Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Thu Jan 20, 2005 7:00 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: abhi kuch log haiN uspaar meray
Replies: 13
Views: 1366

Assalam-o-a'laikum, moHtarami M.Q SaaHib, subHana Allah janaab !! kyaa khene aapne tu meHfil hi looT lee :shock: bahut hi u'mdah ghazal !! :D . masha Allah aap ne bahut u'mdah asha'aar nikaale aaye haiN . mujhe tu poori ghazal hi pasand aayee, daad qabool kejeye :D . shukriya mokhliS: Zia Baloch br...
by Mahtab Qadr
Thu Jan 20, 2005 6:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: abhi kuch log haiN uspaar meray
Replies: 13
Views: 1366

Re: abhi kuch log haiN uspaar meray

Jeddah mai di gai aik tarah,:abhi kuch log haiN uspaar meray" par kahi gai aik ghazal.. unhaiN katwa rahay the yaar meray shhajar the jitnay sayadaar meray wah bohat a'Alaa bohat khoob!!!! zabardast!!!!! [/color] kahaN gum ho gaye haiN naqsh e pa sab huve kioN raastay dushwaar meray mukarrer z...
by Mahtab Qadr
Thu Jan 20, 2005 6:51 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: abhi kuch log haiN uspaar meray
Replies: 13
Views: 1366

Re: abhi kuch log haiN uspaar meray

badaltay maosamoN ke saath badlay vo jo ahbaab thay dochaar meray koi to lay sabaq in zalzaloN say bharay haiN shahr ke akhbar meray banaya hai makaN donoN ne milkar zameeN unki dar o deewar meray Wah!!! Bahut khoob Sarfaraz sahab....ye ash'aar bahut umda hain..daad haazir hai :) Shumaila shummu ji...
by Mahtab Qadr
Thu Jan 20, 2005 6:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: abhi kuch log haiN uspaar meray
Replies: 13
Views: 1366

Re: abhi kuch log haiN uspaar meray

salaam Sarfaraz saaHib, aapkii taraHii Ghazal paRh kar bahot lutf aayaa. subHaan Allah, waah waah, kia kahne. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaadah. pahle she'r ko to aap ENVIRONMENTALISTS ke nazar kar deN. vo bahot Khush hoNge: unheN kaTvaa rahe the yaar mere shajar the jitne saaya_daar mere urdusta...
by Mahtab Qadr
Thu Jan 20, 2005 6:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: abhi kuch log haiN uspaar meray
Replies: 13
Views: 1366

kahaN gum ho gaye haiN naqsh e pa sab huve kioN raastay dushwaar meray badaltay maosamoN ke saath badlay vo jo ahbaab thay dochaar meray mahtab qadr sahib . umda, bay had umdaa ghazal tarteeb de hay .. buhut hi khubsoorat ashaar hain sab kay sab aur takhayyal bhi khoob hay ..umda aslob e beyaan hay...
by Mahtab Qadr
Mon Jan 17, 2005 9:25 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khushaameed Safiya
Replies: 5
Views: 355

Khushaameed Safiya

Safiya sahiba jo urdu websites ki bahut purani member haiN ham unheiN apni is nai aur khooobsurat bazm mai tah e dil se khushaamdeed kahte haiN. urdustan se rabt rakhne wale purane kai sathi safiya se zaroor waqif hoNge. saifya aik achi shayera bhi haiN . Khushaamdeed safiya ji :D
by Mahtab Qadr
Mon Jan 17, 2005 8:44 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nasha badan mai utarta sharaab lafzoN ka
Replies: 13
Views: 1253

waqar_masood wrote:assalam o alaikum janab mahtab sahib

khoob.... buhut hi umdaa ghazal .. buhut payaray ... maqtaa to buhut hi umdaa hay ..buhut si daad qubool kejay aur share kernay kay leye buhut buhut shukria

waqar masood
walaikum salaam mohatram waqar masood sahib

aadab , zarranawazi ka shukria huzoor
by Mahtab Qadr
Mon Jan 17, 2005 8:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nasha badan mai utarta sharaab lafzoN ka
Replies: 13
Views: 1253

sara_j wrote:Bohat umdah mahtaab saahib bohat umdah, poori ghazal pasand aayi aapke aur bhi kalaam ka intezar rahega.

sara

saraji bahut shukria ishallah hazbe mauqa kalam pesh karne ki jasarat karta rahoNga.
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sun Jan 16, 2005 10:01 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khumaar-e-baadah-e-Sad-soz-o-saaz kyaa jaaneN?
Replies: 15
Views: 1899

Mohatrami

mukarramee Mehtab SaaHeb:aadaab! aap itnaa tarddud nah farmaaYeN. shaai'ree meN bohat kuch` kahaa jaataa hai aur us kaa kisee ke a'qeedah yaa a'mal se koyee ta,a'lluq naheeN hotaa hai! too jo sar-ba-sajdah huwaa kabh`ee to zameeN se aane lagee Sadaa tiraa dil to hai Sanam-aashnaa tujh`e kyaa mile g...
by Mahtab Qadr
Sun Jan 16, 2005 9:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khumaar-e-baadah-e-Sad-soz-o-saaz kyaa jaaneN?
Replies: 15
Views: 1899

Mohatram Sarwar sahib

mukarramee Mehtab Qadr SaaHeb: aadaab! aap kee tavajjuh aur daad kaa shukriyah kin alfaaz^ meN adaa karooN! agar aap jaise suKhan-fehm himmat-afzaayee nah kareN to ham kis ke liYe she'r kaheN ge? :ahl-e-namaaz: se aap naam-nihaad muttaqee, parhezgaar log leN to harj naheeN hai! Sarwar A. Raz :Sarwa...
by Mahtab Qadr
Sat Jan 15, 2005 9:12 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: 4 ISLAAH ----Haq tu yeh hai k Haq adaa naa howa...
Replies: 16
Views: 1322

Bahut khoob

RAji sahiba salam bahut khoob , ghalib ki zameen mai sher kahna khud aik himmat aur hausle ki baat hai ,aur phir us ghazal mai koi baat paida karna dosri khoobi hai. baharhal aik achi ghazal ki peshkash par bahut daad pesh e khidmat hai. baqi zaban aur tarakeeb ki kuch bateiN ho sakta hai Mohatram S...
by Mahtab Qadr
Sat Jan 15, 2005 9:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "Gham nahiiN ..."
Replies: 10
Views: 740

Re: Ghazal: "Gham nahiiN ..."

aadaab, dosto! :Jigar: Muradabadi kii zameen meN ek koshish pesh-e-Khidmat hai. hasb-e-maamuul aap kii raae kaa intizaar rahegaa. Ghazal Gham nahiiN, dunyaa jo samjhe Khaak meN shaamil mujhe aap kahiye, aap ne samjhaa hai kis qaabil mujhe maiN, ki thaa terii hii dhun meN do jahaaN se be.niyaaz tuu,...
by Mahtab Qadr
Sat Jan 15, 2005 8:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khumaar-e-baadah-e-Sad-soz-o-saaz kyaa jaaneN?
Replies: 15
Views: 1899

Re: Khumaar-e-baadah-e-Sad-soz-o-saaz kyaa jaaneN?

yaaraan-e-bazm: aadaab-o-tasleemaat! ek Ghazal pesh-e-Khidmat hai jo aaj hee huyee hai. shaayad kisee qaabil ho. apnee raaYe se nawaaz kar shukriyah kaa mauqa' i'naayat keejiYe. bal.k shukriyah peshagee hee HaaZ^ir hai! qubool farmaaiYe! Sarwar A. Raz :Sarwar : ============================ Ghazal: ...
by Mahtab Qadr
Thu Jan 13, 2005 6:45 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: NEYA SAAL..................................FAIZ AHMED FAIZ.
Replies: 8
Views: 739

Re: NEYA SAAL..................................FAIZ AHMED FA

Bahut khoob NAZRANA sahib . ye falsafa to hameiN faiz ke samjhane se pahle hi samajh lena chahiye tha , khair subh ka bhoola shaam ko laut to aaye na..ab to kamse ham happy new year kahna chorheiNge.:)
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Thu Jan 13, 2005 6:38 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Allama Iqbal ka kalaam
Replies: 6
Views: 1061

Allama Iqbal ka kalaam

Iqbal ki Ghazal " Meri nawa e shaouq"