Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Thu Jan 18, 2007 5:53 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!
Replies: 42
Views: 14647

zamaanah




roune waale ko rulaataa hei zamaanah akcar

koii aansoo nah kabhi deeda-e-tar meiN rakhnaa..


Shaayer: Abdujllah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Jan 18, 2007 5:49 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90639

javaab




apnaa sab saakhtah pardaakhtah manzoor mujhe

is meiN tum ne bhee tou dil khoul ke shirkat kee hei.


Shaayer: Abdujllah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Jan 18, 2007 1:49 pm
Forum: Moshaairah
Topic: guz # 25
Replies: 5
Views: 595

achchi kaavish hei, waah waah

MuHtaramah zmufti SaaHibah, PurkhulooS Tasleemaat, Aapki ghazal pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubarakbaad qubool keejiye. MULAAHIZAAT: khwaab aankhaoN ne bune heiN jaan-e-jaanaaN kyaa kyaa pal rahe heiN mire dil meiN haye armaaN kyaa kyaa MaTlaA be-beHr hougayaa hei. IslaaH ke bahut saa...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 18, 2007 5:50 am
Forum: Anjuman
Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
Replies: 111
Views: 29705

shab




MaiN shab-e-gham kaa sataayaa houaa tnhaa insaaN

aur wo aek sitaarah hei saHar meiN tanhaa


Shaayher: Abdullah Nazir.


Nazir.

by Abdullah Nazir
Thu Jan 18, 2007 5:32 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushamdeed Rizwan Saba
Replies: 0
Views: 270

Khushaamaded

[align=center] MuHtarami RIZAWAN SABA SAAHIB, URDUBANDHAN PER HAM AAPKA GARMJOUSHI SE ISTIQBAAL KARTE HEIN IS UMMEED KE SAATH KE AAP APNI ADABI TAKHLEEQAAT, GORANQADR TABSIRAON AUR ADABI KHABRAON SE NAVAAZKAR HAMEN SHUKRIYAH ADAA KARNE KAA MAUQA DENGE. Aapka mukhliS, Abdullah Nazir. [/size][/color][...
by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 4:31 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75246

dasht




dasht-e-ghurbat meiN hei badle houe mausam kee khabar

kyaa her ik mouR peh rangeen khayaabaaN houNge?.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 4:26 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan
Replies: 40
Views: 9188

sheAr




"shaayer tou hei vohi keh jo fiTrat nigaar hou

jis ke her aek sheAr peh dil beqaraar hoiu".


Shaayer: Talib Razzaqi. Hyd.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 4:21 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48693

"noon"




Neend kyaa TooTi keh khwaabaoN ke jazeere khougaye

wo bhee Allam thaa ke dilkash thaa yehi Aalam bahut.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 4:13 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90639

javaab




housh gaNwaaye rehnaa kab tak, apne meiN aanaa behtar hei

deewaanaoN se hamdardi ke saare raste band houee.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 4:05 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30832

mai




saaqyaa kiyuN nah tire rindaoN peh khul kar barse

mai-e-angoor ko aakhir koii kab tak tarse.


Shaayer: Abdullah Nazir.:



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 4:00 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!
Replies: 42
Views: 14647

"dunyaa"




apne haathoN jo kiyaa houtaa nah sar kham apnaa

kaun kehtaa hameN dunyaa meiN ke majboor heiN ham.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 3:49 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101170

pasandeedah




"ilaahi khair houmaanind-e-shoAla-e-sarkash

tphir aayaa yaad ke ghouRe peh wo idhar chaRhkar".


Shaayer: Zauq:



Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 2:29 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101170

pasandeedah




"chaman meiN aatish-e-gul ne jalaadiyaa us ko

miraa khizaaN se nah barbaad aashiyaanah houaa"


Shayer: zauq.


Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 2:24 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48693

"alif"




aap hee aap kiye jaate heiN baateN akcar

furqat-e-yaar meiN ab hoiush kahaaN hei yaaro


(wawo)

Shayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

by Abdullah Nazir
Wed Jan 17, 2007 2:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: bazm-e-dil saugawaar hai peyare!
Replies: 3
Views: 453

Bahut khoob, waah waah

MuHtarami Muzaffar Ahmad Muzaffar SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, :lol: :lol: :lol: Aapki ghazal bahut pasand aayi jiske liye dili daad aur mubaarakbaad qubool keejiye. Aapki ghazal per meri zabaan se aapki Mehbooba kee manzoomah mulaaHizaat heiN: bazm-e-dil saugawaar hai peyare ph~ir tira intez^aar...