Search found 80 matches

by Brijinder
Mon Sep 17, 2007 12:42 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Anecdotes of poets/writers
Replies: 5
Views: 834

My bazurg friend,Mr.B.K.Madan had sent me the following anecdote: the established heroes of the taday's indian film industry command fabulous sums for their roles.aamir khan is reported to have signed a film for 5 crores. however in the early days of the film industry stars like prithviraj kapur, k....
by Brijinder
Fri Sep 14, 2007 2:36 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Anecdotes of poets/writers
Replies: 5
Views: 834

Another anecdote sent to me by my friend,Mr.B.K.Madaan: here goes another anecdote: akhtar shirani of 'eh ishq hamaiN barbad na kar' fame was a very popular poet of his time. he lived in Lahore but would go to Amritsar almost every sunday to meet with his friends and fans. manto who was in his teens...
by Brijinder
Thu Sep 13, 2007 1:01 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Anecdotes of poets/writers
Replies: 5
Views: 834

Janaab Zaidi saheb has shared the following anecdote at other site which i am sharing it with you: Josh Saheb's wit and presence of mind is a legend in literary circles. Here are two instances and they are very abrupt, funny and deep: i) In spite of his differences on religious view points with Maul...
by Brijinder
Tue Sep 11, 2007 8:17 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Anecdotes of poets/writers
Replies: 5
Views: 834

One of my friends has sent the following anecdote which I am sharing with you all: josh malihabadi was a regular drinker. among his favourite friends were kunwar mohinder singh bedi who was d.m. of delhi, pandit hari chand akhtar and sagar nizami. these friends would gather at his place and there us...
by Brijinder
Mon Sep 03, 2007 8:49 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Aik aur azaad nazm--Parvin Shakir
Replies: 1
Views: 385

Aik aur azaad nazm--Parvin Shakir

Only a woman could write with such intensity about the pain which is so gender-specific.


Muqaddar-- Parvin Shakir


MaiN woh larki hooN
Jisko pehli raat
Koi ghuNghat utha kay yeh keh day--
Mera sub kuch tera hai,dil kay siwa

--------------------------------------
by Brijinder
Fri Aug 31, 2007 11:19 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Majboori--Parvin Shakir
Replies: 0
Views: 299

Majboori--Parvin Shakir

A very poignant poem. Anguished cry of a woman.

Majboori

HawaaiN
DastakoN maiN mera naam lay rahi haiN
MaiN,kiwaar kaisay kholuN
Meray dono haath
Pusht ki taraf baNdhay huay haiN

--------------------------------[
by Brijinder
Sat Aug 25, 2007 8:41 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Working Woman- Parvin Shakir
Replies: 0
Views: 292

Working Woman- Parvin Shakir

Here is a glowing example of an azaad nazm.I hope this makes many of us rethink about our own aesthetic sensebilities.There are so many other such examples of famous poets in urdu litrature. Working Woman Sach kehtay haiN Kaisay gharoor ki baat hui hai MaiN apni hariyaali ko khud apnay lahu say seeN...
by Brijinder
Mon Aug 20, 2007 8:24 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Ab maiN usay yaad bana daina chahta hooN- Munir Niyaazi
Replies: 1
Views: 386

Ab maiN usay yaad bana daina chahta hooN- Munir Niyaazi

Ab maiN usay yaad bana daina chata hooN Main uski aankhoN maiN daikhta rehta hooN Magar meri samajh maiN kuch naiN aataa Main uski baatoN ko sunta rehta hooN Magar meri samajh maiN kuch nahiN aataa Agar kabhi woH mujhsay milay To maiN ussay baat nahiN karuNga Uski taraf daikhuNga bhi nahiN MaiN kosh...
by Brijinder
Sat Aug 04, 2007 1:02 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Tabdeeli-Akhtar-ul-imaan
Replies: 0
Views: 376

Tabdeeli-Akhtar-ul-imaan

Tabdeeli Is bharay shahr maiN koi aisa nahiN Jo mujhay raah chaltay ko pehchaan lay Aur aawaaz day"o bay o sirfiray" DonoN eik doosray say lipat kar wahiN Gird-o-pesh aur mahaul ko bhool kar GaaliaN day,haNsay,haathapai karaiN Paas kay pair ki chaaoN maiN baith kar GhaNtoN eik doosray ki ...
by Brijinder
Tue Jul 17, 2007 5:49 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Anecdotes of poets/writers
Replies: 5
Views: 834

Anecdotes of poets/writers

Please share here the famous or otherwise anecdotes about the urdu poets n writers which reveal their personalities.If someone have any personal experiences with any,plz do share those as well.
Regards
brijinder"Sagar'
by Brijinder
Mon Jul 16, 2007 1:12 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Ali ardar Jafri--Tu mujhay itnay pyaar say mar daikh
Replies: 1
Views: 396

Ali ardar Jafri--Tu mujhay itnay pyaar say mar daikh

Tu mujhay itnay pyaar say mar daikh Tu mujhay itnay pyaar say mat daikh Teri palkoN kay naram saayay maiN Dhoop bhi chaNdni si lagti hai Aur mujhay kitni door jaanaa hai Rait hai garm,PaoN kay chaalay YooN dehktay haiN,jaisay aNgaaray Pyaar ki yeh nazar rehay na rehay Kaun dasht-e-wafa maiN jalta h...
by Brijinder
Tue May 29, 2007 10:42 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Two nazms of Parvin Shakir
Replies: 0
Views: 323

Two nazms of Parvin Shakir

GooNj UNchay pahaaroN maiN gum hoti PagdaNdi par Khara hua nanha charwaha Bakri kay bachchay ko phislata daikh kay Kuch is tarah haNsa Waadi ki har darz say Jharnay phoot rahay haiN ----------------------- Majboori HawaaiN DastakoN maiN mera naam lay rahi haiN MaiN,kiwaar kaisay kholuN Meray donoN ...
by Brijinder
Tue May 22, 2007 2:26 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Khwaab martay haiN- Ahmed faraaz
Replies: 0
Views: 358

Khwaab martay haiN- Ahmed faraaz

Khwaab martay haiN Khwaan martay haiN Khwaab dil hai na aaNkhaiN na saaNs k jo Raiza-raiza huay to bikhar jaiN Jism ki maut say yeh bhi mar jaiNgay Khwaab martay nahiN Khwaab to raushni haiN,nawa haiN,hawa haiN Jo kaalay pahaaroN say ruktay nahiN Zulm kay daur-khooN say bhi phuktay nahiN Raushni au...
by Brijinder
Fri May 18, 2007 9:05 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Tunay kabhi socha-Parvin Shakir
Replies: 0
Views: 277

Tunay kabhi socha-Parvin Shakir

Tunay Kabhi Socha

Gila kumgoyi ka mujhsay bajaa hai
Lekin ai jaan-e-sukhan !
Tunay kabhi socha
Ki teri simt jab maiN
Aankh bhar kar daikhti hooN to
Meri halki sunhari jild kay neechay
Achanak
Itnay dhairoN nanhaiN nanhaiN say diyay
KyuN jalnay lagaty haiN?
-------------------
by Brijinder
Tue Jan 17, 2006 10:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Chand gali to utra hoga
Replies: 3
Views: 197

Request with folded hands

MuHtaram Nazir saahib, I hope I will be excused for writing in English as I am not fluent in urdu prose.I am very thankful for the kind words of appreciation that this poem has evoked Appreciation came from many respected poets like you too. I am grateful to all but still this was just an answer to...