Search found 138 matches

by Anmol
Thu Jun 02, 2005 11:11 am
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1799

Adaab, Zara Ji ! Aur barh jaye gi yeh ruswaai Zakhm-e-dil aap ko dikhaney se Khoob. Tu Sitamgar sahi magar phir bhi Kia miley ga hameN rulaney se Haan na aur kya. :( Yaad-e-mazi tu lout ke mat aa Baaz aa ja hameN sataney se Yaad-e-mazi azaab hay yaaRab Chheen le mujhse haafza mera Bhool jaa ham kha...
by Anmol
Wed Jun 01, 2005 12:55 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40937

Rok log gar Ghalat chale koi
BaKsh do gar Khata kare koi

(Ghalib)
by Anmol
Wed Jun 01, 2005 12:48 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40937

NahiN tera nasheman qadr-e-sultani ke guNbad per
Tu shaheen hay, basera kar pahaaRoN ki chaTaanoN meiN

(IQBAL)
by Anmol
Wed Jun 01, 2005 12:45 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40937

Khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehle
Khuda bande se Khud pooche, bataa teri raza kya hay?

(IQBAL)
by Anmol
Wed Jun 01, 2005 12:38 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40937

Dard-e-dil ke waaste peda kia insaan ko
Warna ataa'at ke liye kum na they karr-o-bayaaN

(Allama Iqbal)
by Anmol
Tue May 31, 2005 11:55 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40937

Shukria!

Acha to phir apne ashaar sunati huN. :-)

Arz kia hay,

Kisi baat per to qanaa'at kare
Bashar kyooN hamesha shikaayat kare

Usey yaad rakho jo mohsin bane
Bhula do usey jo adaawat kare


(by AnmoL) :grin:
by Anmol
Tue May 31, 2005 10:16 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40937

Adaab, Aaj pehli bar is forum meiN ayi huN, acha silsila hay. Aik sawaal kar sakti huN? kya sabaq'amooz ashaar apne zaati bhi ho sakte heN? Lijiye meri taraf se sher, Baatin meiN ubhar, kar zabt-e-fugaaN, le apni nazar se kaar-e-zabaaN Dil josh meiN laa, faryaad na kar, taaseer dikhaa, taqreer na ka...
by Anmol
Tue May 31, 2005 9:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: darvaaza band paa kar vaapas na lauT jaayeN...taazah Ghazal
Replies: 6
Views: 377

Re: darvaaza band paa kar vaapas na lauT jaayeN...taazah Gha

1. 2. jangal kii aag ne to ik naKhl bhii na chhoRaa KhaaboN kaa aashiyaaN ham kis shaaKh par sajaayeN 5. jitne bhii saanHe the ham par guzar chukeN haiN apne safar kaa, Yaaro! aHvaal kiaa sunaayeN 6. itraate phir rahe haiN jo dosh par hawaa ke tinke vo aasmaN ko chhoo kar zaraa dikhaayeN! Adaab, Ha...
by Anmol
Tue May 31, 2005 9:54 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Zameen Sakht nay aasman sangdil hai...ek taza ghazal
Replies: 9
Views: 487

Adaab Akif Sahib,

Munfarid zameen muntakhib ki hay aap ne, aur ashaar bhi Khoob nikaale heN. Daad qubool kijiye.

:-)
by Anmol
Tue May 31, 2005 9:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL=SUNTE HAIN, RAQEEBON SE MULAAQAAT KARO HO
Replies: 28
Views: 2481

Re: EK GHAZAL=SUNTE HAIN, RAQEEBON SE MULAAQAAT KARO HO

sunte haiN, raqeeboN se mulaaqaat karo ho phir jee ko jalane ki wohii baat karo ho karne ko maiN wa,doN pe yaqeeN kalooN tumhaare har roz magar tum to naee baat karo ho saawan ka guzartaa hua baadal tha wo NAJMA! tum jis ke liye ash,koN ki barsaat karo ho NAJMA ANSAR NAJMA Adaab, Najma Ji! Aap ki i...
by Anmol
Sat May 14, 2005 10:03 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: Jaan paayaa hoN paas aane se :-) guz# 4
Replies: 8
Views: 409

Re: :: Jaan paayaa hoN paas aane se :-) guz# 4

moHtaramaat-o-moHtarameen-e-meHfil , aadaab :-) Tasleemaat. :grin: aaj jab furSat melne par Urdubandhan ki sair karte karte bazm-e-mushaai'ra maiN puhNche to nazar moHtaram ustaad janaab A.Nazir SaaHib k deye gaye t^araHi misra' par paRee to bawaajod is k k abhi chaNd din pehle hi yahaaN par aek Gh...
by Anmol
Sat May 14, 2005 9:53 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: Aao hamdam aaj ik w'adaa kareN :: Guz#5
Replies: 16
Views: 1614

Re: :: Aao hamdam aaj ik w'adaa kareN :: Guz#5

moHtaramaat-o-moHtarameen-e-meHfil, aadaab :grin: Tasleemaat. :grin: aap log soch rahe hoNge k Zia SaaHib ko aaKhir ho kyaa gayaa hai k safar maiN bhi dhaRaa dhaR GhazleN keh rahe haiN :lol: :lol: kyaa kareN ? aap hi bataayeN safar maiN tanhaaii ka aur kyaa i'laaj kareN ? :lol: . :wink: Apne jese k...
by Anmol
Sun May 01, 2005 9:59 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: Jaan paayaa hoN paas aane se :-) guz# 4
Replies: 8
Views: 409

:grin:
by Anmol
Sat Feb 05, 2005 10:03 am
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: al-maded!!!!
Replies: 6
Views: 1305

Re: al-maded!!!!

sabko salaam Walekum Salam, beraa-e-mehr baani koee mujhe in alfaaz kaa SaHiH wazan aur talffuz bataa saktaa hai? Ji zaroor, maiN koshish karti huN. :) too = 2, can be 1 also tau =1 or 2 saamne = 212 yazdaaN = 22 hangaamah-e-meHshar =2212 22, can be 2211 22 also nazar =12 bohat =12 kabhi =12, can b...
by Anmol
Fri Feb 04, 2005 8:37 am
Forum: Moshaairah
Topic: :: Tum se shaayad koii sawaal na ho ::
Replies: 14
Views: 1671

Re: :: Tum se shaayad koii sawaal na ho ::

4. Ab k ham woh jawaab laaye haiN "Tum se shaayad koii sawaal na ho!" Janaab hum itni jaldi lajawaab hone waloN meiN se nahiN heN. :wink: wese girah zabardast lagayi hay, bohot rawaN dawaaN. 8) 5. Husn phir kaise saamne aaye?? Agar aaNkhoN maiN hii, jamaal na ho! Very nice and well said. ...