Search found 36 matches

by shahnaz zafar
Tue Jun 14, 2005 3:48 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90796

hai koii baat jo chup hoon
warna kaya baat kar nahee atii
by shahnaz zafar
Tue Jun 14, 2005 3:47 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40820

tumhaarii tahaziib apane Khanjar se aap hii Khud-khushii karegii
jo shaaKh-e-naazuk pe aashiyaanaa banegaa naa-paidaar hogaa
by shahnaz zafar
Tue Jun 14, 2005 3:43 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101256

jo mai.n sar-ba-sajdaa kabhii huaa to zamii.n se aane lagii sadaa
teraa dil to hai sanam-aashanaaa tujhe kyaa milegaa namaaz me.n
by shahnaz zafar
Tue Jun 14, 2005 3:14 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"Te" se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 41
Views: 5409

teri palkon ke ghaney saaye ka mousam khoob hai
dhoop mai nikla to sar par shamiyaney lag gaye
by shahnaz zafar
Mon Jun 13, 2005 3:19 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40820

mat sikha lehjey ko apnii barchiyon ke peyntrey
zinda rehna hai to lehje ko zara masoom ker
by shahnaz zafar
Mon Jun 13, 2005 3:13 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"Te" se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 41
Views: 5409

tum apney shehr key logon se pooch ker dekho
meri tarahn koii tanha dikhaii deyta hai
by shahnaz zafar
Mon Jun 13, 2005 3:11 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101256

Lijiye mera pasandeeda shair

Nahee tera nasheman qasrey sultani kee gumbad per
to shaheen hai baseyra kar paharon ke chattano per
Iqbal
by shahnaz zafar
Mon Jun 13, 2005 3:08 am
Forum: Anjuman
Topic: anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii
Replies: 342
Views: 31724

jaanye to jaayen kahan smajheyga kon yahan
dard bharey dill kii zaban jaayen to jaayen kahan
noon
by shahnaz zafar
Sun Jun 12, 2005 3:21 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"Te" se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 41
Views: 5409

toot ker bikhri huee talwaar ke tukrey samait
aur apney haar jaaney ka sabab maloom ker
by shahnaz zafar
Sun Jun 12, 2005 3:19 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40820

khabar nahee ke hawa kis taraf urah le jai
hamari nasal bikharta hua burada hai
by shahnaz zafar
Sun Jun 12, 2005 3:10 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 90796

kitabon kii dokaan kholi hai mainey
bahot sastey mai zever baichta hoon
by shahnaz zafar
Sun Jun 12, 2005 3:01 am
Forum: Anjuman
Topic: maahaanah [JUNE] muntaKhib sha'ir...Jigar Muradabadi
Replies: 29
Views: 3889

ishq me.n laajavaab hai.n ham log maahataab aafataab hai.n ham log garche ahal-e-sharaab hai.n ham log ye na samajho Kharaab hai.n ham log shaam se aa gaye jo piine par subah tak aafataab hai.n ham log naaz karatii hai Khaanaa-viiraanii aise Khaanaa-Kharaab hai.n ham log tuu hamaaraa javaab hai tan...
by shahnaz zafar
Sun Jun 12, 2005 2:50 am
Forum: Anjuman
Topic: anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii
Replies: 342
Views: 31724

barey achchey lagtey hai ye dharti ye nadiya ye raina aur? tum
meem se
by shahnaz zafar
Wed Jun 08, 2005 10:53 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40820

chaman ke fikr jo rakhtey hai aashiyaan se siwa
guloon ke fasl mai un ka wiqar kee kaya hai
by shahnaz zafar
Wed Jun 08, 2005 10:48 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40820

jo bithoge tum aag ke paas jaaker
uthoge tum apney kaprey jalaker
ye maana ke kaprey bachatey rahoge
magar aanch phir bhee to khatey rahoge