Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Sun Jun 19, 2005 7:10 am
Forum: Anjuman
Topic: maahaanah [JUNE] muntaKhib sha'ir...Jigar Muradabadi
Replies: 29
Views: 4020

bahut khoob , Jigar sahib ki shayeri waqai apne rang ki munfarid shayeri hai.
bay faida alam nahi , bekaar gham nahi
taufeeq de khuda to ye naimat bhi kam naih
by Mahtab Qadr
Sun Jun 19, 2005 6:56 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: GHazal
Replies: 8
Views: 854

Mashallah , aik aik sher parh kar lutf aata raha , bahut khoob Abudllah Nazir sahib ki ghazal pesh karne par Rehana sahiba aapka mamnoon hoN
by Mahtab Qadr
Sat Jun 18, 2005 7:23 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: KOEE KHOOBII MIREE, DIKHII BHII NAHEEN
Replies: 16
Views: 1701

Najma sahiba ghazal pasand ai, bataur e khas 3,7aur maqta lajawab haiN

Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sat Jun 18, 2005 7:18 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah ghazal baraaye islaah / June 14
Replies: 8
Views: 359

wah waah bahut khoob , umda kalam aur achi raye
by Mahtab Qadr
Sat Jun 18, 2005 6:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: INTEHA
Replies: 8
Views: 645

Mohatramee S.Almas sahib bahut umda kalam hai kafi din baad aapki ghzal parhna naseeb huva hai , umeed ke ainda bhi nawazisheiN jari raheiNgi.
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Fri Jun 17, 2005 9:29 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 77675

sher to tafreeh e taba ke taur par likh dia tha magar aap chahti haiN to isi tarah chaliye aap ki baat par amal karte haiN :)

un se bhagaya na gaya
ham se jaaya na gaya.
by Mahtab Qadr
Fri Jun 17, 2005 9:16 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 77675

ham se jaaya na gaya
un se bhagaaya na gaya
by Mahtab Qadr
Tue Jun 14, 2005 6:17 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush Ameed jalpari
Replies: 6
Views: 721

Assalam alaikum wa rahma
JALPARI ka is khoobsurat bazm e yaraane e adab mai Dili khairmaqdam :)
khairandesh
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Mon Jun 13, 2005 9:59 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: intezaar unka,intezaar e ghazal
Replies: 11
Views: 605

shukria Mukarrar :)
by Mahtab Qadr
Sun Jun 12, 2005 12:02 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Soch banti hai to parhti hai amal ki bunyad taza ghazal
Replies: 6
Views: 221

Najma Sis Hamesha ki tarah daad o tahseen ke lye behad mashkoor hoN. shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sun Jun 12, 2005 6:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: intezaar unka,intezaar e ghazal
Replies: 11
Views: 605

Re: Bahut khoob

Abdullah bhia Nawazish ke aapne apne kamaal e shafqat se in chand bemaya misroNko sharaf e qubooliat baksha. shukria Mahtab Qadr Janab Mahtaab Saahib, Purkhuloos Tasleemaat, waah aap ne tou kamal hii kardiyaa. Bahut jald hii aap ne ghazal mukammal karli aur bhii muraSSaA ashAar ke saath. Saare ke sa...
by Mahtab Qadr
Sun Jun 12, 2005 6:29 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: intezaar unka,intezaar e ghazal
Replies: 11
Views: 605

shukria

Inayat hai Najma sahiba aap ki ,daad hausle barhaati hai. shukria
bahut bahut
Mahtab Qadr
najma wrote:waaah

vo saraapa ghazal sahi par, hai
apne hathoN mai iqtedaar e ghazal


bohat khoob janab mahtab qadr sahib


daad qubool kijiye

bohat khoob

:-)
by Mahtab Qadr
Sat Jun 11, 2005 8:40 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: intezaar unka,intezaar e ghazal
Replies: 11
Views: 605

intezaar unka,intezaar e ghazal

intezaar unka,intezaar e ghazal raah takna hai,rahguzaar e ghazal jab se baad e naseem e deed mili dil bhi apna huva hai daar e ghazal misl e mahtaab unki khaamooshi guftagu unki aabshaar e ghazal mujh maiN taab e sukhan kahaN itni maiN huva kitna sharmsaar e ghazal vo saraapa ghazal sahi par, hai ...
by Mahtab Qadr
Sat Jun 11, 2005 8:13 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: BADLA NAHEEN HAY EHL-E-JAHAAN KA CHALAN ABHII===NAFIS AHMAD
Replies: 15
Views: 2276

Re: BADLA NAHEEN HAY EHL-E-JAHAAN KA CHALAN ABHII===NAFIS AH

Najma ji salaam aap ke walid marhoom ki ghazal ka aik aik sher unki sukhanwarana mashshaqi ka pata deta hai. Allah unheiN ghareeqe rahmat farmaye . bahut shaandaar kalam pesh kia hai aapne , aap ke walid e mohatram ki ghazal se ye bhi pata chalta hai ke aap ke suthre zauq aur fahm ko idraak darasl a...
by Mahtab Qadr
Sat Jun 11, 2005 7:34 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Soch banti hai to parhti hai amal ki bunyad taza ghazal
Replies: 6
Views: 221

sara ji shukria ,