Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Thu May 05, 2005 12:40 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ik dasht-e-naamuraadee dil kee yeh bastiyaaN haiN!
Replies: 12
Views: 440

Mohatram Sarwar Raz Sahib Tasleemat aap ki is khoobsurat ghazal ka har sher pasand aaya, mazameen aur meer ka andaaz donoN hi lajawab haiN aapne meer ki zameen mai sher kahkar apni meer taqi meer se gahri wabastagi aur unke asloob se talluq aur apne ustadana andaaz e bayaN ka suboot dia hai. BAHUT B...
by Mahtab Qadr
Thu May 05, 2005 12:13 pm
Forum: Moshaairah
Topic: :: Aao hamdam aaj ik w'adaa kareN :: Guz#5
Replies: 16
Views: 1620

Zia sahib aap ki ghazal bahut pasand aai mashallah mushkil zameen maiN achay sher nikaale haiN aapne. khas taur par ye teen sher bahut achay haiN tum ko socheN yaa tumheN dekhaa kareN ? "tum hi batlaao k ab ham kyaa kareN ?" kon samjheygaa nigaahoN kii zabaaN ? kis ko dekheN aap gar pardah...
by Mahtab Qadr
Thu May 05, 2005 11:47 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Naseem-e-Sehar jee! APKAA KHAIR MAQDAM HAY:
Replies: 7
Views: 529

Bahi Naseem e sehar sahib , salaam aur shukria ke aap ne tawajju farmai , aapki tashreefawari yaqeenan urdubandhan ke lye aik sarmaya sabit hogi umeed ke apni nigarishaat se nawazte raheiNge.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Tue May 03, 2005 5:47 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: TAIMOOR TARIQ SAHIB! APKAA KHAIR MAQDAM HAY:
Replies: 11
Views: 654

khudhaamdeed Taimoor sahib

Taimoor Tariq Sahib aap ko ham sab aapki aur hamaairi is khoobsurat mahfil maiN dil ki gahrahiioN se KHUSHAAMDEED Kahte haiN. aap apni raye aur mashwaroN se bhi bazm ko nawazte rahiye. aur apni nigarishaat se bhi. Bahut Bahut Shukria Janab


Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Wed Apr 27, 2005 1:11 pm
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 43624

agar aye nakhudaa toofaan se larhne ka dam kham hai
idhar kashtee ko mat laana ,idhar paani bahut kam hai

(namaloom)
by Mahtab Qadr
Wed Apr 27, 2005 10:50 am
Forum: Moshaairah
Topic: EK GAZAL: mat uTha apne aastaane se=G4
Replies: 23
Views: 2134

waah waah

waah waah Najma sahiba aapka aik aik sher murassa hai, aur aapki kuhnamashqi ka suboot bhi. bahut khooob .
by Mahtab Qadr
Tue Apr 26, 2005 11:13 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AAAH SHAHZADII DIANA!!!!!!!!!!!
Replies: 6
Views: 464

waah waah

Najmi ji kiaa baat hai is mazoo par to aap ne kamaal kardia , aap ki nazm bahut rawaaaN aur asloob e bayaaN bahut khoobsurat hai. aap ki nazm ko barhkar to hameiN bhi Dyiana ki khoobioN sahi andaaza huva.
Mubarakbaad is kamyaab nazm par.
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sun Apr 24, 2005 4:36 pm
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 43624

Alif se Allah

Alif se Allah aur shuroo karte haiN ham Allah ke naam se ,

ALLAH re is daur e siaasat ke karishmay
is daur mai insaan ko insaan ka dar hai
(shabnam)
by Mahtab Qadr
Sun Apr 24, 2005 12:21 pm
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 43624

Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

Najma sahiba ki tajveez aur Hashmat sahib ki tayeed sath hi sara ji ka approval in sab ke baad takheer ke baghair ye nai link shuroo ki jarahi hai. is se aik faida ye hoga ke bait bazi ke shayeqeen bhi mustafeeed ho sakeiN ge .
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sat Apr 23, 2005 12:29 pm
Forum: Moshaairah
Topic: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghazal
Replies: 15
Views: 1802

Re: "phool khiltey hain muskaraney se" Tarhi ghaza

zarqa ji aapki koshish pasand aai , likhti rahiye Aziz membran meri kuch basat tou nahin magar phir bhi meri yeh kawish hazir hai aap ki aara ka intizar rahey ga zmufti Tumko fursat nahiN zamaney se Hamko Sapney naye sajaney se micl-e-jannat hai Wadi-I-khawab jahaN ”Phool khiltey haiN muskarney se “...
by Mahtab Qadr
Sat Apr 23, 2005 9:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1101

Re: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam

Aik Taaza Ghazal pesh khidmat hai apni aara aur naqd o basar se nawaaziye Mahtab Qadr jis roop mai tu chaahe maiN dhaltaa rahoN hardam? mousam to nahi hoN ke badaltaa rahoN hardam! jis cheez ko jee chaahe uthaaloN na kioN barhkar kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam tujhko bhi khyaal aay...
by Mahtab Qadr
Thu Apr 21, 2005 7:23 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatership
Replies: 29
Views: 2953

Re: Mubarikbad qubool karain

drshahi wrote:Mubarikbad qubool karain..jenab Mehtab sahib,
aur main nay aap ko private email kee thee lakin abhee tak jawab saiy mahroom hoon
..

Dr. Shahid
Dr.Shahid sahib aapke pm ko mai ne apne desktop par download karlia tha aur action jari hai inshallah jald batoNga jo bhi progress ho.
shukria
by Mahtab Qadr
Wed Apr 20, 2005 12:36 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1101

Re: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam

mahtab saahib, adaab arz hai. aapki taaza ghazal pasand aayi. sabhi ashaar bohat khoob hain! lekin itni nadamat ke jis tarah dhaalo tou aap taiyyar hain dhalne ko :-) ghazal aprhte hue muskuraati rahi. sab hi ashaar bohat pasand aaye daad aur mubarakbaad qubool keejiye. sara sara ji aap ki daad aur...
by Mahtab Qadr
Wed Apr 20, 2005 12:18 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatership
Replies: 29
Views: 2953

Re: Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatersh

Bhayi MAHTAB QADR Saahib Aadaab o Tasleemaat, :? Hamari khush qismati hei ke aap hamare saath URDUBANDHAN per maujood heiN aur apne bharpoor taAaavun se hameN sarfaraz farmaarahe heiN. Nazir. [/size][/color] http://img.photobucket.com/albums/v521/naazir/mtb.jpg AOA, Meri taraf se b bahi ko bohat bo...
by Mahtab Qadr
Mon Apr 18, 2005 7:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Sang Dil Aasmaan Kitna Hay (Ghazal)
Replies: 8
Views: 779

Re: Sang Dil Aasmaan Kitna Hay (Ghazal)

Assalam o Alaikum Aap Ahbaab Ki Khidmat meN Aik Ghazal Paish hay, kuchh dostooN nay pehlay bhi parri ho gi, Wassalam Ameen Asim Ameen Asim sahib is choti baher mai itni khoobsurat ghazal kahna yaqeenan aap ke kuhnamashqi aur qudrat e kalam ki daleel hai. behad pasand aai aapki Ghazal aur uski zamee...