN. Allah u rabbul izzat se duAaa hei ke saari insaaniyat ko amn o amaan aur bhaayi-chaaragi ke maaHoul meiN itmenaan se rehne kee taufeeq ATaa farm...
by Abdullah Nazir
Wed Dec 27, 2006 4:56 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ai dil.e beqaraar Hud kar dee ..............................
Replies: 10
Views: 765

Bahujt khoob, waah waah

MuHtaramee o Azeezee Jawaid Badauni SaaHib PurkhulooS Tasleemaat, Aapki mandarja-e-zeil puraani ghazal paRhkar bahut luTf aayaa. Yehi tou shaayer kee khoobi houti hei ke jab intidaayi maraaHil meiN kaamyaabi se mashq-e-sukhan kartaa hei tou mustaqbil meiN bhee usko sheAr kehN meiN madad milti hei. ...
by Abdullah Nazir
Wed Dec 27, 2006 10:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Eid aor nae saal ke liye tazah Ghazal!
Replies: 3
Views: 153

inkmishaaf houaa

MuHtarami Muzaffar Ahmed Muzaffar SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, :lol: Aapke javaab ke liye be-Had shukrguzaar hooN aur lafz "hangaam" kee teHqeeq karne per zaahir houaa ke uske maAni "hangaamah" ke bhee hein jiskaa zikr do lughaat "farhang-e-Aamirah" aur "lughaat...
by Abdullah Nazir
Wed Dec 27, 2006 3:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Eid aor nae saal ke liye tazah Ghazal!
Replies: 3
Views: 153

bahut khoob, waah waah

MuHtarami Muzaffar Ahmed Muzaffar SaaHib PurkhulooS Tasleemaat, Aapki Taazah ghazal bahut pasand aayhi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiyhe. MULAAHIZAAT: gardish-e-daoraN ka shikwah kiYa karooN ho geYa mele meN tanha kiYa karooN. Achchaa maTlaA hei, waah waah. Hougayaa mele...
by Abdullah Nazir
Wed Dec 27, 2006 1:37 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek saadah see taazah ghazal- -- - Abdullah Nazir.
Replies: 4
Views: 445

aek saadah see taazah ghazal- -- - Abdullah Nazir.

MuHtaramaat o MuHtarameen arbaab-e-MeHfil aur aHbaab-e-sukhan PurkhulooS Tasleemaat, :rose Apni aek saadah see ghazal pesh-e-khidmat hei. Aapki giraaNqadr aaraa kaa intizaar rahe gaa. GHAZAL roman meiN: ghaflat-e-chashm-e-yaar yaad naheeN ai mire qalb-e-zaar yaad naheeN veHshat-e-regzaar yaad nahee...