Search found 483 matches

by Mahtab Qadr
Wed May 24, 2006 9:36 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taza Ghazal "na ghamgusaar na koi mera maseeha ho
Replies: 6
Views: 538

Taza Ghazal "na ghamgusaar na koi mera maseeha ho

Ghazal urdu script mai mulahiza farmaiN
by Mahtab Qadr
Fri May 12, 2006 7:40 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: jaldi se welcome back kehiye
Replies: 16
Views: 1677

Zahid sahib salaam
aray rukiye rukiye ,,
abhi aaye , abhi baithe , abhi daman sambhaala hai
tumhaari jaaoN! jaaoN! ne hamara dam nikala hai
shukria wapisi ka
Mahtab Qadr
by Mahtab Qadr
Fri May 05, 2006 5:04 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal zakhm e ulfat zeenat e dil hai zara samjha karo
Replies: 4
Views: 230

wah wah bahut khoob
apni ghazleiN mahfiloN mai rooz hi bhaija karo
khoobsurat hai bahut ye silsilaa samjha karo
by Mahtab Qadr
Wed May 03, 2006 10:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 5
Views: 529

Naheed ji
salaam e masnoon
Asatiza ki raye aur islahaat aur tabsiroN ke baad , meri bisaat sirf itni hai ke aapki ghazal ko bharpoor daad o tahseen don. bahut khoob
shukria
MahtaqQadr
by Mahtab Qadr
Mon May 01, 2006 3:35 pm
Forum: BeHc o MubaaHica
Topic: Re: Taar-e-anfaas-e-ghazal
Replies: 2
Views: 1906

Dunya sahiba Aap ki shaksiat jahaNdeeda hai balke(duniyadeeda) hai.aap ne sach farmaaya ke Taar e anfaas e Ghazal mai kai aik khamiaN maujood haiN. beyAib khuda ki zaat hai aur Abdullah Nazir sahib bhi bhi bashariat ke taqazoN se mustansa nahi haiN. aur iska aiteraaf khud mausoof ne hamare samne kia...
by Mahtab Qadr
Mon May 01, 2006 10:57 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Muhabbat ke anokhe the sabhi andaaz kya karte!!
Replies: 0
Views: 107

Saara ji Anmol sahiba ki anmol ghazal pesh ki bahut shukria, wah wah bahut khoobsurat ghazal post ki aapne , bahut lutfaaaya. mohabbat ke anokhe the sabhi andaaz kya karte rahe hum bhi gurezaan aap bhi naraaz kya karte wah wah sanam tujh se mohabbat ka bhala aghaaz kya karte labon per baat aayi per ...
by Mahtab Qadr
Mon Apr 24, 2006 2:33 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kabhi rulaate heiN wo aur kabhi hansaate heiN
Replies: 7
Views: 477

sara sahiba ,aapki ghazal par nadir khan sahib ki daad ne jo ghalatfahmi paida ki thi vo darasl tarseel ka almia tha ke baat sahi tareeqe pahoNch na paai. sara jee aap ne ghazal ki tamheed mai likha tha ke aap ne Amnol sahiba ki khawhish par ye ghazal likhi aur sath hi Abdullah Nazir sahib ki mashk...
by Mahtab Qadr
Mon Apr 24, 2006 2:09 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish # 16
Replies: 5
Views: 433

waah

waah waah bahut khoob sara sahiba
by Mahtab Qadr
Sun Apr 23, 2006 7:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: kabhi rulaate heiN wo aur kabhi hansaate heiN
Replies: 7
Views: 477

saara jee bahut khooob , aapne ghazal kia kahi hai lagta hai ghazal ki zaban mai guftagu ki hai. aap ye andaaz bhi pasand aaya.
shukria
MQ
by Mahtab Qadr
Sun Apr 23, 2006 7:26 pm
Forum: Mazahiyah kalaam
Topic: Bivi ki faryad Asma warsi
Replies: 3
Views: 774

shukria zarqa ji
by Mahtab Qadr
Sun Apr 23, 2006 6:31 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz "zabaan" per sheAr likhiye
Replies: 32
Views: 5613

acha khyal hai :)
MQ
by Mahtab Qadr
Sun Apr 23, 2006 6:26 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Aashiyaane ki baat karte ho........
Replies: 1
Views: 229

wah wah bahut saada zaban mai asarangaiz ghazal hai.

shukria
MQ
by Mahtab Qadr
Fri Apr 21, 2006 5:24 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Jaun Eiliya
Replies: 2
Views: 406

waah waah bahut khoob sara jee
shukria
MQ
by Mahtab Qadr
Fri Apr 21, 2006 1:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tarhi ghazal wafa kare nah kare phir bhi yaar apna hai
Replies: 4
Views: 438

Bahut khoob Khuzaima jee bahut khoobsurat ghazal irshad farmai haai aapne
MQ
by Mahtab Qadr
Fri Apr 21, 2006 1:20 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Tarahi Guz#16
Replies: 4
Views: 584

Re: Tarahi Guz#16

Zarqa jee Walaikum aadab aapki kamyaab koshish par dili mubarakbaad. aapne bahut achi tarah qawafi nibhaye haiN. baaz bateiN jo dobara ghaur karne ki haiN : sher no. 2 mai aapne kaha , jiski nacr yoN hosakti hai ke agarmere dil mai mere husn ki tasveer ho to teri nazroN maiN meri tauqeer bhi hona c...