Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Mon Apr 18, 2005 5:49 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatership
Replies: 29
Views: 2939

qand e mukarrar

janab mahtaab qadr sahib Theek saaRhe-chaar maah baa,d hamari janib se bhi DheroN mubarak wusool kijiyey ga, admin muqarrar kiye jane par. :grin: Najma ji shayed aapko yaad nahi raha ke aapne pahle bhi Mubarakbaad di ya aap sirf mujhe yaad dilaana chahti theiN ke mai ne aapka jawaab nahi dia. donoN...
by Mahtab Qadr
Mon Apr 18, 2005 5:46 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatership
Replies: 29
Views: 2939

shukria

janab mehtab qadr sahib merii taraf say bhii dheron mubarakkkkk! ab kya karoon :oops: phool pesh karna naheen ata mujhay, bass seedhii saadii c post hi kar letii hoon to bara teer maar letii hoon, ziyada kuch aata hii naheen. lekin dill ki gehraiyyon say mubarak zaroor qubool kijiyey. khair-andesh ...
by Mahtab Qadr
Sat Apr 16, 2005 12:05 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Rehaana Ahmed ki aik aur ghazal
Replies: 1
Views: 225

Rehaana Ahmed ki aik aur ghazal

Rehana Ahmed sahib ki aik ghazal to home page par hai hi aik aur ghazal mulahiza farmaye.
by Mahtab Qadr
Fri Apr 15, 2005 6:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey
Replies: 15
Views: 1407

Re: ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey

aslaam_u_alikam ae dost aa bhi jaa keh teraa intizaar hey khaamosh hun magar meraa dil bekaraar hey aankhien yeh raasta teraa dekhein hain baar baar aur ab bhi bepanaah mujhey tujh sey pyaar hey her dam key jhootey wadon sey yeh dil figaar hey is dil ko merey tujh sey shikayat hazaar hey ser kham k...
by Mahtab Qadr
Fri Apr 15, 2005 12:17 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: khush amdeed janab amin asim sahib
Replies: 4
Views: 281

Re: khush amdeed janab amin asim sahib

waqar_masood wrote:khush amdeed

Amin Asim sahib aap ko mai bhi is khoobsurat bazm maiN is umeed ke sath khushaamdeed kahta hoN ke aap bharpoor andaaz mai hissa laeiNge.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Thu Apr 14, 2005 11:39 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1093

salaam Mahtab saaHib, aapkaa taaza ba taazah kalaam paRh kar bahot lutf aayaa aur aapkii aur janaab e Sarwar saaHib kii guftugu se mujhe bahot kuchh seekhne ka mauq'a mila. sach to yeh hai ki aapkaa kalaam mujhe bahot pasand aayaa hamesha kii taraH. saare she'r bahot Khoob haiN. shukria. Hashmat w....
by Mahtab Qadr
Thu Apr 14, 2005 8:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1093

nawazish

muHibbee Mehtab SaaHeb:aadaab! waah, waah! kyaa Khoob-Soorat zameen muntaKhib kee hai! is kee naGhmagee aur zer-o-bam bohat dilkash haiN aur aap ne jaZbaat kee a'kkaasee bh`ee u'mdah kee hai. ba'Z^ miSre' to nihaayat hee dilkash haiN. Ghazal par meree daad HaaZ^ir hai! qubool keejiYe. agar ijaazat ...
by Mahtab Qadr
Thu Apr 14, 2005 7:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1093

Mahtab sahib Buhat khoob Aap ki yeh ghazal pasand aayi dad qabool kijye mujhe kuch ziyada ilm to nahin magar meray khayal mein kissi shokh haseena ka daman nahin Aanchal dhalkta hai allah hafiz zmufti aap ki baat bahut sahi hai , mere zahn mai anchal hi tha magar shayed likhte waqt ghalat likh gaya...
by Mahtab Qadr
Wed Apr 13, 2005 7:12 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1093

Re: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam

Aik Taaza Ghazal pesh khidmat hai apni aara aur naqd o basar se nawaaziye Mahtab Qadr jis roop mai tu chaahe maiN dhaltaa rahoN hardam mousam to nahi hoN ke badaltaa rahoN hardam jis cheez ko jee chaahe uthaaloN na kioN barhkar kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam tujhko bhi khyaal aaye ...
by Mahtab Qadr
Wed Apr 13, 2005 12:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam
Replies: 15
Views: 1093

kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam

Aik Taaza Ghazal pesh khidmat hai apni aara aur naqd o basar se nawaaziye Mahtab Qadr jis roop mai tu chaahe maiN dhaltaa rahoN hardam? mousam to nahi hoN ke badaltaa rahoN hardam! jis cheez ko jee chaahe uthaaloN na kioN barhkar kioN aatish e hasrat mai hi jaltaa rahoN hardam tujhko bhi khyaal aaye...
by Mahtab Qadr
Tue Apr 12, 2005 9:59 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Ahat si koi aye........(Jan Nisaar Akhtar)
Replies: 6
Views: 569

Re: Ahat si koi aye........(Jan Nisaar Akhtar)

Aanchal wrote:assalamlikum
waah waah Anchal ji aap ne us Hyderabaad ke us mushaire ki yaad taza kardi jis maiN JaNnisar Akhtar ne ye ghazal parhi thi aur ham ne achay bachoNki tarah chup chaap samiyeen ki pichli nishistoN mai baith kar ye ghazal suni aur behad lutf uthaaya tha. bahut bahut shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Tue Apr 12, 2005 9:02 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)
Replies: 11
Views: 1083

Re: ham par khudsari ka ilzaam hi to hai (barai Islah)

Faiz sahib ki aik ghazal hai “hum par teri chah ka ilzam hi to hai” Is zameen main kuch likhnay ki koshish ki hai aap ki aara ka intizaar rahey ga zmufti Hum par khudsari ka ilzam hi to hay Hum hein sarkash yeh dashnam hi to hai Tujhe papand-e-wafa Karen to kaisay Hamari har koshish bas nakaam hi t...
by Mahtab Qadr
Mon Apr 11, 2005 9:34 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Bazm e yaran mein roshan sitara they hum..ek GHazal
Replies: 3
Views: 245

Re: Bazm e yaran mein roshan sitara they hum..ek GHazal

akifghani wrote:Sallam!
Ek taza tareen ghazal pesh hai.
Kaisee lagi zaroor bataiey ga.
Akif Ghani sahib aapki nigaarish pasand aai. shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Mon Apr 11, 2005 8:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek mukhtasar ghazal
Replies: 5
Views: 467

Re: ek mukhtasar ghazal

aadaab !! ek mukhtasar si ghazal haazir-e-khidmat hai. :) dil-e-naadaan kee qayadat mein umr guzree hai kis aziyat mein tum bhi ho kya kisi ki qurbat mein?? ham bhi jalte the yun hi furqat mein !! ab tujhe bhool bhi nahin sakte mubtilaa hain ajab museebat mein kisko fursat thi ghar banane kee log r...
by Mahtab Qadr
Mon Apr 11, 2005 8:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aankheN
Replies: 6
Views: 473

Re: aankheN

sabki Khdmat meN salaam aik adna si kaavish Haazir hai. apni aara se nawaiy gaa. wassalam wah waah bahut khoob achi aNkheiN haiN aapki :) waise sher no. 2 mai agar yoN karleiN to ziada munasib hoga raah dikhlaa ke loot leti haiN kisqadar beamaan aNkheiN haiN kioN ke eimaan ka qafia yahaN wazan ke a...