Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Sat Jan 08, 2005 6:58 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal tum se shayed koi sawaal na ho
Replies: 7
Views: 1214

Bahut achchi ghazal kahii hei aap ne

Muhtarami Mehtaab Qadr Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki TaraHi ghazal be had pasand aayi. Izhaar-e-raaye meiN takheer ke liye maAzirat-khwaah hooN jiske asbaab aapko maAloom heiN. Sirf aik sheAr meiN mujhe ruknaa paRaa wo yeh hei: "un se milte raho magar itnaa door ho to bahut malaal na...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 08, 2005 6:45 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: Tum se shaayad koii sawaal na ho ::
Replies: 14
Views: 1651

Bahut khoob

Azeezi ZIA BALOCH, Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki ghazal paRhne ke bad hi iraadah tou kiyaa thaa ke apni raaye ka izhaar karuN lekin kuch tou had se ziyaadah masroofiyat aur kuch TabeeAat kii naasaazi ki vagha se der hougai jiske liye maiN aapse maAzirat khwaah hooN. Aapki ghazal pasand aayi lekin...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 08, 2005 6:22 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri Hazal "Tum se shayad koii sawaal na ho"
Replies: 13
Views: 3470

Bahut khoob

Muhtarami JAWAID BADAAYOONI Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, :) Aapki hazal tou bahut dinaoN pahle paRhchukaa thaa lekin kuch tou had se ziyaadah masroofiyat kii vajah se aur kuch TabeeAat kii naasaazi ke vajah se aur ghair mutavaqqaA haadicaat ke sabab apny raaye kaa izhaar karne se qaasir rahaa jis...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 06, 2005 4:39 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khud kaa TaAaruf: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 0
Views: 196

Khud kaa TaAaruf: ABDULLAH NAZIR.

Bhayi Sarfaraz Ali, Mahtab Qadr ne aik nayaa silsilah shurooA kiyaa hei ke her shakhs apnaa taAruf karwaaye. Go keh maiN is qaabil nahiN ke apnaa munaasib taAaruf karwaasakuN lekin ab is rasm kii takmeel aur taAmeel bhii tou zaroori hei. Meraa Naam: Abdullah s/o Abdul-Rahman s/o Yahyaa s/o Ali s/o ...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 04, 2005 11:14 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: wellcome shehzaadwaseem sahib
Replies: 9
Views: 563

KHUSHAAMADED

[rainbow][h2]Khush-aamded shehzad waseem SAAHIB
[/rainbow][/h2]


Aapko URDUBANDHAN kii meHfil meiN dekhkar bahut khushi houi. Ham sab aapkaa istiqbaal karte heiN aur ummeed hei keh aapki sargarmiyaoN se yahaN kii raunaq dobaalaa houjayegi.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Tue Jan 04, 2005 7:53 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamaadeed Abd-ul-qayyom SaaHil SaaHib !
Replies: 5
Views: 374

KHUSHAAMADED SAHIL SAAHIB

[rainbow][h2]Khush-aamded SAAHIL SAAHIB
[/rainbow][/h2]


Aapko URDUBANDHAN kii meHfil meiN dekhkar bahut khushi houi. Ham sab aapkaa istiqbaal karte heiN aur ummeed hei aapki sargarmiyaoN se yahaN kii raunaq dobaalaa houjayegi.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Tue Jan 04, 2005 7:50 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: WELLCOME NIGAAH JEE
Replies: 7
Views: 339

Khushaamaded Nigah Saahibah

[rainbow][h2]Khush-aamded NIGAH SAAHIBAH
[/rainbow][/h2]


Aapko URDUBANDHAN kii meHfil meiN dekhkar bahut khushi houi. Ham sab aapkaa istiqbaal karte heiN aur ummeed hei aapki sargarmiyaoN se yahaN kii raunaq dobaalaa houjayegi.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Tue Jan 04, 2005 3:05 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamded janaab-e-moHtaram Irfan Barabankawi saaHib
Replies: 5
Views: 350

KHUSHAAMADED

[rainbow][h2]Khush-aamded Irfan BB. SAAHIB
[/rainbow][/h2]


Aapko URDUBANDHAN kii meHfil meiN dekhkar bahut khushi houi. Ham sab aapkaa istiqbaal karte heiN aur ummeed hei keh aapki sargarmiyaoN se yahaN kii raunaq dobaalaa houjayegi.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Tue Jan 04, 2005 3:00 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatership
Replies: 29
Views: 2896

Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatership


Bhayi
MAHTAB QADR Saahib

Aadaab o Tasleemaat, :?


Hamari khush qismati hei ke aap hamare saath URDUBANDHAN per maujood heiN aur apne bharpoor taAaavun se hameN sarfaraz farmaarahe heiN.

Nazir.


Image
by Abdullah Nazir
Tue Jan 04, 2005 2:16 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: WELLCOME NAZNEEN SAHIBA
Replies: 3
Views: 322

Khusaamadeed

[rainbow][h2]Khush-aamded/Welcome NasneeN SAAHIBAH
[/rainbow][/h2]


Aapko URDUBANDHAN kii meHfil meiN dekhkar bahut khushi houi. Ham sab aapkaa istiqbaal karte heiN aur ummeed hei aapki sargarmiyaoN se yahaN kii raunaq dobaalaa houjayegi.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Tue Jan 04, 2005 2:14 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: WELLCOME HINA JEE
Replies: 4
Views: 414

KHUSH AAMADED

[rainbow][h2]Khush-aamded/Welcome HINA SAAHIBAH
[/rainbow][/h2]


Aapko URDUBANDHAN kii meHfil meiN dekhkar bahut khushi houi. Ham sab aapkaa istiqbaal karte heiN aur ummeed hei aapki sargarmiyaoN se yahaN kii raunaq dobaalaa houjayegi.


Aapka Mukhlis,

Nazir.

by Abdullah Nazir
Mon Jan 03, 2005 7:59 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: mohataram Nazir saahib tawajjuh fermaiye.
Replies: 2
Views: 815

Sawaal bahut wus'Aat rakhtaa hei

Muhtaramah Saara Saahibah, Purkhuloos Tasleemaat, :oops: Aapke aek sawaal meiN kaiee sawaalaat pousheedah heiN: Javab meiN sirf yeh Arz karsaktaa hooN: 1) Her maah maiN yaa meri jagah jo bhi yeh rasm jaari rakhnaa chaaheN aik taraHi misraA denge. 2) Jo bhii apni TaraHi ghazal paish karnaa chaaheiN ...
by Abdullah Nazir
Mon Jan 03, 2005 2:21 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: garmee-e-shauq ko zawaal naheeN!
Replies: 10
Views: 885

Bahut achchi ghazal hei

MuHtarami SARWAR A. RAZ SARWAR Saahib [/size][/color] Purkhuloos Tasleemaat o iHtiraam, :) MaiN urdubandhan meiN aapka istiqbaal karchukaa hooN aur aap jaisi shakhsiyat kaa is mehfil meiN hounaa, urdu adab ki khidmat ke saadiq jazbeh kii takeed kartaa hei. Mujhe behad khushee hei ke aap se mustafee...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 02, 2005 1:02 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Welcome Atiq-ur-Rehman Saffy saahib
Replies: 2
Views: 262

KHUSHAAMADED

Muhtarami Irfan Abid Saahib [/size][/color] [rainbow][h2]Khush-aamded/Welcome ATiq-ur-ReHman Saffi Saahib[/h2][/rainbow] Hamaare liye yeh fakhr kii baat he ke aap apni hii adabi site urdubandhan per tashreef laaye. Is mein koiee shak nahiN ke yeh site aap jaisii urdu ke khidmatgaraoN kii hauslah af...