Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 4:41 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: MukhtaSar sawaalat
Replies: 7
Views: 2454

Sawaal kaa javaab

Janab Muhammed Khawar SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki teHreer ke muTaabiq maiN ne kayi baar Amal karne kee koushish kee lekin kaamyaabi nahiN housaki. Pahle pahle tou bahut se aHbaab ne dilchuspi zaahir kee aur phir raftah raftah apni apni raah lekar yeh samajhne per majboor kardiyaa ke kisi k...
by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:50 pm
Forum: Anjuman
Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
Replies: 111
Views: 29954

shab




kiyuN maah sargiraaN hei anjum heiN muntashir kiyuN

aate heiN mere lab per kitne sawaal her shab.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:43 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#28-"taSveer" per ashAar likhiye
Replies: 60
Views: 12942

taSveer

b]


kuch tou tarteeb-e-mulaaqaat ke aacaar bhee houN

yuN nah hou maiN tiri taSveer se uktaa jaaooN.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

[/b]
by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:35 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar #31---dil/jigar
Replies: 143
Views: 32355

dil

b]


TooT jaaye her zaraa see baat per wo dil nahiN

dekh lenaa maiN nahiN yaa saAiy-e-laaHaaSil nahiN.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

[/b]
by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:30 pm
Forum: Anjuman
Topic: **one emoticon..one sher**(naya silsila)
Replies: 18
Views: 4285

emotion

tamaatar



aata agar nah hamko uskaa khayaal her shab

houta nah sehl sehnaa dil kaa malaal her shab.


Shaayer: Abdullah Nazir.

:wink:



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 49290

"ye"

b]


yeh bhee kyaa aazaadiy-e-guftaar hei ai dousto

garmiy-e-souz-e-sukhan zaalim ki Tannazah nah hou.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

[/b]
by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:18 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64648

maqTaA

b]


"rakhooN umeed-e-karam us se ab maiN kyaa :SaaHir:

keh jab nazar bhee zaalim miraa salaam nah le".


Shaayer: saHir Ludhyaanawi



Nazir.

[/b]
by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:12 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 41062

sabaq=aamouz

b]


"Fani Decan meiN aake yeh uqdah khulaa keh ham

HinduostaaN meiN rehte heiN HindoustaaN se door".


Shaayer: Fani Badauni



Nazir.

[/b]
by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 12:08 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91730

Javaab




daaman-e-saaHil peh yeh kis ne kahaa souti hei mauj

sar paTakti hei musalsal raat din routi hei mauj.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 11:24 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish 24 per meri TaraHi ghazal - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 13
Views: 1583

Bahut bahut shukriyah

MuHtarami o Azeezi FarHan SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Guzarish 24 ke miSreA per apni TaraHi ghazal per aapke tabSireh aur ghazal kee pazeeraayi ke liye beHad shukrguzaar hooN.Aap jaise adab navaaz aHbaab kee HauSlah afzaayi hei jo mujhe apni mashq-e-sukhan jaari rakhne meiN madadgaar caabit hout...
by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:38 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46603

???




kashtiy-e-umr-e-rawaaN ke Doobne kaa khauf kyaa?

aarzoo hei beHr-e-ulfat kaa koyee saaHil nah hou..


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:33 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91730

javaab




zour-e-amvaaj-e-talaaTum se nimaTnaa seekho

muft mil jaaye tou saaHil ko bhee saaHil nah kaho.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:28 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 41062

sabaq-aamouz




"khalal pazeer-e-ruToobat houa dimaagh-e-bahaar

Ajhab keh sabza-e-khwaabeedah ko nah hou kaaboos".


Shaayer: Mumin khan :Mumin:



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:20 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76402

bekaar




bekaar gayi saAy-e-mudaawaay-e-gham-e-dil

Nazir nah tamanna karo phir chaarah-gari kee.


Shaayer: Abdullah Nazir.

Nazir /keer.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:14 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 31111

mai




lazzat-e-mai bhee hei deewaanagiy-e-shauq bhee hei

tujh se milkar maiN houaa saare jahaaN se ghaafil..


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.