Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Sun May 22, 2005 6:59 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 16810

tum ne to thak ke dasht mai khaimay lagaa liye
tanhaa katay kisi ka safar tum ko is se kiya

PARVEEN SHAKIR
by Mahtab Qadr
Sun May 22, 2005 6:55 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 16810

tadbeer ke dast e zarreiN se taqdeer numaayaN hoti hai
Allah karam farmaata hai jab koshish e insaaN hoti hai
.
by Mahtab Qadr
Sat May 21, 2005 8:12 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf e tay se ashaar
Replies: 125
Views: 16810

Harf e tay se ashaar

Harf e tay se ashaar ka silsila shuroo kar raha hoN umeed ke aap bhi shareek hoNge

lijye sara sahiba ne joun alia ki ghazal asatiza ki shayeri mai pesh ki aur mujhe tay se sher mil gaya.. jaun alia ka sher hai.

thoka hai khoon mai ne hamesha mazaaq mai
mera mazaaq aap hameshaa urhaai ye

shukria
by Mahtab Qadr
Sat May 21, 2005 8:01 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL: ye baat alag, ehd-e-jahaaN-geer naheeN hay
Replies: 22
Views: 1671

Najma sahiba bahut khoob ghazal hazb e mamool saari ghazal bahut achi hai, magar

haq is pe hay kuch mere bhi mazloom lahuu ka
ye sheh,r faqat aap ki jaageer naheeN hay

ye sher khas taur par bahut pasand aaya.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Wed May 18, 2005 6:25 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: APKAA KHAIR MAQDAM HAY: dua sahiba!!!!
Replies: 5
Views: 377

Dua ji jis tarah kisi bhi muhem ki kamyaabi ke lye duaoN ki bahut ahmiat aur zaroorat hoti hai, isi tarah is adabi anjuman ko bhi aap ki aur aapki duaoN aur kawaishoN ki bahut zaroorat hai aap apni nigarishat se zaroor nawazti rehiye.
by Mahtab Qadr
Wed May 18, 2005 6:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 7
Views: 497

Bahut khoob janab Ateeq sahib . mashallah.
by Mahtab Qadr
Wed May 18, 2005 5:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik taazah ghazal
Replies: 44
Views: 3350

Naheed sahiba aadaab aap ki is nadir kawish aur aslob e fikr ne bahut mutassir kia , tajarbe karte rahne mai hi irtiqa ki manzileiN milti haiN, aap ki ye nigairsh aik acha tajarba hai, magar alh e fikr o fan ko jo rawaani aur bahr o wazan ki wazahat ki talab hai umeed ke aap poori farma kar sab ki t...
by Mahtab Qadr
Mon May 16, 2005 9:53 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: SHOAIB TANVIR TASHREEF LAACHUKE HEIN, dili isteqbaal
Replies: 7
Views: 705

shukria Shoeb sahib jawab ke lye aur inshallah mulaqateiN reheiNgi to aana jaana bhi rahega. kabhi msn ya yahoo pe milye tafseeli baat hogi inshallah
Allah hafiz
by Mahtab Qadr
Mon May 16, 2005 9:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham ne mehtaab ko khursheed uthaa'e dikhaa
Replies: 17
Views: 1606

khoob riaz sahib , ghazal apne riwayati manoN mai ubhar kar samne aai hai. balke in mauzuaat ko tark kardia jaye to ghazal ka sara maza hi jaata rahta hai. aap ke tamam sher khoobsurat kalioN pholon jaise lagay mahtaab o aaftaab ki tashbeehat bhi pasand aiN.
shukria
by Mahtab Qadr
Sun May 15, 2005 8:01 am
Forum: Anjuman
Topic: maahaanah [MAY] muntaKhib sha'ira...Dr. Parveen Shaakir
Replies: 30
Views: 2251

Parveen shakir ki aik puraani ghazal ke do sher pesh e khidmat , agar poori ghazal kisi ke paas ho to marhamat farmaiN. jalaa dia shajar e jaN ke sabz bakht na tha kisi bhi rut maiN hara ho yevo darakht na tha zaraa se jabr se maiN toot bhi to sakti thi meri tarah se tabiat ka vo bhi sakht na tha sh...
by Mahtab Qadr
Sat May 14, 2005 7:59 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aek taazah ghazal baraaye islaaH. Dunya.
Replies: 5
Views: 193

Re: Aek taazah ghazal baraaye islaaH. Dunya.

Dunya Dehlavi sahiba aadaab Ghazal khoobsurat hai, magar hameiN mushafi ka sher bhi yaad hai, ke aye mushafi tum un se mohabbat na ki jio zalim ghazab ki hoti haiN ye dilli waaliaaaN :) Mahtab Qadr DoustoN, Aek ghazal baraye islaah peshe khidmat hei. Ummeed ke apni islah se navazenge. Ghazal: 1- Aiy...
by Mahtab Qadr
Sat May 14, 2005 7:35 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: SHOAIB TANVIR TASHREEF LAACHUKE HEIN, dili isteqbaal
Replies: 7
Views: 705

Janab e Shoeb Tanveer sahib assalam alaikum wa rahma baat to bilkul khushi aur masarrat ki hai ke aap se aik arse baad niaz hasil ho rahe haiN. aur hairat ki bhi ke itni takheer kioN huvi tashreef laane maiN jabke yahaN sab ke sab aapke apne haiN. (bashumool mere). chalye aato gaye aap. khuloos e d...
by Mahtab Qadr
Mon May 09, 2005 11:17 am
Forum: Anjuman
Topic: maahaanah [MAY] muntaKhib sha'ira...Dr. Parveen Shaakir
Replies: 30
Views: 2251

Aik Aur Ghazal Parveen Shakir ki

Parveen shakir ki aik aur ghazal pesh hai
by Mahtab Qadr
Sat May 07, 2005 6:58 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: APKAA KHAIR MAQDAM HAY GHAZAL UZMA SAHIBA!!!!!!!!!!!
Replies: 3
Views: 305

wah waah bahut khoob Uzma khan aap ki aamad khushi ka bayes hai, aapka khairmaqdam khuloos e dil se , umeed ke apna kalam bhi share karti rehieNgi.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Fri May 06, 2005 12:35 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"BE" se ash'aar raqam kijiiye...shukria
Replies: 88
Views: 12765

bekhudi be sabab nahi ghalib
kuch to hai jis ki parda dari hai
(Ghalib)