Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Tue Jan 04, 2005 11:38 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Mahtab Qadr
Replies: 0
Views: 190

Mahtab Qadr

naam : syed sarfaraz ali qalmi naam: mahtab qadr kaam: atibba aur tib mai tahqeeq karne waloN ko unki zaroorat ke mutabiq maloomat baham pahoNchana.(Medical Librarian) muqam : Jeddah Saudi Arabia watan: Hyderabad Deccan India shauq: Shayeri vo bhi sirf urdu mai. mere khyal se is site ke lye itni ma...
by Mahtab Qadr
Tue Jan 04, 2005 6:14 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Bahut bahut mubaarak Mahtab Qadr Sahib ko Administatership
Replies: 29
Views: 2897

ZARRA NAWAZI

Mohatram Bhai Abdullah Nazir Sahib Salam Alaikum Wa Rahma Aap mujhe jisqadar jante haiN urdubandhan par koi aur nahi janta., aap hazraat ki is izzatafzai ke mai qabil na tha magar aap ne mujhe ye sharaf bakhsa .Allah aapkojazaye khair ata farmaye, mujhe apni bebuzaati aur kam mayegi ka ehsaas hai,um...
by Mahtab Qadr
Mon Jan 03, 2005 2:11 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah
Replies: 10
Views: 924

Re: Taazah ghazal. Irfan Barabankwi, Jeddah

Aadaab o Tasleemaat, Jeddah meiN aik yeh bhi Tarahi misraA diyaa gayaa thaa Ahmad Nadeem qaasimi kaa: "maiN faqaT aik hii tasweer kahaaN tak dekhooN" Mujhe ghalaT fehmi hougaiee thii aur maiN ne samjhaa ke qaafiye (tehreer, taqdeer, ta'seer,) waghairah heiN. Ghazal mukammal karne ke bad p...
by Mahtab Qadr
Mon Jan 03, 2005 9:29 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: garmee-e-shauq ko zawaal naheeN!
Replies: 10
Views: 885

Re: garmee-e-shauq ko zawaal naheeN!

dosto: aadaab! ek Ghazal pesh kar rahaa hooN. raaYe kaa intiz^aar rahe gaa. Sarwar A. Raz :Sarwar: =========================== GHAZAL: garmee-e-shauq ko zawaal naheeN i'shq paaband-e-maah-o-saal naheeN waaqif-e-soz-o-saaz-e-hastee hooN aur mujh` meN koyee kamaal naheeN baat-be-baat dil dukh`aate ho...
by Mahtab Qadr
Mon Jan 03, 2005 9:19 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: raah veraan kis liye hey aaj
Replies: 12
Views: 957

Re: raah veraan kis liye hey aaj

aslaam_u_alikam apni aik our adna si kawish key saath hazir hun umeed keti hun key aap sab apni kimati raye se nawazein gey. shukriya raah veeraan kis liye hai aaj dost anjaan kis liye hai aaj aaj kyuN jhoomti nahin titli gul pareshan kis liye hai aaj chandni bhi lage hai madham si chaand Hairaan k...
by Mahtab Qadr
Sun Jan 02, 2005 2:41 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarhi Ghazal tum se shayed koi sawaal na ho
Replies: 7
Views: 1214

Tarhi Ghazal tum se shayed koi sawaal na ho

chahe chahat pari jamaal naho phir bhi uski koi misaal naho sab ko hai tootna bikharjaaana koi shae hai jisay zawaal na ho? vo khyaaloN mai kab se haiN meray unko shayed yahi khyaal na ho un se milte raho magar itnaa door hoN to bahut malaal na ho mahwe hairat ho kisllye mahtab mehrbaani bhi unki ch...
by Mahtab Qadr
Sat Jan 01, 2005 3:24 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: KHUSH AAMDEED SARWAR RAAZ SAHIB
Replies: 6
Views: 527

KHUSH AAMDEED SARWAR RAAZ SAHIB

Mohatram Sarwar Raaz Sahib aap ko dil ki tamamtar gahraioN se mai is nai mahfil mai KHUSHAAMDEED kahta hoN. aap ki amad se yaqeenan is mahfil ki raunagoN ko aitebaar milega aur urdu ki khidmat ka jazba rakhne waloN ki himmatafzai hogi.
shukria
Khulooskesh
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Sat Jan 01, 2005 2:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal: "jis shaKhs ko ..."
Replies: 10
Views: 1070

Re: Ghazal: "jis shaKhs ko ..."

aadaab, dosto! aap sab ko naye saal kii mubaarak.baad! is mahfil meN merii pahlii pesh.kash haazir-e-Khidmat hai. mulaahiza farmaaiye, aur apnii raae se navaaziye. Ghazal jis shaKhs ko Khudii ne jhaNjhoRaa hai, dosto! vo jo bhii kar dikhaaye so thoRaa hai, dosto! us hii pe khul sakaa hai faqat raaz...
by Mahtab Qadr
Sat Jan 01, 2005 11:46 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: FaasLe iTne hain, ik Qurb ka, imkaaN nahin ...
Replies: 13
Views: 1196

Re: FaasLe iTne hain, ik Qurb ka, imkaaN nahin ...

Azeezi Saatiyoon (Khas kar Urdustaaniyoo.n ) Aadaab-o-tasleemat, Tiger ke invitation per jub yahaan tashreef lahe tu kyaa daikHte hain ke poora ka poora Urdustan yahaan maujood hai. So hum baghair kisee formality ke baqahidaa iss bazm mein shamooliyaat kee ibitdaa karte hain ummeed hai ke hamain ha...
by Mahtab Qadr
Sat Dec 18, 2004 3:54 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: :: AaNkh paimaana-e-sharaab koi ::
Replies: 8
Views: 920

bahut khoob

Bradaram Zia sahib
choti bahar mai bahut sada si zaban mai
aik achi koshsih irsaal farmaane ka shukria..
by Mahtab Qadr
Sat Dec 18, 2004 1:48 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AOA
Replies: 9
Views: 1219

wah wah

Naheed sahiba
Bahut khoob bahut khoobsurat ghazal hai.
shukria
MQ
by Mahtab Qadr
Tue Dec 14, 2004 7:20 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: (Final version) Yeh gumaaN jo k tire dil maiN utar saktaa ..
Replies: 17
Views: 2119

waah bahut khoob

wah bhai zia baloch sahib , aapki ghazal ab nikhar aai hai. bahut umday sher haiN mashallah. daad qubool kijye. albatta in do sheroN ko mulahiza kareiN ,No. 5 dosra misre ke arkaan ziada ho gaye haiN, 6No. mai pahle misre mai ghaleban typo se zia se qabl ek lafz choot gya hai. agar bura lagay to bat...
by Mahtab Qadr
Sun Dec 12, 2004 3:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: (Final version) Yeh gumaaN jo k tire dil maiN utar saktaa ..
Replies: 17
Views: 2119

walaikum salam

Zia bhai walaikum salaam aapki ye ghazal parhi , is nai bazm mai , nai shuraat, naya andaaz pasand aaya. 1. Yeh gumaaN, jo k tire dil maiN utar saktaa hai Yeh gul-e-ishq ko bhi, pal maiN katar saktaa hai is sher ka pahla mirsa theek hai laikin dosre misray mai wazan aur , katar sakna kuch samajh mai...
by Mahtab Qadr
Sun Dec 12, 2004 3:36 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AasmaN per mujhe ay chand bulataa kiyuN hei: Abdullah Nazir
Replies: 10
Views: 1616

wah wah

mohatram A.Nazir sahib
aapka kalaam phir aapka kalaam hai, jis mai hameiN kia kalaam ho sakta hai.:) saada laikin bauhut dilchasp aur khoobsurat ghazal irshaad farmai hai aapne , behad pasand ai.
shukria
M.Q
by Mahtab Qadr
Sun Dec 12, 2004 12:22 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Mairaj Faizabaadi ka kalam
Replies: 4
Views: 929

Mairaj Faizabaadi ka kalam

beKhvaab sa'ato.n kaa parastaar kaun hai itanii udaas raat me.n bedaar kaun hai kis ko ye fiqr ke qabiile ko kyaa huaa sab is pe la.D rahe hai.n ki saradaar kaun hai diivaar par sajaa to diye baaGiyo.n ke sar ab ye bhii dekh lo ki pas-e-diivaar kaun hai sab kashtiyaa.N jalaa ke chale saahilo.n se ha...