Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Mon Mar 28, 2005 1:17 pm
Forum: Anjuman
Topic: FORUM Mod
Replies: 14
Views: 2297

Bahut bahut mubarak

SHUMMU Aaadaab o Tasleemaat, Mujhe Saara Saahibah ne yeh tou bataayaa thaa ke wo aapko MOD banaarahi heiN kiyoonkeh aap bahut hii jaaNfishaani se kaam karrahi heiN lekin yeh nahiN bataayaa ke yahaaN aapko mubarakbad bhii dii jaarahi hei. Ittifaaq se idhar aana houaa tou maiN isqadar der se aane ke ...
by Abdullah Nazir
Mon Mar 28, 2005 1:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76336

"ham"




Ham ko apne dil pah ab qaaboo nahiN

phool kii khushboo nahiN aur tuu nahiN


(phool / nahiN)


Nazir.

by Abdullah Nazir
Mon Mar 28, 2005 12:49 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--"BARISH "
Replies: 47
Views: 5862

"baarish"




Baarish meiN bheegnaa tujhe achcha lagaa magar

kapRe badalne aa ke sunaaooN maiN apni baat.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Mar 27, 2005 6:40 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--"BARISH "
Replies: 47
Views: 5862

"barish"




deewaar o dar makaan ke paani meiN beh nah jaayeN

chuptaa hei koii kis liye baarish ke khauf se



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Mar 27, 2005 8:12 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--"BARISH "
Replies: 47
Views: 5862

"baarish"




phool baarish meiN tabassum ke khilaate rehnaa

haath lehraake mujhe paas bulaate rehnaa



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Mar 27, 2005 7:55 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76336

"phir"




Phir aaj chiRgaieeN tasveer-e-yaar kii baateN

sunaaooN kis ko dil-e-beqaraar kii baateN


(sunaaooN / baateN)


Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Mar 26, 2005 7:51 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76336

"aankhaoN"




AankhaoN meiN surkh doure aur lab pah muskuraahat

kehte hou kuch likhooN maiN, likhkhooN tou kyaa likhooN maiN


kehte / maiN

Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Mar 26, 2005 5:23 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76336

"mour"




Mour kii chaal bhii achchi nahiN lagti jaanaaN

naaz se aati hou jab tum miri jaanib chalkar


(naaz / chalkar)


Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Mar 26, 2005 5:12 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--"BARISH "
Replies: 47
Views: 5862

"baarish"




baarish meiN uskaa bheegnaa dekhaa nahiN gayaa

ham saath khainch laaye use saa'ibaan meiN



Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Mar 25, 2005 3:23 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76336

maiN




MaiN uski phool sii aankahaoN ko choom letaa hooN

wo neend meiN bhii miraa naam leti rehti hei


(wo/hei)


Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Mar 25, 2005 3:12 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#5--"BARISH "
Replies: 47
Views: 5862

"baarish"




baarish meiN bheegne kaa masa aagayaa bahut

Taubah wo teraa mujh se lipaT jaanaa baar baar



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Mar 24, 2005 6:39 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey
Replies: 15
Views: 1425

Aapki ghazal bahut pasand aayi

MuHtaramah Fatima Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal pasand aayi jis per apni tafseeli aaraa pesh karrahaa hooN jin se aapka muttafiq hounaa zaroori nahiN. ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey khaamosh hun magar meraa dil bekaraar hey Bahut achcha maTlaA hei aankhien yeh raasta teraa...
by Abdullah Nazir
Tue Mar 22, 2005 7:20 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush_aamded FarHat Khan Moody saaHib
Replies: 2
Views: 152

Khush Aamaded

MuHtarami FARHAT KHAN Saahib Purkhuloos Tasleemaat, :-) Aapko is meHfil meiN dekhkar bahut khushi houi khaaskar ye jaanne ke bad ke aap Jeddah meiN muqeem heiN jahaN khaksar kaa bhii Arsa-e-daraaz se baseraa hei. MaiN aapka tah-e-dil se istiqbaal kartaa hooN aur ummeed hei ke is meHfil se aap bilku...
by Abdullah Nazir
Tue Mar 22, 2005 6:05 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76336

"koi"




koii aisaa bhi hei jo Haalat-e-dil jaan sake?

Tum se ummeed thii, tum ne bhii daghaa kii muh se


(tum/se)


Nazir

by Abdullah Nazir
Tue Mar 22, 2005 5:48 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Had se guZraa shab-e-furqat meN shab-e-taar kaa lut^f!
Replies: 5
Views: 344

Bahut khoob Waah Waah Naheed Saahibah

MuHtarami Sarwar A. Raz :Sarwar: Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, Waah waah kyaa khoob ghazal hei. Waise aapki her ghazal hii hamaare liye aek mishAl-e-raah kii haiciat rakhti hei. Had se guZraa tiree furqat meN shab-e-taar kaa lut^f us meN shaamil huwaa jab deedah-e-KhooNbaar kaa lut^f! Bahut hii aA...