Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Sun Dec 17, 2006 6:25 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 31111

mai




nasha-e-mai bhee hei, deewaanagiy-e-shauq bhee hei

aayeenah dekhooN tou khud ko bhee nah pehchaan sakooN.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Dec 17, 2006 6:19 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76392

DhoonDne




Dhoondne se bhee kahaaN miltaa hei dunyaa meiN sukooN

ab wo pahli see muHabbat nahiN insaanaoN meiN.


Shaayer: Abdullah Nazir.

ab / meiN:



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Dec 17, 2006 6:13 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 49290

"alif"




apne ashkaoN ke samundar ko kahaaN le jaaooN

jab nazar aayeN nah ghamkhwaar bhee ghamkhwaar mujhe.


Shaayer: Abdullah Nazir.

"ye"



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Dec 17, 2006 6:04 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 41062

sabaq-aamouz




"huee nah zaagh meiN paidaa buland parwaazi

kharab kargayi shaaheeN bache ko SuHbat-e-zaagh".


Shaayer: Iqbal



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Dec 17, 2006 5:54 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64648

maqTaA




" ghayib aankhaoN se khayaal-e-yaar ai :aatish nah hou

jaan ke ooper banegi dil agar meHzooN houaa".


Shaayer: Haider Ali :aatish:



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Dec 17, 2006 5:48 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 102323

pasandeedah




"dushman kee dousti hei ab ahl-e-waTan ke saath

hai ab khizaN chaman meiN naye pairahan ke saath".


Shaayer: MajrooH SulTanpoori



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 4:58 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek taazah TaraHi ghazal - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 7
Views: 304

aek taazah TaraHi ghazal - -- - Abdullah Nazir.

MuHtaramaat o MuHtarameen Arbaab-e-meHfil aur aHbaab-e-sukhan, PurkhulooS Tasleemaat, :rose - -- - Apni aek TaraHi taazah ghazal pesh karne kee saAadat HaaSil karrahaa hooN. Ummeed ke apni giraNqadr aaraa se navaazkar shukriyah adaa karne kaa mauqaA denge. GHAZAL roman mein Dar badar kee ThoukareN ...
by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 6:16 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91730

javaab




kyaa sitam Dhaayaa tiraa girnaa miri aaghoush meiN

tujh ko qaatil kehne waale keh paRe qaatil mujhe.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 6:10 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 31111

mai




naam saaqi kaa liyaa aur lagaali moNh se

ghunchah lab se jo mai-e-shauq mili shukr-e-khudaa..


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 5:59 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76392

"miltaa"




miltaa hei kab kisi se mire qalb ko sukooN

us bewafaa ne rakhkhaa mujhe pech o taab meiN.


Shaayer: Abdullah Nazir.

"us /. meiN"



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 5:53 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46601

???




meraa quSoor kyaa hei ilzaam de nah mujhko???

chehrah hei surk teraa zulfaoN kee barhamee se..


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 5:45 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64648

maqTaA




"aastaan-e-yaar se uThne ka qaSd :aatish: nah kar

chouRkar us dar ko sar deewaar se takraayegaa"..


Shaayer: Haider Ali :aatish:



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 5:08 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 41062

sabaq-aamouz




"jaan dee, dee houee usi ki thee

Haq tou yeh hei ke Haq adaa nah houaa.


Shaayer: Ghalib



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Dec 16, 2006 5:05 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 49290

"ye"




yeh kyaa mazaaq hei mujh se hee chup rahe hou tum

hazar pardaoN meiNH chupkar bhee chup naiN sakte..


Shaayer: Abdullah Nazir.

"ye"



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 6:00 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Welcome Gul Dehelvi
Replies: 2
Views: 298

KHUSHAAMADED

Muhtaramah GUL DEHALVI SAAHIBAH, pURKHULOOS Tasleemaat, Urdubandhan per ham aapkaa tah-e-dil se istiqbaal karte heiN aur ummeed hei ke aapko yeh site pasand aayegaa aur apni nigaarashaat se navaazkar hemeN shukriyah ada karne kaa mauqaA dengi. [align=center]K H U S H A A M A D E D[/align] Aapka Muk...