Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Wed Aug 30, 2006 11:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Namaaz-e-Shaai'r
Replies: 7
Views: 596

Janab Yasir Shah Sahib Salaam o Aadaab Aapki nazm parhi, andaaz e fikr haqayeq se qareebtar hai, laikin ye sirf shayer ke sath hi nahi balke sab musalmanoN ka masala hai, Aik Hadees ka mafhoom hai ke ' aik zamana ayega jab tum dekhoge masjideiN musallioN se bhari huvi hoNgi, laikin un mai aik shakh...
by Mahtab Qadr
Sun Aug 20, 2006 8:56 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal:
Replies: 3
Views: 415

Saara sahiba aadaab
Aapki ghazal saada zaban mai aik achi koshish hai . bahut khoob
Mahtab
by Mahtab Qadr
Sun Aug 20, 2006 8:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Main ik kaaghaz ka tukrra hooN
Replies: 9
Views: 793

Janab Razi Uddin Razi sahib salaam e masnoon Aap ki nazm parhi , bahut pasand aai. khaas taur par ehsaasaat ki khoobsoorti, fikr ka tasalsul aur nazm ke format mai kahiN bhi koi jhool ka na hona aake kuhna mashq sukhanwar hone ki daleel hai. bahut khoob agar nazmeiN aisi kahi jaiN to phir baat hi ki...
by Mahtab Qadr
Mon Jul 31, 2006 5:53 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: "Jawaid Badauni" ke baare meN kahooN kya..........
Replies: 8
Views: 725

Bahut khoob Jawaid Sahib. aapki ghazal pasand aai. shukria
by Mahtab Qadr
Wed Jun 21, 2006 7:03 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi
Replies: 10
Views: 789

Jawaid Badauni Sahib Adaaab o Tasleemat "Muddat ke bAAd aap ko dekha Khooshee hoii." " phir shamma jal gai jo parhi thi bujhi huvi":) Chaliye is se ye to pata chala ke aapbhi ghaib the, ab laut ke donoN hi agaye haiN to yaqeenan mulaqateiN raheiNgi Aap ki ghazal ki pazeerai ki , ...
by Mahtab Qadr
Tue Jun 20, 2006 7:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi
Replies: 10
Views: 789

Zaheda Raji sahiba salaam o aadaab

Aap ki adabi sarfarazee mere lye bayes e masarrat o itmenaan hai. mai bahut mashkoor hoN aapka.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Tue Jun 20, 2006 7:28 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi
Replies: 10
Views: 789

Mohatramee Abdullah Nazir sahib salaam o aadaab
Aap ki hausla afzai mere lye bayes e sharaf o imtiaaz hai. mai bahut mamnoon hoN aapka.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Mon Jun 19, 2006 9:41 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi
Replies: 10
Views: 789

Khawhish e tark e talluq ki namoo kaise huvi

Aik Taza Ghazal Pesh e KHidmat hai. Aapki raye aur tabsiroN ka muntazir
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sat Jun 03, 2006 8:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taza Ghazal "na ghamgusaar na koi mera maseeha ho
Replies: 6
Views: 538

Zahida Raji sahiba
aapki inayatoN Ke lye mashkoor hoN.
wassalam
MahtabQadr
by Mahtab Qadr
Wed May 31, 2006 8:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taza Ghazal "na ghamgusaar na koi mera maseeha ho
Replies: 6
Views: 538

Abdullah bhai shukria ke aap ne ghazal par tabsira farmaaya , magar aapka andaaz bataata hai ke ghazal ....jis khas kaifiat ki hamil hai, aap us par tabsira karne se guraiz kar rahe haiN. barah e karam agar koi khami ho to nazarandaaz na kijye
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Tue May 30, 2006 8:42 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Dil-e-Muztarib
Replies: 4
Views: 356

Saffy sahib
Salaam e masnooon
aapki nazm parh kar lag raha tha ke maujoN ki rawaani ka nazaara ho raha ho. bahut khoob janab ,
by Mahtab Qadr
Tue May 30, 2006 8:29 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: WELCOME NUSRAT ZEHRA SAHIBA
Replies: 3
Views: 498

khushaamdeed

Mohatrama NUSRAT ZAHRA Sahiba

urdubandhan ki is khoobsurat bazm e adab mai aapka purtapaak khairmaqdam . umeed ke aap apni nigarishaat se araakeen e urdubandhan ko mustafeed farmaiNgi.

K H U S H A A M D E E D

Mahab Qadr
by Mahtab Qadr
Mon May 29, 2006 8:43 am
Forum: Deewaan-e-Shayer per Tabsirah
Topic: Abdullah Nazir Aik Dasht Naward Aik Shayer
Replies: 0
Views: 1943

Abdullah Nazir Aik Dasht Naward Aik Shayer

Abdullah Nazir Sahib ka sheri majmoa "TAAR E ANFAAS E GHAZAL " ki ishaa'at par mai ne apne tassurat ka izhaar karne ki jasarat ki hai. aap bhi mulahiza farmaiN.
shukria
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sun May 28, 2006 8:32 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aaNkhooN meN kisee ne mire d'ar dekh~ liyaa hai
Replies: 9
Views: 604

wah wah bahut khoob Raji sahiba saari ghazal bahut murassa hai , khas taur par ye ashaar bahut pasand aaye aaNkhooN meN kisee ne mire d'ar dekh~ liyaa hai qismat ke sitaarooN kaa safar dekh~ liyaa hai ik d'oobtee kashtee ko bachaane kee sa'aee thee saaHil se jise tum ne, bhanwar dekh~ liyaa hai jeen...
by Mahtab Qadr
Sat May 27, 2006 6:31 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taza Ghazal "na ghamgusaar na koi mera maseeha ho
Replies: 6
Views: 538

saara ji tasvir sinf e nazuk ki ho to ..qabil e tahseen hoti hai, ham ne sirf taarruf ke lye tasvir chaspaN ki , tareef sunne ke lye nahi,albatta itna zaroor hai ke meri tasveer se bachoN ko daraaya nahi jasakta itna mujhe maloom hai.:) kavish ko sarahne ka bahut bahut shukria halaNke vo bhi is qabi...