Search found 102 matches

by PK Swami
Tue Jul 26, 2005 4:05 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar #14--SAJDA
Replies: 42
Views: 5838

jo paabande aadaab.e mehfil naheeN hai
vo mehfil meiN aane ke qaabil naheeN hai
jahaaN sar na jhuk jaaye hamraaH dil ke
vo sajdaa tere daR ke qaabil naheeN hai

PK Swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 4:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 98480

dil kee bahaar kyaa hai, gham se figaar honaa
zakhm.e jigar ke gul ko, hajat naheeN rafoo kee


PK swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 4:22 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 47434

kyoN baRhayaa aapne jaam.e tihee merii taraf
aur isse tez merii tishnakamee ho gayee!

PK swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 4:05 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13540

chiraagh.e saaghar se lau lagaa kar, na payaa kuchh bhee fasurdgee ne
sitam to ye hai k sholaa haaie sharaab bhee bujh ke rah gaye haiN

PK swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 3:33 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 106263

meraa zoq.e fan aamiyanaa naheeN hai
yahaaN qissa.e zulf.o.shanaa naheeN hai

baseerat se pehle aqeedaT hai laazim
vo jaanegaa kyaa jisne janaa naheeN hai


PK swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 3:24 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 43969

bahut dushwaar hai dast.e talab kee jaada paimaaie
ye khaak.e paak har na.ahl se chhanee naheeN jaatee

baseerat vo hai jo idraak ko had.e nazar samjhe
haqeeqat vo haqeeqat hai jo peHchaanee naheeN jaatee

PK Swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 3:18 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 77550

aur kuchh poochho mizaaj.e dil.e nashaad abhee
mere naghmoN meiN hai kuchh talkhiy.e fariyaad abhee


PK Swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 3:03 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#13--"TAMANNA / ARMAAN "
Replies: 44
Views: 11980

har tamanaa pe behissi hotee
har masarrat bujhi bujhi hotee
mauT hotee agar na duniyaa mein
zindgee mauT ban gayee hotee


PK Swami
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 2:52 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: ye nukta vafaa meiN baRe ghaur kaa hai... Himayat Ali Shair
Replies: 1
Views: 142

ye nukta vafaa meiN baRe ghaur kaa hai... Himayat Ali Shair

Yaraane mehfil aadaab. Sulemaan Areeb kee pichhlee peshkarda ghazal ke hawaale se Naazir Sahib ne dilchasp maloomaat faraaham kee thee. Himayat Ali Saheb kaa bhee zikr kiyaa thaa. Naazir sahib se iltijaa hai k unse mutaaliq mehfil ko kuchh aagaah kareN. Himayat Ali Sahib kee aik ghazal pesh kartaa h...
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 2:16 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: jo chaman aariz.e gulfaam se jal uThte haiN.. Sulemaan Areeb
Replies: 2
Views: 171

jo chaman aariz.e gulfaam se jal uThte haiN.. Sulemaan Areeb

Dosto aadaab. aapkee khidmat meiN Sulemaan Areeb kee aur ghazal pesh hai. gham kade vo jo tere gaam se jal uThte haiN buT kade vo mere naam se jal uThte haiN raat tareeq sahee, merii taraf to dekho kitne mahtaab abhee jaam se jal uThte haiN raat ke dard ko kuchh aur baRhaane ke liye hamse kuchh sokh...
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 4:13 am
Forum: Moshaairah
Topic: phool se maiN kaise kah dooN muskuranaa chhoR de
Replies: 1
Views: 227

tarahee misraa

Yaarane mehfil aadaab I have posted few ashaar as above for the tarahee misraa given. I realise that they do not qualify as these are not in tune with the meter given. Hence it is appropriate that I withdraw it. aql se raah jo poochhee to pukaraa ye junooN vo to bhaTkee huee khud firtee hai,rahbar h...
by PK Swami
Sun Jul 17, 2005 3:33 am
Forum: Moshaairah
Topic: phool se maiN kaise kah dooN muskuranaa chhoR de
Replies: 1
Views: 227

phool se maiN kaise kah dooN muskuranaa chhoR de

yaraane mehfil aadaab. kuchh ashaar pesh kartaa hooN. is takhleeq meiN mere aik dost kee reHnumaaie shaamil hai lihazaa lakhallus unhee kaa bartaa gayaa hai.aapkee raa'e aur islaaH kaa muntazir rahoNgaa. chal kaheeN chalte haiN ab, ye aashiyanaa chhoR de is chaman se ho chukaa ab dostanaa, chhoR de ...
by PK Swami
Fri Jul 15, 2005 1:24 am
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.7) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 4
Views: 439

Muhtarim Naazir Saheb
aadaab

kyaa keHne hai is khoobsoorat ghazal ke!! har sher par bas daad dete rahne ko jee chahtaa hai. aik aik sher eHsaas aur alfaaz key jaaNnisaar perHan meiN hai aur apne husn se paRhne wale ko masroor kartaa hai.

mubarakbaad!!


PK Swami
by PK Swami
Thu Jul 14, 2005 4:26 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13540

chiTvanooN se miltaa hai, kuchh suraagh baatin kaa
chaal se to qaafir par saadgee barastee hai



PK swami
by PK Swami
Thu Jul 14, 2005 4:20 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13540

Muhatrim Nazir Saheb,
aadaab


chaahtaa hooN ke shab-e-vaSl muqaabil tere
apnaa dil cheer ke balaaooN ke us meiN kyaa hei. [/color]

aapne khoobsurat sher likhaa hai. doosraa misra theek samajh naheeN aayaa aur kuchh tashreeh talab maloom hotaa hai. baree inaayat hogee!

PK swami