Search found 23 matches

by poet
Thu Jul 28, 2005 9:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah TaraHi Ghazal.... Abdullah Nazir
Replies: 6
Views: 327

nazar sahib dad kay sath hazir hain. wagarna man aanam ka man daman. ham is qabil too nahi ka aisi ustadana ghazal par bharpoor dad day sakain.
ghair mumkin hay ka "shair" koo gham a hijraN na hoo.
tasruf kay lay mazirat kha.
by poet
Wed Jul 27, 2005 7:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: naz^m: ANDESHE
Replies: 13
Views: 855

ji raz sahib main samjta hoon. i hope u will not be dinaponted from me any time or from my any debate
by poet
Tue Jul 26, 2005 6:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aek taazah qitAah................Dunya Dehlawi
Replies: 5
Views: 181

buhat khoob
by poet
Tue Jul 26, 2005 6:22 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: naz^m: ANDESHE
Replies: 13
Views: 855

raz sahib ham poet hain poetess nahi lol. aur kisi idrak a hussn poet koo hi neeb howa hay poetess ko nahi . jumla a mutiriza tha mazirat aap ki nazm buhat hi khoob soorat hay. hamara buhat ji chahta hay ka is nazm par buhat kuch likhany. lakin woo jo kisi nay kaha hay na ka khoof a fasad a khalq sa...
by poet
Sun Jul 24, 2005 6:30 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: naz^m: ANDESHE
Replies: 13
Views: 855

raz sahib aap nay too husn kay raz afsha kar day. khoob soorat buhat taza . sukria. mubarak. aaj husn koo daikhnay wali nigah kahan. mehsoos karnay wala dil kahan. aaj too.... khair chooray lambi behs hay.
dad qabool farmain
niaz mand
by poet
Sun Jul 24, 2005 6:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sunsaan sa lagney laga
Replies: 6
Views: 242

almas ji buhat buhat hi khoob soorat ghazal hay. mujay waqai afsoos hoo raha hay ka main nay aap koo pehlay kun nay paRha. aik aik sher hasil a ghazal hay. panchwan aur chata sher too khas toor par pasand aay.
aik bat na koo du rukni istamal karnay say guraiz kia karain
by poet
Sun Jul 24, 2005 6:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jashn-e-Bahar
Replies: 6
Views: 328

almas ji aap ka nam too main pehlay kai jaga daikh chuka hoon lakin aap ki takhliqat paRhnay ka ittifaq nahi howa tha. ( mayri bad naseebi ) mashallah. aik doo jaga aap nay kuch ghalitiyan ki hain un par nazar Dal lijay ga. 1) panah koo yahan alaf kay sath bandhna ghalt hay. ya lafz yoon likha jay g...
by poet
Tue Jul 05, 2005 6:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ho gumaaN uss par!!
Replies: 21
Views: 1342

aoa

naheed sahiba adab mayra yaqeenan aap say taruf nahi hay aur aap yaqeenan mujay janti bahi nahi hoon gi ka main nay kabhi kis forum par apni shirka ka kabhi izhar hi nahi kia. taham aap ki ya ghazal paRhi too baysakhta dad daynay koo g chaha. main nay aap ki shairi mukhtalif forums aur kuch parchoon...