Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:10 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 106418

pasandeedah




"ik shahinshaah ne daulat kaa sahaaraa lekar

ham ghareebaoN kee muHabbat kaa uRaayaa hei mazaaq".


Shaayer: SaaHir Ludhyaanawi



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:07 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 52425

"ye"




YuN hee baaqi jo rahaa mere junooN kaa Aalam

dil ke TukRe bhee bahar tar-e-girebaaN hounge..


Shaayer: Abdullah Nazir.

"ye"



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 2:01 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 67713

maqTaA




'yehi andaaz baandhe heiN yehi naaz

qiaamat :Meer: SaaHIb heiN adaa-band".


Shaayer: Meer Taqi :Meer:.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Dec 15, 2006 1:57 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf 'Gain' se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 47
Views: 11449

"zaahir"




ghaflat-e-yaar ne dil touR diyaa thaa lekin

ab zaraa mujh peh inaayat hei tou masroor hooN maiN.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Dec 14, 2006 7:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sara J, Saleem B aur Abdulla N...... ki Nazr ye Ghazal.
Replies: 3
Views: 285

achchi kaavish hei

MuHatarami Muni Armaan Nasimi SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Bahut dinaoN baAd aapki ghazal paRhne ko mili hei jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. MULAAHIZAAT: MaiN ne tou apne bughZ ko dil mein jo thaa jhaTak diyaa Tuu hee bataa keh kiyuN miraa daste-e-wafa jhaTak diyaa M...
by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 4:24 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 52425

gaaf




gayaa wou daur ke thaa iHtiraam apnaa bhee

badal gaye heiN wo jab se tou hougaye badnaam.


Shaayer: Abdullah Nazir.

"meem"


Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 4:18 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 106418

pasandeedah




" kiuNkar kaheN yeh minnat-e-aAdaa nah karenge

myaa kyaa nah kiyaa ishq meiN kyaa kyaa nah karenge".


Shaayer: Mumin..



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 4:14 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 47532

???




jaadah-e-shauq meiN iqraar-e-tafaavut kaisaa

darmiyaaN khauf kee deewaar uThaate kiyuN hou???.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 4:11 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 35275

sharaab




nah maikadah hei nah jaam-e-sharaab kee lazzat

nahiN wo loag muHabbat ke jou thay rakhwaale.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 4:08 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 67713

maqTaA




"HeiN kahaaN :Seemab: gehraayi ke mouti dastiyaab

kuch Sadaf paare heiN jou chun laaye heiN saaHil se ham".


Shaayer: Seemab Akbarabadi



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 4:03 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf 'Gain' se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 47
Views: 11449

ghain




gham nahiN hougaa, agar khud se bichaR jaaooN maiN

Hijr kee shab se tou behtar hei keh maut aajaaye


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 4:00 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 47532

???




sair-e-Aalam kuch nahiN juz tangiy-e-fikr o nazar

kitni wus'Aat hei hamaare dil meiN aakar dekhiye???.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 3:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "khatm beenayee huee"aik taaza tarhi kalaam peshe
Replies: 3
Views: 112

Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Haamid Baaqri SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki mandarja-e-zeil ghazal bahut pasand aayiee jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. MULAAHIZAAT: mout say jab marnay waalo.n ke shanaasaayee huee unkau lagta tha qayaamat unpeh hai aayee huee MaTlaA bahut acchaa hei, ...
by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 2:58 am
Forum: Moshaairah
Topic: guzarish 24 per meri TaraHi ghazal - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 13
Views: 1607

Bahut bahut shukriyah

MuHtarami Hassan Bashir SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, :lol: Guzarish 24 ke miSreA per apni TaraHi ghazal ke baare meiN aap ne hameshah kee TaraH meri HauSalah-afzayi farmaayi hei jiske liye maiN tah-e-dil se shukrguzaar hooN. Aap jaise ahl-e-zauq-e-adab HaZraat ke hee Tufaail meiN khaaksaar apni m...
by Abdullah Nazir
Wed Dec 13, 2006 2:13 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ash'aar #32---muskurahaT/tabassum
Replies: 21
Views: 9041

tabassum




tiri barq-e-tabassum se nasheman mere dil kaa kab salaamat

kabhi faryaad hei lab per kabhi aansoo heiN aankhaoN meiN.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.