Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Thu Feb 03, 2005 11:57 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: basheer badar ki ghazal
Replies: 4
Views: 367

basheer badar ki ghazal

Basheer badr ki aik ghazal pesh e khidmat hai
by Mahtab Qadr
Thu Feb 03, 2005 11:44 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ay Flasteen
Replies: 6
Views: 457

Re: Ay Flasteen

sabki khidmat meN Salaam Falsteen k Hwale se aik aazad nazm aap sabki basartoN ki nazr. aap ki aara'a kaa intezaar rehay gaa. wassalam tahira masood sahiba aap ne to kamal kardia isqadar khoobsurat aur asarangaiz nazm pesh ki hai ke jee khush ho gaya. Allah aapki salahiyatoN mai izaafa farmaye aur ...
by Mahtab Qadr
Thu Feb 03, 2005 11:07 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ilm o fun ke saiyebaN aik Ghazal
Replies: 10
Views: 647

janab irfan sahib

Mahtab Sb, aadaab! aap ne ek aise samaajee mas.ale ko mauzuua-e-suKhan banaayaa hai jis kii jaanib kam logoN kii tavajjuh jaatii hai. umdah bayaan ke saath saath aap intiKhaab-e-mauzuua ke liye bhii daad ke mustahiq haiN. so qubuul farmaaiye! aap kii Ghazal dekh kar ye jaanne kaa ishtiyaaq huaa ki ...
by Mahtab Qadr
Thu Feb 03, 2005 10:33 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Look who is here
Replies: 7
Views: 643

Re: Look who is here

Walaikum Salaam

vo aaye bazm mai itnaa to meer ne dekhaa
phir us ke baad charaghoN mai raoshni na rahi

KHUSHAAMDEED
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Wed Feb 02, 2005 11:54 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushamdeed hnaqvi2 saahib
Replies: 4
Views: 273

Janab Shahzad Hyder

Janab Shahzaad Hyder sahib
salaam e masnoon

Bahut khushi huvi aap ko is bazm mai dekhkar , yaqeenan ham sab aapko dil ki gahraiyoN se KHUSHAAMDEED kahte haiN. umeed karte haiN ke aap ke mazameen aur degar nigarishat se istefaade ka mauqa milta rahega.
shukria

Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Wed Feb 02, 2005 11:39 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ilm o fun ke saiyebaN aik Ghazal
Replies: 10
Views: 647

Mahtab bhai aur moHtaram Nazir saHib assalam-o-alaikum maiN aap dono ka bahot mamnoon hooN ke aap ne is baare meiN meri rehnumaai farmaai. dar.asl mujhe jo bhi baat samajh na aaye to maiN apni tashveesh ka izhaar kar deta hooN, aur isi vajah se bahot kuch seekhne ko milta hai. agar maiN Mahtab bhai...
by Mahtab Qadr
Wed Feb 02, 2005 11:36 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ilm o fun ke saiyebaN aik Ghazal
Replies: 10
Views: 647

Re: Aapki ghazal bahut achchi hei

Muhtaram Mahtab Qadr Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal bahut pasand aayi. Saare ashAar achche heiN. Meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Mandarja-e-zail per Amjad Saahib kii raaye door'ras nahiN hei. (((barkateiN dastar ki kaise rook loN ab to ghar se maehmaN jaanay lagay ))) Lafz...
by Mahtab Qadr
Wed Feb 02, 2005 11:30 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: zamaana-e-nau.....Akbar Allahabadi
Replies: 2
Views: 315

Re: zamaana-e-nau.....Akbar Allahabadi

salaam dosto, aaj maiN apne ham_vatan shaa'ir janaab-e-Akbar "Allahabadi" kaa ek kalaam pesh kar raha huN aur ummeed hai ki aap unkii pesheen_goiiyoN se ittefaaq kareNge aur apna sar dhuneNge/dhuneNgi . :wink: :lol: :lol: yeh maujooda tareeqe reh-e-mulk-e-'adam hoNge naii tai'hzeeb hogii,...
by Mahtab Qadr
Mon Jan 31, 2005 8:04 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "hisaar-e-zaat se..."
Replies: 16
Views: 1475

Re: Ghazal: "hisaar-e-zaat se..."

Irfan Abid sahib salam e masnoon hisaar-e-zaat se gar ham nikal nahiiN sakte diye hamaare tafakkur ke jal nahiiN sakte bahut umda khyal hai hai inqilaab-e-zamaanaa kaa Khvaab be.maanii ham apne aap ko jab tak badal nahiiN sakte bilkul baja farmaya hai, khuda ne aajtak us qaum ki halat nahi badli , n...
by Mahtab Qadr
Mon Jan 31, 2005 7:52 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ilm o fun ke saiyebaN aik Ghazal
Replies: 10
Views: 647

barkateiN dastar ki kaise rook loN ab to ghar se maehmaN jaanay lagay "khayaal to bahot umda hai, magar Mahtab bhai, doosre misra mujhe vazn se kharij lag rahaa hai, aap ne "mahmaaN" ka kia vazn iste'maal kiya hai. khudaara is per roshnee Daal ker meri mushkil Hal kijiye " Amjed ...
by Mahtab Qadr
Mon Jan 31, 2005 7:28 am
Forum: Anjuman
Topic: FORUM Mod
Replies: 14
Views: 2271

Re: FORUM Mod

dosto salam shummu sahib ko is bazm ki modship di ja rahi hai, hameiN umeed hai ke vo is zimmedari ko qubool karieNgi.shukria woh sab to theek hai magar main SAHIB kab se ban gayi :twisted: waise bahut bahut shukriya mahtab sahab is izzat afzaayi ka...inshaAllah poori koshish karungi apni zimmedaar...
by Mahtab Qadr
Sun Jan 30, 2005 9:41 am
Forum: Anjuman
Topic: FORUM Mod
Replies: 14
Views: 2271

FORUM Mod

dosto salam
shummu sahiba ko is bazm ki modship di ja rahi hai, hameiN umeed hai ke vo is zimmedari ko qubool karieNgi.shukria

Lijye Shummu sahibaa aap ki yaad dihani ke sabab islah kardi gai hai.
shukria
by Mahtab Qadr
Fri Jan 28, 2005 11:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghaflat-e-yaar kahaaN tak...meri taza ghazal
Replies: 5
Views: 399

Re: Ghaflat-e-yaar kahaaN tak...meri taza ghazal

Membran-e Urdubandhan ko mera Salam, Yeh Ghazal ek tarhee mushaireh ke liye haal hi meN kahi thee. Ummid hai aap ko pasaNd aayegi aur apne graNqadr tabsare se nawazeNge. Aapka Mukhlis, Jawaid Badauni -------------------------------------------------------------------------- "Ghaflat-e-yaar kah...
by Mahtab Qadr
Fri Jan 28, 2005 11:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 17
Views: 1535

waah

Naheed sahiba aap ki ghazal ka har sher behad pasand aaya. aap yaqeenan is khoobsurat zameen mai aik kaamyaab ghazal kahne par mubarakbaad ki haqdaar haiN. bahut umda ghazal hai.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Wed Jan 26, 2005 9:39 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: JOSH Malihabadi ki Ghazal
Replies: 2
Views: 261

JOSH Malihabadi ki Ghazal

Josh ki Ghazal