Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Fri Apr 01, 2005 3:12 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--" ZAKHAM"
Replies: 81
Views: 10379

zakhm




Zakhm-e-dil, sakhm-e-jigar, pyaar meiN kyaa kuch nah milaa

umr baaqii hei jo ab, usko guzarjaane de.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Mar 31, 2005 5:06 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 98606

Ham bhoolne waalaoN




Ham bhoolne waalaoN ko bhulaadete heiN lekin

dete heiN jo toHfah, kabhii waapus nahiN lete.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Mar 31, 2005 4:58 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--" ZAKHAM"
Replies: 81
Views: 10379

"zakhm"




Souzish-e-zakhm-e-jigar-chaak nah samjhe gaa koii

laakh izhaar karuN, khaak nah samjhe gaa koii.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Mar 31, 2005 4:51 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 77698

"merii"




Meri her baat ko baataoN meiN uRaadete hou

kin gunaahaoN kii khudaa jaane sazaa dete hou


(kin / hou)


Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Mar 30, 2005 11:41 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 14
Views: 1069

Bahut Khoob

MuHtaramah Naheed V. Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal bahut pasand aayi jiske liye khaaksaar kii daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Mandarja-e-zel sheAir ke pahle misreA meiN lafz dekh kaa Harf "kaaf" girrahaa hei jiskaa ilaaj zaroori hei. (((6. dhiyaan se kabhee sun, gh...
by Abdullah Nazir
Wed Mar 30, 2005 8:41 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 77698

"dil"




dil dhaRaktaa rahaa, ummeed-e-mulaaqaat rahi

shaam-e-hijraaN thaa Ajab Haal saHar houne tak


(shaam / tak)


Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Mar 30, 2005 8:25 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--"BARISH "
Replies: 47
Views: 5998

"baarish"




AankhaoN meiN ashk aagaye baarish kii baat per

kyaa din thay wo jo teri rifaaqat meiN kaT gaye



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Mar 30, 2005 6:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: MERI EK MUNFARID GHAZAL AAPKE HAWALE........................
Replies: 7
Views: 709

Bahut khoob waah waah

MuHtarami JAWAID BADAAYUNI Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, [/size][/color] Aapki ghazal pasand aayi jiske liye meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Apne tafseeli tabsireh ke saath Haazir houaa hooN jis se aapka muttafiq hounaa zaroori nahiN hei. [/size][/color][/i] Ek masnooii sajaawaT ke s...
by Abdullah Nazir
Tue Mar 29, 2005 5:37 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--"BARISH "
Replies: 47
Views: 5998

"baarish"




baarish ke din heiN aur tiraa allhaR shabab hei

aakhir maiN kyaa karuN dil-e-khaanah kharaab ko



Nazir.

by Abdullah Nazir
Tue Mar 29, 2005 5:26 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 77698

"tum"




Tum ne tou Taal diyaa bataoN hii baataoN meiN mujhe

chain kii neend moyassar nahiN raataoN meiN mujhe


(chaiN / mujhe)


Nazir.

by Abdullah Nazir
Tue Mar 29, 2005 1:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "yuuN umr kaT rahii hai ..."
Replies: 10
Views: 921

Bahut khoob waah waah

Muhtarami o Azeezi IRFAN ABID Saahib Purkhuloos TAsleemaat, Aapki ghazal paRhkar behad khushi houi. Saare ke saare ashAar bahut hii pasand aaye wah waah. Meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Shear No.6 ke is misreA per der tak souchnaa paRaa: Ham ne bhii rakhdiyaa hei qadam us saraab ...
by Abdullah Nazir
Tue Mar 29, 2005 7:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tujh se kis tarH maiN izhaar-e-tamanna karta
Replies: 14
Views: 1299

Bahut khob waah waah

MuHtaram Amjad Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi. Aap ne bahut saare achche mazaameen baandhe heiN. Agar ijaazat hou tou maiN apni aaraa pesh karne kii jasaarat karuN jin se aapka muttafiq hounaa zaroori nahiN. [/color][/i] jab puraana koi dukh mujh ko sataaya kar...
by Abdullah Nazir
Mon Mar 28, 2005 3:25 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :too jo haNgaamah-e-meHshar meN mujhe yaad aayaa:
Replies: 8
Views: 726

Bahut khoob

MuHtarami Riaz Ahmed Saraa Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal pasand aayi. Saare ashAar dilkash heiN. Is baar tafseeli tabsirah karne se qaasir hooN lekin ummeed kartaa hooN ke aayindah apni tafseeli aaraa pesh karne kii koushish karungaa. Meri dili daad aur mubaarakbaad Haazir hei, ummeed ...
by Abdullah Nazir
Mon Mar 28, 2005 1:51 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaamadeed
Replies: 26
Views: 8391

Bahut bahut shukriya

MuHtaramaat o MuHtarameen Saara Saahibah, Hashmat Usmani Saahib, Mahtab Qadr Saahib, Jibran K. Jibran Saahib, Zia Baloch Saahib, Raheel Ahmed Saahib, sbashwar Saahib, Naz Ahmed Saraa saahib, aur brainheater Saahib. Saare doust Ahbaab ko salam-e-khuloos, MaiN aap sab se maAzirat khwaah hooN keh mujh...
by Abdullah Nazir
Mon Mar 28, 2005 1:29 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: salaam
Replies: 8
Views: 412

Khushaamaded

MuHtaram Sohail Abbaasi Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, Bahut khushi kii baat hei keh aap apni hii is site per tashreef laye aur ham sabko mamnoon farmaayaa. Ummeed kartaa hooN ke is site per aapka waqt bahut hii achchaa guzre gaa. Agar koii mushkil pesh aaye tou khaaksaar ko nah bhooliyegaa. maiN h...