Search found 80 matches

by Brijinder
Fri Sep 04, 2009 5:16 am
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Sazaa
Replies: 0
Views: 275

Sazaa

Sazaa Na raatoN ko hui naseeb apnay khwaaboN ki tabeer Na din meray nay payaa apnay ujaalon ka humnashiN Na mili sera-e-jahaaN main zeest ko thandi chaaNv Na jazbaat meray nay paayaa aqs apna kahiN Tu to tha mushtaaq haqeeqat ki gawaahi hai Shiddat-e-khuloos magar bani teri tabaahi hai Tunay gaRd m...
by Brijinder
Tue Aug 11, 2009 9:06 pm
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Sard-bedard mausam
Replies: 0
Views: 277

Sard-bedard mausam

Sard-bedard mausam Sard hai raat bahut Chand say pighal-pighal rahi hai barf chandni Aur utar rahi hai meray takhhyul ki vaadioN main Meray khwaaboN kay jharnoN maiN Meray armaanoN kay goshoN maiN Kohra ban kay ghayray hai mujhay abr-e-tanhai Aur yakhbasta sa ho gaya jaisay mera tamaam vajood Lagta...
by Brijinder
Fri Jul 31, 2009 5:57 am
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Waqt-e-rukhsat
Replies: 3
Views: 469

Re: Waqt-e-rukhsat

Kya hai Zindagi? Mai ka jadu bhara mast payaala hai Ya ki tanhai kay seenay maiN laga khaNjar Mehboob kay hoNtoN ki sheerni hai Ya ki zar-o-zameeN kay khawaaboN ka naam Har nafs maiN zinda hairat ki taazgi hai Ya ki sub ka sham say ik thaka sa rishta? Zindagi kisko kehtay haiN, dost?? -------------...
by Brijinder
Fri Jul 31, 2009 5:56 am
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Waqt-e-rukhsat
Replies: 3
Views: 469

Re: Waqt-e-rukhsat

Munir saheb,Itni ziyada tareef!!!meray pass to alfaaz bhi nahiN."suno na"aakhir main aanay say hi to nazm ka suspense hai,mera aisa maanana hai.Kya kehtay hain aap?Aek baar phir teh-e-dil say aapka shukriya.
by Brijinder
Sun Jun 21, 2009 9:53 pm
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Waqt-e-rukhsat
Replies: 3
Views: 469

Waqt-e-rukhsat

WAQT-E-FURQAT Yeh waqt-e-furqat kitna kathin hai meri jaaN Hoga mushkil maanaa tha, magar itnaa mushkil Socha bhi naa thaa Woh chaNchal si khilkhilahat Woh tumhari maNd maNd si muskaan Woh tumharay badan say aatay bahaar kay jhoNkay Woh tumhaari saadgi maiN daanaai kay imkaan Woh tumhaaraa meri baa...
by Brijinder
Sun May 31, 2009 6:37 am
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Tzaad
Replies: 0
Views: 264

Tzaad

Tzaad YaadoN kay bawaNdar say uth rahaiN hai Takh_yul ki sar zamiN pay Barq bau kay chamkta hai teri afsurda haNsee ka chehra Honay lagi hai teray naaz-o-karam ki rimjhim Meri takhleeq maiN main woh pehli barsaat si soundhi khusbu aa rahi hai Tanha bahut tanha hai dil teray jaanay kay baad SaMbhla n...
by Brijinder
Mon Apr 27, 2009 8:34 pm
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Apnay batay kay naam
Replies: 0
Views: 263

Apnay batay kay naam

20 saal pehlay likhi eik nazm lay kar haazir hua hooN.Umeed hai pasaNd aayaygi. APNAY BATAY KAY NAAM NanhaiN pairoN pay dorta bachpan HaNsta gaata muskurata bachpan Teri kilkaarioN main sabaaN kay jhoNkay Teri shokhi main bahaaroN kay aNdaaz Teri udaasi say tarap jaayay kahkashaaN saari Teri tutlaha...
by Brijinder
Wed Apr 01, 2009 11:02 pm
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Sehar say sehar tak
Replies: 0
Views: 251

Sehar say sehar tak

Sehar Say Sehar Tak Afsurdgi pay paltay huay mery ayaam Roz yaas ki siyaahioN maiN doob jaatay haiN Phir shub wahi sum lay kar sehar tak mujhko jagaati hai Phir tweel raatoN main teri yaad tanhaaiaN baraati hai Phir meray geet tujhko dair tak bulaatay haiN Phir maaniNd-i-roz MaiN jaagta hooN aur ta...
by Brijinder
Wed Mar 25, 2009 8:24 pm
Forum: Nacri Kalaam
Topic: Keemiya-2
Replies: 0
Views: 269

Keemiya-2

Keemiya-2

Raat ki aankhoN maiN haiN raushni kay khwaab
Din ki nazar maiN aNdhayroN ka sakooN
Bus isi giraft maiN haiN hai ziNdagi ki rau
Aur farayboN pay palta hua iska fasooN
----------------------------------\
by Brijinder
Sat Nov 08, 2008 7:37 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Qaasid Kabutar-Ahmad Faraaz
Replies: 0
Views: 285

Qaasid Kabutar-Ahmad Faraaz

Qaasid Kabutar-Ahmad Faraaz Yeh lahu Jissay meray ShehroN kay Saaray raasty gulgooN haiN Aur har pairhun ka ruNg unnabi hai Kal kay mausamoN Aur aanay waalay SoorajoN Ka zamzama-gar hai Chalo tumnay to Kali surkhiaN Miqraaz kar daaliN Sukhan nakhcheer kar daalay Magar ab in hawaaoN ko bhi roko Jo t...
by Brijinder
Thu Nov 06, 2008 8:58 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Mori arj suno-Faiz
Replies: 0
Views: 274

Mori arj suno-Faiz

Aik dost nay yeh nazm abhi mujh say share ki hai.Agar koi galti ho to zaroor bataayiay. mori arj suno (nazar-e-khusro) "mori arj suno dasatgeer peer" "mai ri' kahooN ka se maiN apne jiya ki peed" "nayiya bandho re' bandho re kinar-e-darya'" "more mandir ab kiyooN n...
by Brijinder
Fri Oct 26, 2007 11:51 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Azaad nazmoN ka silsila
Replies: 1
Views: 510

adaab

I am sharing a beautiful nazm by Amjad islam which I came across another site.Hope it will be liked: MUHABBAT KI AIK NAZM Agar kabhi mairi yaad aay Tau chand raatoN ki narm dilgeer roshni maiN kissi sitaray ko daikh laina __ Agar woh nakhl-e-falak say uR kar tumharay qadmoN maiN aa giray tau Yeh jaa...
by Brijinder
Sat Oct 13, 2007 9:04 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Azaad nazmoN ka silsila
Replies: 1
Views: 510

Azaad nazmoN ka silsila

Qaasid Kabutar--Ahmad Faraaz Yeh lahu Jissay meray ShehroN kay Saaray raasty gulgooN haiN Aur har pairhun ka ruNg unnabi hai Kal kay mausamoN Aur aanay waalay SoorajoN Ka zamzama-gar hai Chalo tumnay to Kali surkhiaN Miqraaz kar daaliN Sukhan nakhcheer kar daalay Magar ab in hawaaoN ko bhi roko Jo t...
by Brijinder
Mon Sep 24, 2007 9:31 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: KaNch ki surkh choori- Parvin Shakir
Replies: 0
Views: 305

KaNch ki surkh choori- Parvin Shakir



KaNch ki surkh choori
Meray haathoN maiN
Aaj aisay khankanay lagi hai
Jaisay kal raat shubnam maiN likhi hui
Teray haath ki shokhioN ko
HawaaoN nay sur day diya ho

--------------------------------
by Brijinder
Tue Sep 18, 2007 9:54 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Anecdotes of poets/writers
Replies: 5
Views: 834

Another one from Mr.B.K.Madan: both pandit nehru and maulana azad , the prime minister and education minister of free india had a soft corner for josh malihabadi. to provide him with a job an urdu monthly 'ajkal' was started by the publication division, govt. of india and josh was appointed as its e...