Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Tue Feb 01, 2005 7:35 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: raah veraan kis liye hey aaj
Replies: 12
Views: 993

Bahut khoob

pb] F A T I M A H, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi. Saare ashAar ahcche heiN: (((raah veeraan kis liye hai aaj dost anjaan kis liye hai aaj aaj kyuN jhoomti nahin titli gul pareshan kis liye hai aaj chandni bhi lage hai madham si chaand Hairaan kis liye hai aaj kyuN nig...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 01, 2005 7:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 17
Views: 1587

Bahut pasand aayi aapki yeh ghazal

MuHtaramah NAHEED-V Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal bahut pahle paRhchukaa thaa lekin us per apni raaye kaa izhaar karne meiN takheer hougayi jiske liye ma'zirat khwaah ooN. Dar asl mere internet kii line band hougaii thii aur aik doust ke paas se kaam kartaa rahaa. Is liye bahut saar...
by Abdullah Nazir
Tue Feb 01, 2005 7:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "hisaar-e-zaat se..."
Replies: 16
Views: 1518

Bahut khoob waah waah

Muhtaram Bhaayi IRFAN ABID Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal se bahut luTf andouz houaa. Her sheAr ma'ni aafreeN hei aur waqt-e-Haazir kii Aakkasi karrahaa hei: Ghazal hisaar-e-zaat se gar ham nikal nahiiN sakte diye hamaare tafakkur ke jal nahiiN sakte hai inqilaab-e-zamaanaa kaa Khvaab ...
by Abdullah Nazir
Mon Jan 31, 2005 12:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ilm o fun ke saiyebaN aik Ghazal
Replies: 10
Views: 661

Aapki ghazal bahut achchi hei

Muhtaram Mahtab Qadr Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal bahut pasand aayi. Saare ashAar achche heiN. Meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Mandarja-e-zail per Amjad Saahib kii raaye door'ras nahiN hei. (((barkateiN dastar ki kaise rook loN ab to ghar se maehmaN jaanay lagay ))) Lafz...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 27, 2005 8:05 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghaflat-e-yaar kahaaN tak...meri taza ghazal
Replies: 5
Views: 410

Aapki ghazal pasand aayi

Muhtarami Jawaid Badaayooni Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, "Ghaflat-e-yaar kahaaN tak, shab-e-hijraaN kab tak?" Mandarja-e-baalaa TaraHi misreA per aapki ghazal pasand aayi. 1) Gham-e hasti gham-e dauran gham-e janaN kab tak? "Ghaflat-e-yaar kahaaN tak, shab-e-hijraaN kab tak?" ...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 27, 2005 7:19 pm
Forum: Moshaairah
Topic: terHi kalaam
Replies: 10
Views: 1075

Aapki TaraHi Ghazal

Muhtaramah TAHIRA MASOOD Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki TaraHi ghazal achchi hei khaaskar vazn ke lihaaz se. YahN chand baataiN Arz karrahaa hooN is ummeed se ke aap aur doosre qaareyeeN mustafeed housakenge: 1) Mujh ko teraa agar khiyaal nah ho "tum se shaayed koee sawaal nah ho"...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 27, 2005 5:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: yooN rahooN shaam-o-saHar be-sar-o-saamaaN kab tak?
Replies: 9
Views: 803

Bahut bahut shukriyah

Muhtarami SARWAR A. RAZ :SARWAR: Saahib Purkhuloos Tasleemaat o iHtiraam, :) Aapki TaraHi Ghazal paRhkar be-had khushi houi. Saare ashAar ke alfaaz moutiyaoN kii TaraH proye houe heiN. Isqadar dilkash ghazal kehnaa aapkaa hii kaam hei jis se khaaksaar ko mustafeed houne ka mauqA milaa. Meri bharpoo...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 27, 2005 5:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarahi ghazal ghaflat eyaar kahan tak shab e hijraaN kab tak
Replies: 5
Views: 406

Shukriyah

Muhtarami Khozema Huseini Saahib Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi. Agar aapka kalaam isi tarah baasirah navaaz houtaa rahaa tou aap naamvar shoAraa kii fehrist meiN shumaar kiye jaayege. Aapki ghazal ke ashAar per tabsirah karne se pahle yeh bataadenaa zaroori samajh...
by Abdullah Nazir
Wed Jan 26, 2005 2:10 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Aadaab
Replies: 6
Views: 530

[rainbow][h1] KHUSHAMDEED SABI SAAHIBAH [/rainbow][/h1] Purkhuloos Tasleemaat, :) Papko apni hii is meHfil meiN tashreef laane per ham sab Urdubandhan se juRe houe doust aHbaab khudhaamaded kehte heiN. Ummeed ke aapko is meHfil meiN aik khushgawaar mahoul milegaa. Aapka Mukhlis, Nazir. [/size][/color]
by Abdullah Nazir
Tue Jan 25, 2005 7:22 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Allama Iqbal ka kalaam
Replies: 6
Views: 1082

Shukriyah

[color] Janab Bhaayi Mahtab Qadr Saahib [/color] Purkhuloos Tasleemaat, :) Aap ne likhkhaa hei: ((( Mohatram ul muqaam Abdullah Nazir sahib aappki tashreeh aur wazahat umeed ke qaraeen ne note karli hogi. mamnoon hoN aapkiis yaad dihaani ka magar is baat ki islah mere bas mai yoN nahi ke ye Ghazal ...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 22, 2005 7:35 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AasmaN per mujhe ay chand bulataa kiyuN hei: Abdullah Nazir
Replies: 10
Views: 1814

Bahut bahut shukriyah

Muhtarami SARWAR A. RAZ. :SARWAR: sAAHIB Purkhuloos Tasleemaat o Ihtiram, :) Bachpan meiN aik ustaad ne faarsi ka aik misraA paRhaa aur mujh se sawaal kiyaa keh maiN us misreA meiN kyaa khaas kaifiyat paasakaa. Wo misraA yooN thaa: "Shakar bataraazooye vuzaarat barkash" Jab maiN Aajiz aag...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 22, 2005 3:00 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Welcome Nusaybah
Replies: 9
Views: 731

Khushaamaded

[rainbow][h1] KHUSHAMDEED NUSAYBAH SAAHIBAH [/rainbow][/h1] Urdubandhan per aapki aamad ne aHbaabe sukhan ke dilaoN ko jagmagaadiyaa aur ham sab ke sab muTmaiN hougaye ke hamaara qaafilah manzil kii saHeeH samt meiN gaamzan hei. Ummeed kartaa hooN ke aap apni adabi kaawishaoN ke saath shirkat farmaa...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 18, 2005 3:15 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Allama Iqbal ka kalaam
Replies: 6
Views: 1082

Shukriyah

Janab Mehtaab Qadr saahib Purkhuloos Tasleemaat, :) Aap ne Allamah Iqbal kii aik mash'hoor ghazal paish karke urdubandhan ke paRhne waalaoN ko mamnoon farmaayaa. "MaiN hii tou aik raaz thaa seena-e-kaa'inaat meiN" Is misreA meiN lafz "aik" kii bajaaye "ik" hougayaa hei...
by Abdullah Nazir
Mon Jan 17, 2005 7:35 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: To be
Replies: 10
Views: 522

Khushaamaded

Muhtarami NAJM Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :) Janab hamaare liye aapki apni site URDUBANDHAN per tashreef-aavari hii qaabil-e-musarrat hei. Aapka apne liye munaasib raastah ikhtiyaar karnaa aapke hii bas meiN hei. Kisi aur kaa us meiN koie dakhl nahiN. Is liye ham aapko KHUSHAAMADED kehte houe u...
by Abdullah Nazir
Mon Jan 17, 2005 12:05 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaameed Safiya
Replies: 5
Views: 464

Khusaamadeed

[h2][rainbow]Khush-aamded Safiya Saahibah [/h2][/rainbow] Muhtaramah Safiyah Saahibah, :) Aapka apni hi is site per istiqbaal karte houe bahut khushi hourahi hei. MaiN ummeed kartaa hooN ke aap apni takhleeqaat se hameN navazengi aur qeemati aaraa se mustafeed houne ka mauqaA Ataa farmaayengi. Shuk...