Search found 138 matches

by Anmol
Tue Aug 30, 2005 12:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah Ghazal: Irfan Barabankwi, Jeddah.
Replies: 5
Views: 299

Adaab, Irfan Sahib!!

Aap ki ghazal bohot Khoob hay, daad balke DheroN daad aap k liye..

Shukria.
by Anmol
Tue Aug 30, 2005 1:56 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sarwar Sahib ki di hui taraH per ghazal
Replies: 10
Views: 554

Re: Sarwar Sahib ki di hui taraH per ghazal

dear anmol, tumhari ghazal tou sabse pehle aagayi thi aur maine usi waqt parhli thi lekin kuch gardish-e-haalaat ne aise jakaR rakha tha ke idhar ka rukh hi nahi ker paa rahi thi. bohat ache ashaar bohat dilkash aur saade se jazbat....... bohat pasand aayi, daad pesh hai. sara ohhh dearrr, bohot Kh...
by Anmol
Mon Aug 29, 2005 10:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri Ghazal aapki nazr......................................
Replies: 9
Views: 491

Re: Meri Ghazal aapki nazr..................................

Eeman faroshi ka mire sir peh hai ilzaam Aur haath meN sone ka niwalah bhi nahiN hai Iss daur ke Rawan ka sitam phir bhi hai jaari Seeta ne qadam ghar se nikala bhi nahiN hai Muflis hooN kahaN ghar ki hifazat ka mujhe Khauf Soya bhi hooN darwaze meN tala bhi nahiN hai Dekho to miyaaN kaisa ajab sha...
by Anmol
Mon Aug 29, 2005 12:22 am
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Sultan Teepo ki wasiyyat
Replies: 0
Views: 272

Sultan Teepo ki wasiyyat

Adaab,

Iqbal ke kalaam se apni pasandeeda ghazal share kar rahi huN, umeed hay k pasand aayegi.

Image
by Anmol
Sun Aug 28, 2005 11:37 pm
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Iqbal.com.pk
Replies: 2
Views: 320

Iqbal.com.pk

Adaab!

Ye aik Allama Iqbal ki site ka link hay, yahaN Iqbal ka kafi kalaam hay aur animation aur sound k zarye bohot pur'asar aNdaaz meiN pesh kia gaya hay. :-) maiNe aaj tak Allama Iqbal ke kalaam ki is se behtar site nahiN dekhi. Umeed hay pasand aayegi.

http://www.iqbal.com.pk/
by Anmol
Sun Aug 28, 2005 11:34 pm
Forum: IQBAALIYAAT
Topic: Nazm SAAQI NAAMAH : AIK REVIEW
Replies: 10
Views: 2393

Adaab, Amjad Sahib! Saaqi nama aur us per aap ka review paRha. Bohot acha tajzia pesh kia hay aap ne. Iqbal k kalaam ki yeh baat mujhe bohot acchi lagti hay k unhoN ne apne kalaam k zarye ghaflat meiN paRe musalmanoN ko bedaar karne ki koshisheN keeN. Barre-saGheer pak-o-hind pe musalmaan hi to huko...
by Anmol
Thu Aug 25, 2005 9:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: saamne ke maZ^aameen: ek da'wat!
Replies: 8
Views: 336

{8} Anmol hay musaafat bohot kaRi sahib jis ko kehte heN zindagi sahib baat be baat barhami saahib hum se koi khata hui sahab? mujh ko bhaaye na dushmani sahib mera maslak hay dosti sahib! qatl-o-gharitgari buri sahib chahiye amn-o-aashti sahib! maiN ne sach bolne ki jurrat ki baat sab ko buri lagi...
by Anmol
Thu Aug 25, 2005 9:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sarwar Sahib ki di hui taraH per ghazal
Replies: 10
Views: 554

mohtama anmol sahibah aadaab aap ki ghazal bohat pasand aai meri janib se dili daad hazir hai qubool farmayeN men bhi mutamanni hoon hoon aap ki khoobsoorat aawaaz men is ghazal ko sunne ka Husaini Adaab, Khozema Sahib, aap jese umda shaayir se daad paa kar waqai bohot Khushi ho rahi hay. Bohot shu...
by Anmol
Wed Aug 24, 2005 12:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sarwar Sahib ki di hui taraH per ghazal
Replies: 10
Views: 554

oh my myyyyyyyyy :shock: extremely well written ANMOL..ek baar phir tumne mujhe chauNka diya hai...wowwwwwwwwwww kya ghazal kahi hai.... har sher pe wah wah wah karti rahi..saare sher ek se baRhke ek likhe hain aur betahaaasha rawaani se bharpoor...... dil chaah raha hai tumhe saamne biThaa ke tumh...
by Anmol
Wed Aug 24, 2005 12:07 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sarwar Sahib ki di hui taraH per ghazal
Replies: 10
Views: 554

Wah waaah bahut khoob anmol aapki saari ghazal pasand aai aur hazb e zail sher bahut ziada achay lagay. shukria Mahtab Qadr hay musaafat bohot kaRi sahib jis ko kehte heN zindagi sahib maiN ne sach bolne ki jurrat ki baat sab ko buri lagi sahib! hum ko sab kuch mila muqaddar se reh gayi aap ki kami...
by Anmol
Sun Aug 14, 2005 6:11 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sarwar Sahib ki di hui taraH per ghazal
Replies: 10
Views: 554

Sarwar Sahib ki di hui taraH per ghazal

Adaab! Sarwar Sahib ki di hui tarah per meri ye ghazal abhi abhi hui hay aur foran hi post kar rahi huN, raha nahiN jaa raha. Sabhi eHbaab ke tassuraat ka initizaar rahega. :C Ghazal: 1. hay musaafat bohot kaRi sahib jis ko kehte heN zindagi sahib 2. baat be baat barhami saahib hum se koi khata hui ...
by Anmol
Sun Aug 14, 2005 6:09 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: saamne ke maZ^aameen: ek da'wat!
Replies: 8
Views: 336

Mohtaram Sarwar Sahib, adaab! :-) TaraHee misre per apni koshish liye haazir huN, maiNe aap ki hidayat ke mutabiq koshish ki k deegar eHbaab ki ghazliyaat ko na paRhooN. Ye ghazal abhi abhi hui hay aur foran hi post kar rahi huN, raha nahiN jaa raha. Aap ke aur deegar eHbaab ke tassuraat ka initizaa...
by Anmol
Sun Aug 14, 2005 2:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Meri Hazal...aapki muskurahaToN ki nazr....................
Replies: 15
Views: 1501

Re: Meri Hazal...aapki muskurahaToN ki nazr.................

Nisf ghar wali samajhta hooN harik Saali ko Mere SaloN ki miree Saas ki aisee taisee :twisted: Ishq ka mood hai maiN kaam peh jaaooNga nah aaj Mere office kee mire Boss kee aisee taisee :o Jinpe humko tha bharosa woh nah aaye “Jawaid” Kardee ik shaKhs ke vishwaas ki aisee taisee :wink: Bohot Khoob ...
by Anmol
Sun Aug 14, 2005 2:48 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ishq ke raastay dushvaar tamaam
Replies: 8
Views: 551

Re: ishq ke raastay dushvaar tamaam

riaz ahmed saraa wrote:ishq ke raastay dushvaar tamaam
haan! magar khultay hai asraar tamaam

ibn-e-maryam ho k chaahe mansoor
rah rav-e-ishq charhay daar tamaam
adaab Riaz Sahib!

Bohot Khoob ghazal share ki aap ne, daad qubool kijiye.

:-)
by Anmol
Sun Jul 24, 2005 10:06 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahee Ghazal (Guzarish 7).................................
Replies: 12
Views: 1014

Re: Tarahee Ghazal (Guzarish 7).............................

jawaid badauni wrote:
TooT jaayenge mahil khoolte hi aaNkh
Sone waloN ko jagaana choRde


BijliyaaN shahoN ke mahloN per giraa
Ai falak mujh ko sataana choRde

Adaab Jawaid Sahib!

Aap ki ghazal achhi lagi, daad qubool kijiye. :-)