Search found 2622 matches

by Abdullah Nazir
Mon Jan 15, 2007 2:27 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101227

pasandeedah




"shamA jis aag meiN jalti hei numaayhish ke liye

ham usi aag meiN gumnaam se jal jaate heiN".


Shaayer: Qateel Shifaayi



Nazir.

by Abdullah Nazir
Mon Jan 15, 2007 2:20 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90715

javaab

sar yuN jhukaa keh sajde meiN girnaa paRaa mujhe aayaa nazar jahaaN bhee tiraa naqsh-e-paa mujhe jeene de aur nah marne de Ahd-e-wafaa mujhe tum ne yeh kis gunah kee dee hei sazaa mujhe bbevajh kiyuN lagegi koiee bad'duAaa mujhe le jaaye lene aaye tou sail-e-balaa mujhe kis TarH bhaayegi tiri kaafi...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 14, 2007 5:29 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90715

javaab




baada-e-ulfat samajh kar zehr-e-gham peete rahe

jaam ik khaalee houaa tou doosraa jaam aagayaa.


Shaayer: Abdujllah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Jan 14, 2007 5:15 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48771

"ye"




yaad-e-jaanaaN meiN dil-e-zaar kee betaabi hei

mashghalah kuch bhee nahiN shaam o saHar kyaa keeje.


"ye"

Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Jan 14, 2007 3:12 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30842

mai




Allah re suroor-e-mai-e-chashm-e-mahlaqaa-

do ghoonT kyaa piyee thay nasha umr bhar rahaa.


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Jan 14, 2007 3:16 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: TooTne ko ikk.. taazah ghazal
Replies: 7
Views: 749

achchi kaavish hei

MuHtaramah Tahirah Masood SaaHibah, Aapki ghazal pasand aayi jiske liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. MULAAHIZAAT: Sab se pahle is ghazal kee beHr kaa taAayyun aapke hee aek miSreA se kartaa hooN. "gham chupaakar muskuraanaa chaahiye" iskaa vazn hei: faa'ilaa'tun…faa'...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 13, 2007 6:20 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri nacheez Ghazal (Guzarish 25)
Replies: 12
Views: 1818

eeTaa-e-khafee o Jalee

MuHtaramee o Azeezee Jawaid Badauni SaaHib. PurkhulooS Tasleemaat, eeTaa ke baare meiN aap ne tashreeH Talab kee thee aur maiN ne waAdah kiyaa thaa ke likhkhoogaa. Is silsileh meiN aek mazmoon lekar HaaZir houaa hooN jo roman meiN hei aur usko mazaameen ke forum meiN bhej diyaa hooN. Is silsile mei...
by Abdullah Nazir
Sat Jan 13, 2007 6:48 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 2
Views: 175

taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir.

MuHtaramaat o MuHtarameen aHbaab-e-sukhan, PurkhulooS Tasleemaat, :rose Jeddah, Saudi-Arab meiN MuHtaram o Azeez bhaayi Zafar Mehdi SaaHib ke saalaanah mushaaAire ke liye 4 TaraHi miSreAe diye gaye thay. Unke baRe bhaayi, mash'hoor adeeb, naqqad aur shaayer Baaqir Mehdi SaaHib kaa qareeb hee intiqa...
by Abdullah Nazir
Thu Jan 11, 2007 1:11 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz.25 per meri ghazal - -- - Abdullah Nazir.
Replies: 5
Views: 564

Guz.25 per meri ghazal - -- - Abdullah Nazir.

MuHtaramaat o MuHtarameen arbaab-e-meHfil aur aHbaab-e-sukhan, - -- - PurkhulooS, Tasleemaat, :rose Apni beintihaa maSroofiyat ke bawajood, TarHi ghazal kehne meiN kaamyaab housakaa jo pesh-e-khidmat hei. Ummeed ke apni giraaNqadr aaraa se navaazkar mujhe shukriyah adaa karne kaa mauqaA denge. GHAZ...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 09, 2007 9:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek taazah ghazal apne imtiHan ke liye - -- - Abdullah Nazir
Replies: 1
Views: 204

aek taazah ghazal apne imtiHan ke liye - -- - Abdullah Nazir

MuHtaramaat o MuHtarameen Arbaab-e-MeHfil aur aHbaab-e-sukhan PurkhulooS Tasleemaat, Apni aazmaayish ke liye aek mushkil Zameen meiN aek taazah ghazal pesh karrahaa hooN. Umeed ke aapki nazar-e-naqd o baSar se guzregi aur apni giraaNqadr aaraa se mujhe mustafeed houne kaa mauqaA denge. GHAZAL roman...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 09, 2007 5:00 am
Forum: Moshaairah
Topic: Meri nacheez Ghazal (Guzarish 25)
Replies: 12
Views: 1818

Bhaayi Jawaid Badauni SaaHib ke sawaal ke liye shukriyah

Janab Mohammad Khawar SaaHib, eeTaa ke baare meiN aapki tashreeH aek achchi justajoo hei lekin mas'alah adabi HawaalaoN kaa muHtaaj hei. Apni be-intihaa maSroofiyat ke baawujood maiN ne is unwaan per likhnaa shurooA kiyaa hei. Jaise hee mukammal houjaye, yahaaN bhej doongaa. Aapka MukhliS, Nazir. [...
by Abdullah Nazir
Tue Jan 09, 2007 4:38 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90715

javaab




chashm-e-makhmoor kaa jo zikr chalaa

tbaat pahouNchi sharaab khaane tak..


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Jan 07, 2007 5:40 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90715

javaab




chaak jab pardah-e-zulmat houaa, yeh bhed khulaa

Teri zulfaoN ne kiyaa kitnaa pareshaaN mujhko


Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.

by Abdullah Nazir
Sun Jan 07, 2007 5:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek maAmooli see taazah ghazal - -- - Abdullah Nazir
Replies: 5
Views: 530

Bahut bahut shukriyah

MuHtarami Muzaffar Ahmad Muzaffar SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, :-) Meri ghazal per aapkaa tafSeeli tabSirah hameshah kee TarH bahut hee dilchusp aur HauSalah afzaa hei. Aapki is inaayat ke liye beHad shukrguzaar hooN. Ummeed ke aayindah bhee isi TaraH mujh per karam farmaate rahenge taake meri ma...
by Abdullah Nazir
Sun Jan 07, 2007 3:04 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48771

"ye"




yeh bhee mumkin hei ke tum paas bulaalo mujhko

dil meiN hei pyaar tou seene se lagaalo mujhko.


"wawo"

Shaayer: Abdullah Nazir.



Nazir.