Search found 43 matches

by Steve Almas
Sun Jul 17, 2005 2:06 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sunsaan sa lagney laga
Replies: 6
Views: 242

Almas saHib

aadaab arz hai

aap ki ye ghazal achi lagee

hamaari jaanib se daad qubool kijiye

amjad
Mohtram Amjad Sahib
Kaisay hain,
Aap ki daad aour Hosla afzai ka bohat shukriya.
:grin: :grin: :grin: :grin:
Niazmand
Steve Almas
by Steve Almas
Sun Jul 17, 2005 12:51 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sunsaan sa lagney laga
Replies: 6
Views: 242

Sunsaan sa lagney laga

Hazreen-e-mehfil
Tasleemat..
Aapki khidmat mein
Taza Ghazal hazir he, qabool kijiye

Steve Almas


Image
by Steve Almas
Wed Jun 22, 2005 8:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: INTEHA
Replies: 8
Views: 607

MuHtaram Steve Almas Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal majmooAi Taur per beHad pasand aayi jiske liye meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Aapka rang-e-tghazzul din ba'din dilkash houtaa jaarahaa hei. Ummeed hei ke aapka safar-e-sukhan yooN hii jaari rahegaa aur ham ko aapkaa kal...
by Steve Almas
Sat Jun 18, 2005 7:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: INTEHA
Replies: 8
Views: 607

Almas ji, Adaab arz hai. waah! subh subh aapka kalaam dekh ker bohat khushi hui. maine aapki hansti muskuraati tehreerein ziyada paRhi hain, is kavish ka zara mukhtalif rang hain. ye andaaz bhi pasand aaya. bohat hi dilkush aur jazbaat se bharpoor is kavish per daad aur mubarakbaad qubool keejiye. ...
by Steve Almas
Sat Jun 18, 2005 7:50 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: INTEHA
Replies: 8
Views: 607

janab Steve Almas aadaab aapka kalam bohat hi paand aya.har she,r ek apna hi umdah andaaz aur khayal liye hay. waah dilii daad qubool kijiye khair andesh najma Najma Ji Nawazish, karam shukriya, mehrbani....Kalam ki pasandeedgi per, Daad bhi mosool hooi. Bohat shukriya Mamnoon Almas
by Steve Almas
Sat Jun 18, 2005 7:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: INTEHA
Replies: 8
Views: 607

Mahtab Qadr Ji
Kalam ki pasand ka teh dil se shukriya qabool kijiye, A'inda bhi Mulaqat to hoti rahe gi, bashart-e-zindagi :grin: :grin: :grin:

Niazmand
Steve Almas
by Steve Almas
Sat Jun 18, 2005 6:30 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: INTEHA
Replies: 8
Views: 607

INTEHA

Azeezan-e-Mehfil
Tasleemat..
Taza kalam pesh-e-khidmat he.
Umeed he pasand aaye ga.
:-) :-) :-)


Image
by Steve Almas
Sat Jun 11, 2005 7:58 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: AAP KA BHAR-PUR KHAIR MAQDAM HAY Steve Almas sahib !!!
Replies: 10
Views: 1003

Aray Wah Steve Almas sahib aap tashreef laiN aur hameiN khabar bhi na huvi , chaliye ab to pata chal hi gaya aik arse baad aapse niaz hasil ho rahe haiN. bahut bahut Mubarakbaad aur KHUSHAAMDEED urdubandhan ki is haseen bazm mai. niazmand Mahtab Qadr Ji Mahtab Qadr Ji Baja fermaya aap ne, Kafi lamb...
by Steve Almas
Fri Jun 10, 2005 1:49 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: AAP KA BHAR-PUR KHAIR MAQDAM HAY Steve Almas sahib !!!
Replies: 10
Views: 1003

Janab Almas Sahib
ASAK
Khush-Amdeed.
Salem Bashwar
Aadab - o - Niaz
Teh Dil se shukriya qabool kijiye
:-) :-) :-)
Almas
by Steve Almas
Thu Jun 09, 2005 1:17 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: AAP KA BHAR-PUR KHAIR MAQDAM HAY Steve Almas sahib !!!
Replies: 10
Views: 1003

Wow. Najma, Waqar Masood, Sara, Arzish Rehan, Attiq Abbasi aour Nazir Sahab. Aap sab ki iss qadar purkhuloos izat afzai ka shukriya adda kerney ke liye alfaz nahein hein meray pass. :-) :-) Sirf itna Kahoon ga keh Jab aaye the to tanhaai ka dil mein khoaf tha yaro Magar abb her taraf lagte hein sab...
by Steve Almas
Tue Jun 07, 2005 2:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dast-eTalab
Replies: 6
Views: 286

Almas saahib, salaam. is mehfil ke liye apka ye anmol tohfa pasand aaya. bohat khoob! husn o ada se aapne bohat haseen adayein maange hain . ghazal ke sabhi ahsaar bohat pasand aaye, paRhte hue hum bhi usi manzar mein kho se gaye. dhair saari daad qubool keejiye. aapke aur bhi kalaam ka intezar rah...
by Steve Almas
Tue Jun 07, 2005 2:03 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dast-eTalab
Replies: 6
Views: 286

sirf 1-2 alfaaz ki adaaigii /talaffuz ka farq hay, warnabaqi to hameN bohatpasand aaee. ham nishan-dahii to kar rahay haiN, lekin ye ummeed bhi hay keh aap mehsoos naheeN kareNgay. 1=pyaarii see chhez kyuuN( naa)==dar asl ye naa (noon alif zabar naa)naheeN, bal-k na(noon zabar na)ke wazn par hota h...
by Steve Almas
Mon Jun 06, 2005 7:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dast-eTalab
Replies: 6
Views: 286

Dast-eTalab

Urdu Bandhan ki re'nai dekhne ka itfaq hooa to raha na gaya, puraney sathion ki khidmat mein aadab pesh kerney hazir hooa hoon, :-) :-) umeed he meri iss lambi ghair hazri ko nazr andaz fermaein ge. Chand aik majboorion ki waja thi, lekin abb phir se mulaqat hoti rahe gi. To lejiye taza Ghazal pesh...