Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Mon Jan 22, 2007 4:05 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90640

javaab

daaman-e-saaHil peh yeh kis ne kahaa soutee hei mauj sar paTakti hei musalsal, raat din routee hei mauj ghaflat-e-mallaaH le Doobe nah kashti ko kaheeN joush meiN aati hei jab, ToofaaN bhee houtee hei mauj girya-e-shabnam ko de deti hei ik moutee kaa roop beej yeh kaisaa Sadaf ke qalb meiN boutee h...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 21, 2007 11:04 am
Forum: Moshaairah
Topic: TaraHi miSraA Salam kehne waalaoN ke liye: Abdullah Nazir
Replies: 0
Views: 230

TaraHi miSraA Salam kehne waalaoN ke liye: Abdullah Nazir

MuHtaram dousto , PurkhulooS Tasleemaat, Maah-e-MuHarram-ul-Haraam jo maah-e-Azaa hei, uski nisbat se maiN salaam kehne ke liye mandarja-e-zeil pesh karrahaa hooN. KhaaS Taur per hamare Azeez saathi Jawaid Badauni aur Haamid baaqri ke kalaam se hamko seekhne kaa kauqaA milegaa. Mir Babar Ali Anees ...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 21, 2007 2:37 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90640

javaab




Agar himmat nah hou tou naakhudaa kuch kar nahiN saktaa

nah maujeN saath deti heiN nah saaHil saath detaa hei


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Jan 20, 2007 12:10 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz. 25 ke miSreA per TaraHi ghazal. A. Sahil, Jeddah.
Replies: 3
Views: 443

Bahut bahut shukriyah

MuHtaramah Saara SaaHibah, - -- - PurkhulooS Tasleemaat, SaaHil SaaHib se kabhi kabhi mulaaqaat houti hei. BaaZ auqaat her maah aek martabah yaa do baar. Jab unko furSat milti hei aur kisi doust kee car meiN aasakeN tou mujh se milne aajaate heiN warnah Telephone per hee baat cheet houti hei. Telep...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 20, 2007 8:45 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48693

"ye"

yaadaoN ke dareeche se jab dil meiN wo aataa hei houtaa hei mukhaaTib aur yuN poochtaa jaataa hei kyaa tum vohi shaayer hou kyaa tum vohi :Nazir: ho? jo dasht o bayaabaaN ke mazloom musaafir hou jou route rulaate thay aur ashk bahaate thay jou hanste hansaate thay aur shour machaate thay kyaa Haal ...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 20, 2007 8:31 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

mai




pee chukaa hooN mai-e-gulgooN tou sukooN kee khaaTir

aatish-e-furqat-e-jaanaaN ko bujhaaooN kaise.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sat Jan 20, 2007 6:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aagahi? dard? dawaa dhoondta hai?
Replies: 2
Views: 273

Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Riaz Ahmed Saraa SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki khoobSoorat ghazal nazar se guzri jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. aagahi? dard? dawaa dhoondta hai? tu kitaaboon mein ye kayaa dhoondta hai? apni hi zaat ko gum kar baithe jo na'ae arz o samaa dhoondta hai...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 20, 2007 5:57 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "haugee dillagee kab tak"tarhi kalaam peshay khidm
Replies: 4
Views: 357

Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Haamid Baaqri SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki mandarja-e-zeil TaraHi ghazal jo aapke makhSooS rang meiN hei beHad pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. khel mei.n bitaaye.nge,hum yeh zindagee kab tak nafs aur shaitaa.n ki,haugi bandagee kab tak jin...
by Abdullah Nazir
Fri Jan 19, 2007 5:31 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

mai




saaghar-e-mai Dhoondte phirte hou maikhaane meiN tum

itne paagal hou bhalaa saaqi ko kyaa maAloom thaa.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Jan 19, 2007 12:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48693

"ye"




yeh bhee kyaa kam hei keh hooN Ahd-e-wafaa per qaayim

LuTgayaa hei tou balaa se sar o saamaaN apnaa.


Shaayer: Abdullah Nazir.

"alif" se


Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Jan 19, 2007 6:11 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 63847

maqTaA




Nazir miri wafaa kaa diyaa us ne yeh Silah

angaare bhardiye dil-e-khaanah-kharaab meiN


Shaayer: Nazir.


Nazir.

by Abdullah Nazir
Fri Jan 19, 2007 4:21 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guz.25 per meri ghazal - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 5
Views: 564

Bahut bahut shukriyah

MuHtarami Muzaffar Ahmad Muzaffar SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, :-) Zarrah navaazi hei ke aap ne hameshah kee TaraH khaaksaar kee dil khoulkar HauSalah-afzaayi farmaayi. Aapkaa jisqadar bhee shukriyah adaa kiyaa jaaye kam hei. MushaaAire he zumreh meiN aap ke ihtimaam se mushtarikeen kee dilchuspi...
by Abdullah Nazir
Fri Jan 19, 2007 3:55 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90640

javaab




dil be-niyaz itnaa hei faSl-e-bahaar se

"kaaTooN maiN sarvo ko jo baRhe qadd-e-yaar se".


Shaayer: Abdujllah Nazir.(gireh ka miSraA)



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Jan 18, 2007 6:03 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48693

"noon"




nuktah-cheeni per bhee unki saakit o Saamit rahe

is TaraH rakhnaa paRaa aadaab-e-meHfil kaa liHaaz.


Shaayer: Abdujllah Nazir.

"zoye"


Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Jan 18, 2007 5:59 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30833

"sharaab"




"piyhoongasa aaj saaqi sair houkar

moyassar phir sharaab aaye nah aaye".


Shaayer: Daagh



Nazir.