Search found 43 matches

by Steve Almas
Thu Aug 25, 2005 2:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jurm-e-Dosti
Replies: 12
Views: 1019

Jurm-e-Dosti

Huzoor aaKhir kaar ham bhi aa hi gaye kaise haiN aap? janaab , Ghazal to aap ki jaa-jawaab hai ! maashaa Allah bohut hi achche mazaameen aap ne nazm keye haiN ! mujhe aap ki poori Ghazal pasand aayee Khaas tor par woh ash'aar jinheN Sarwar SaaHib ne Qoute farmaayaa ! so daad Haazir hai qabool kejey...
by Steve Almas
Tue Aug 23, 2005 5:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jurm-e-Dosti
Replies: 12
Views: 1019

Jurm-e-Dosti

Salam Steve Almas sahab .. aap kee ghazal parhy .. yaqeen maaniye bohat umda khayalat ka aik khoobsurat guldasta maloom huee. Yaqeenan is main kuch islaahaat kee gunjaaish hogy jis kee nishandahi SARWAR sahab ker chukay hain,kion ye kaam aik USTAAD he ba-khoobi ker sakta hay. ALLAH KARAY ZOR-e-QALA...
by Steve Almas
Tue Aug 23, 2005 8:00 am
Forum: Taqreebaat
Topic: Aman
Replies: 5
Views: 2087

Aman

Wah Very nice shainrg
_________________
Dear Handsome
Daad ke liye Bohat shukriya qabool kijiye

Steve Almas


:grin: :grin: :grin: :grin:
by Steve Almas
Tue Aug 23, 2005 7:56 am
Forum: Taqreebaat
Topic: Aman
Replies: 5
Views: 2087

Aman

wah waah waaah , Almas sahib aapne to us amn ka behad khoobsurat tarreef o ta'arruf pesh kia hai jiski saari insaaniat ko hamesha aur aajkal ki dunya ko kuch ziada hi zaroorat hai. amn ham sab ki zaroorat hai, beamni sab ke lye zahr e halahal hai. khuda ham sab ko amn naseeb kare. aameen shukria Ma...
by Steve Almas
Tue Aug 23, 2005 7:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jurm-e-Dosti
Replies: 12
Views: 1019

mukarramee Almas SaaHeb:aadaab! hamaaree Urdu meHfiloN kaa baRaa almiyyah yeh hai keh log rasmee waah-waah kar ke aur chand baNdh`e-Take jumle likh` kar samajh`te haiN keh tabSirah kaa farZ^ adaa kar diyaa. aap Khush-qismat haiN keh Amjad SaaHeb jaise shaa,i'r aap ke kalaam par likh`te haiN. waqt k...
by Steve Almas
Tue Aug 23, 2005 7:27 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jurm-e-Dosti
Replies: 12
Views: 1019

steve almas saHib aadaab arz hai aap ki ghazal abhi abhi nazar navaaz hui. mazaameen to ache haiN, magar ghazal ke ash'aar paRh ker ye andaaza ho rahaa hai ke aap ne matle ke misra-e-oola meiN umr ko umer aur she'r no. chaar ke misra-e-caani meiN hijr ko hijer ke vazn per baaNdha hai. deegar ash'aa...
by Steve Almas
Sun Aug 21, 2005 8:04 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jurm-e-Dosti
Replies: 12
Views: 1019

Jurm-e-Dosti

Aadab-o-Niaz Aik taza kalam ke sath hazir hooa hoon, to leejiye Pesh-e-khidmat he. Iss ghazal mein mein ne zindagi ki kuch sachaiuon ko ahata kerney ki koshash ki he. faisla aap per he keh kamyab hooa hoon keh nahein. Steve Almas http://img.photobucket.com/albums/v475/salmas/Jurm-e-Dosti3.gif
by Steve Almas
Sat Aug 20, 2005 10:08 pm
Forum: Taqreebaat
Topic: Aman
Replies: 5
Views: 2087

Aman

Arbab-e-Mehfil Aadab Azadi ke mo'zoo per kafi sahat mand qaumi nazriat parhney ko miley, Jis mein mein shamil na ho saka. Azadi insani haqooq ki berawari per mushtamil ho to Aman ki shabi'h zahan mein ubharti he. Issi khiyal ko liye mein ne yeh chand satoor mein us doar ki tasweer kashi kerney ki k...
by Steve Almas
Sun Jul 31, 2005 8:54 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: zaraa socho , ruKh-e-jaanaaN se pardah gar haTaa hotaa ::
Replies: 8
Views: 642

Zia Saahib
Aadab

Kash aapki aarzoain aour dili khahishat bar aayein.

Sabhi ahsaar pasand aaye, dili mubarikbaad qabool kijiye.

:lol: :lol: :lol: :lol:

Steve Almas
by Steve Almas
Sun Jul 31, 2005 8:23 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jashn-e-Bahar
Replies: 6
Views: 328

Jashn-e-Bahar

Almas ji, adaab arz hai. waah kya ghazal kahi aapne paRhker bohat lutfandoz hui. khaas kar shair # 1, 2, 4, aur maqta tou lajawaab hai. dhair saari daad qubool keejiye. sara Sara Ji Aadab Yeh to aapki nigah ki khoobsoorti he. Ghazal our uske ashaar ki pasand per shukriya. :grin: :grin: :grin: Mukhl...
by Steve Almas
Sun Jul 31, 2005 8:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jashn-e-Bahar
Replies: 6
Views: 328

Almas SaaHib, aadaab bahut Khoob janaab ! ham maahir to nahiN k tanqeedi pehloN pe nazar rakkheN ! albatta aap ki Ghazal bahut pasand aayee ! daad qabool kejeye! shukriya moKhliS : Zia Baloch Mohtram Zia Saahib Addab-o-Niaz Zaroorat to nazr ki he woh tanqeedi ho ya phir pasandeedgi ..... Ghazal per...
by Steve Almas
Tue Jul 26, 2005 1:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jashn-e-Bahar
Replies: 6
Views: 328

almas ji aap ka nam too main pehlay kai jaga daikh chuka hoon lakin aap ki takhliqat paRhnay ka ittifaq nahi howa tha. ( mayri bad naseebi ) . aik doo jaga aap nay kuch ghalitiyan ki hain un par nazar Dal lijay ga. 1) panah koo yahan alaf kay sath bandhna ghalt hay. ya lafz yoon likha jay ga "...
by Steve Almas
Tue Jul 26, 2005 1:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sunsaan sa lagney laga
Replies: 6
Views: 242

Almas ji, adaab arz hai. aapko aapke kalaam ke saath yehan bohat din baad jab bhi dekhti hoon tou aek khushi ki lehar ajaati hai ke aapne humein bhulaya nahi. tum gaye tou shehar bhi sunsaan saa lagne laga milne wala har koi anjaan saa lagne laga so very true......bohat acha shair haqeeqat dikha ra...
by Steve Almas
Tue Jul 26, 2005 1:20 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sunsaan sa lagney laga
Replies: 6
Views: 242

almas ji buhat buhat hi khoob soorat ghazal hay. mujay waqai afsoos hoo raha hay ka main nay aap koo pehlay kun nay paRha. aik aik sher hasil a ghazal hay. panchwan aur chata sher too khas toor par pasand aay. aik bat na koo du rukni istamal karnay say guraiz kia karain Janab-e Mohtram Aadab-o-Niaz...
by Steve Almas
Sun Jul 24, 2005 5:02 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jashn-e-Bahar
Replies: 6
Views: 328

Jashn-e-Bahar

Tasleemat
Hazreen-e-Mehfil

Aik aour taza ghazal Pesh-e-khidmat he

Steve Almas


Image