Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Wed Feb 23, 2005 1:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aap bhi mujh pe tuhmat lagaane lage
Replies: 12
Views: 1036

Aapki TaraHi ghazal khoob hei

FATIMA Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, Aapki TaraHi ghazal dekhkar bahut khushi houi. Din badin aapka andaaz-e-bayaan nikhartaa jaarahaa hei. chaand taarey bhi jab rooTh jaaney lagey hum terii yaad sey gher sajaaney lagye MaTlaA her liHaaz se bahut achchaa hei. choR ker jab mujhe door jaane lage de...
by Abdullah Nazir
Wed Feb 23, 2005 2:56 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSHAAMADED WAQAR ZAIDI Saahib, (PAK)
Replies: 4
Views: 261

KHUSHAAMADED WAQAR ZAIDI Saahib, (PAK)

[rainbow][h1] KHUSHAMDEED WAQAR ZAIDI Saahib [/h1][/rainbow] MuHtarami WAQAR ZAIDI Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Yeh bahut hii khushi kii baat hei ke aap sheAr o shaayeri meiN dilchaspi rakhte heiN jiske liye aapki hii is site per kaafi ihtimaam kiyaa jaataa hei. Aapki aamad hamari khushnaseebi ke m...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 22, 2005 5:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "aaneN baRe baRoN kii ..."
Replies: 10
Views: 759

Bahut khoob

MuHtaram Bhaayi IRFAN ABID Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal paRhkar bahut hii luTf aayaa. Yehi tou aek qaadir-ul-kalaam kaa maqaam hei. Aap ne urdu ke ameer-ul-shuAaraa Meer Taqii Meer ke andaaz meiN jou yeh ghazal kahi hei bahut hii kamaal kii baat hei. Meri dili daad aur mubaarakbaad qu...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 22, 2005 5:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nehr-e-Feraat Khud kia kehti hai !!
Replies: 6
Views: 477

Bahut khoob Waah waah

MuHtaramah NIGAH SAHIBAH Purkhuloos Tasleemaat, Aapki nazm waaqAii shiddat-e-jazbaat kaa muraqqaA hei. Saare ashAar bahut hii achche heiN her liHaaz se. Sirf aek misreA meiN aek lafz badalne kii zaroorat hei. Aap ne likhkhaa hei: [/size][/color][/i] kisi tarah wujood apna main kho sakti tou acha th...
by Abdullah Nazir
Mon Feb 21, 2005 10:09 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzaarish # 2
Replies: 6
Views: 745

Aapki TaraHi ghazal

MuHtaramah Tahira Masood Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, Aapki TaraHi ghazal bahut hii achchi hei jiske liye meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. MaiN apne tabsire se qabl yeh kehna chaahtaa hooN ke meri aaraa se aapka muttafiq hounaa zaroori nahiN. 1 kaisa peRa hai dil yeh meraa iztiraab ...
by Abdullah Nazir
Mon Feb 21, 2005 5:30 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: welcome zahid
Replies: 15
Views: 1270

KHUSHAAMADED

[rainbow][h1] KHUSHAMDEED ZAHID JAHANGIR [/h1][/rainbow] Azeezi ZAHID JAHAANGIR Purkhuloos Tasleemaat, :) Ham sab aapko aapki hii is meHfil meiN tah-e-dil se khushaamaded kehte heiN. MaiN apne shakhsi ta'assuraat bayaan karne se qaasir hooN lekin itnaa zaroor kahoongaa ke aapko yahaaN dekhkar be-had...
by Abdullah Nazir
Sat Feb 19, 2005 7:41 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tumaare dhayaan ke sooraj
Replies: 12
Views: 1112

Bahut pasand aayi aapki ghazal.......

MuHtaramah NAHEED-V Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki khoobsoorat ghazal paRhkar bahut khushi houi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Apna tabsirah paish karne se pahle ye kehnaa chaahtaa hooN ke aapka meri raaye se muttafiq hounaa zaroori nahiN hei. 1)Tire dhyaan ke...
by Abdullah Nazir
Wed Feb 16, 2005 10:47 am
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: ek darKhwaast
Replies: 5
Views: 2308

Bahut Bahut Shukriya

MuHtarami SARWAR A. RAZ :SARWAR: Saahib, Purkhuloos Tasleemaat o iHtiraam, Aapki tajveez aur hidaayaat paRhkar bahut khushi houi aap ne urdu kii khidmat ke liye aik bahut hii zaroori raah kaa taAayyun farmaayaa hei. Inshaallah mujhe aap is silsile meiN saf-e-avval meiN paayenge. Mushkil ye paish aa...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 15, 2005 4:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: mukhtasar zindagii na ho jaaye
Replies: 8
Views: 522

Bahut khoob Waah waah

SHUMMU Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal behad pasand aayi jis per maiN apni raaye kaa yooN izhaar karrahaa hooN. Yeh zaroori nahiN keh aap meiri raaye se muttafiq houN. mehrbaaN dushmanii na ho jaaye yak-ba-yak dostii na ho jaaye! MatleA meiN dushman kii bajaye dushmani ke lafz se us maqsad tak ...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 15, 2005 12:27 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL(Guz.2), Abdulqayyum Sahil, Jeddah.
Replies: 2
Views: 318

Bahut khoob Sahil Saahib

MuHtarami Sahil Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal behad pasand aayi. Saare ke saare ahsAaar bahut khoob heiN. Meri daad aur mubaarbad qubool keejiye is kaamyab kaavish per. Patah nahIn aajkal tabsirah karne waalaoN (jin meiN maiN khud bhii shaamil hooN) is qadar jamood kiyooN aagaayaa hei....
by Abdullah Nazir
Tue Feb 15, 2005 10:06 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kahiN vaaiz walii na ho jaaye
Replies: 5
Views: 363

Bahut khoob Fatimah waah waah

MuHtaramah FATIMAH Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, Waah waah Fatimah, kiyaa hii khoobsoorat ghazal paish kii hei aap ne. dard-e-dil daaimii na ho jaaye hijr hi zindagii na ho jaaye Bahut khoob MaTlaH hei lekin maiN is khauf ko nazar meiN rakhte houe aapke liye duAaa karungaa ke aisaa kabhi nah hou...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 15, 2005 9:36 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSHAAMADED PAYAL (Student from PAK)
Replies: 5
Views: 355

KHUSHAAMADED PAYAL (Student from PAK)

[rainbow][h2]Khush-aamded PAYAL Saahibah [/h2][/rainbow] Purkhuloos Tasleemaat, Aayiye PAYAL aapki apni site URDUBANDHAN per. Ham sab aapka tah-e-dil se isteqbaal karte heiN. Ummeed ke aap is meHfil se jald manoos houjayengi aur aapko apni dilchuspi kaa saaman kohayya hougaa. Apni qeemati aaraa se ...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 15, 2005 6:36 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSHAAMADED MAHA Saahiba (Mumbai)
Replies: 3
Views: 200

KHUSHAAMADED MAHA Saahiba (Mumbai)

[rainbow][h2]Khush-aamded mUHtaramah MAHA Saahibah [/h2][/rainbow] MuHtaramah MAHA Saahibah Purkhuloos Tasleemaat, Ham sub aapka Urdubandhan per isteqbaal karte houe khushi meHsoos karte heiN he Mumbai se aap ne is MeHfil ko raunaq bakhshi. Ummeed hei ke aap hameN apni takhleeqaat aur giraaNqadr aa...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 15, 2005 6:28 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamded/Welcome/Shubh-aagaman Naheed saaHiba
Replies: 2
Views: 236

KHUSHAAMADED

[rainbow][h2]Khush-aamded HerdilAzees NAHEED-V Saahibah [/h2][/rainbow] MuHtaramah NAHEED VERK Saahibah MaiN bahut sharmindah hooN ke aapka istiqbaal karne meiN mujh se isqadar taakheer hougaiee aur maAzirat chaahtaa hooN. Goke takheer ke kuch asbaab bhii heiN lekin unke izhaar kii zaroorat nahiN h...
by Abdullah Nazir
Mon Feb 14, 2005 3:46 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik maAmooli sii Taazah Ghazal - -- - ABDULLAH NAZIR
Replies: 3
Views: 393

Bahut bahut shukriyah

MuHtaramah NAJMA Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, Aap ne likhkhaa hei: (((janab abdullaah nazir sahib assalam-o-alaikum aap ki ghazal parhee, bass 1 zara ghair maamooli c ghalatii aap kar gaey . keh ghazal to :maa, moolii: naheen , bal-k :GHAIR-MAA,MOOLEE: niklee bohat khoob . janab! har sher hasil...