Search found 427 matches

by hassan_bashir
Thu Aug 10, 2006 11:11 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64404

maktab-e-ishq kaa 'Momin' hai niraalaa dastuur,
us ko chhuTTii na milii jis ko sabaq yaad huaa!!
by hassan_bashir
Sun Aug 06, 2006 7:08 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Zarurat kyaa hai------>Shahid Kabir!
Replies: 1
Views: 263

sara_j wrote:wah! Hasan sahib, bohat khoob kalaam share kiya hei.

bohat bohat shukriya qubool keejiye.
Sara jii,

khaaksaar kee pasaNd ko pasaNd farmaane ka bohat shukriyah! :-) :rose
by hassan_bashir
Sun Aug 06, 2006 7:03 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Hafeez Jounpoori ki ghazal: Abdullah Nazir.
Replies: 2
Views: 228

aadaab mohtaram!

Vahh vahh, *Hafeez Jounpoori* kyaa khuub kalaam ataa kiyaa hai aap ne.

bohat bohat shukriyah! :rose
by hassan_bashir
Sun Aug 06, 2006 7:01 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Is Maah Ke shaayer Khawaja Mir Dard
Replies: 6
Views: 550

jag meiN aakar idhar udhar dekhaa tuu hii aayaa nazar jidhar dekhaa jaan se ho gaye badan Khaalii jis taraf tuune aaNkh bhar ke dekhaa naalaa fariyaad aah aur zaarii aap se ho sakaa so kar dekhaa un laboN ne kii na masihaaii ham ne sau -sau tarah se mar dekhaa zor aashiq mizaaj hai koii "Dard&...
by hassan_bashir
Sun Aug 06, 2006 6:58 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Is Maah Ke shaayer Khawaja Mir Dard
Replies: 6
Views: 550

agar yoN hii ye dil sataataa rahegaa to ik din meraa jii hii jaataa rahegaa maiN jaataa huuN dil ko tere paas chhoRe merii yaad tujhako dilaataa rahegaa galii se terii dil ko le to chalaa huuN maiN pahuNchuNga jab tak ye aataa rahegaa qafas meiN koii tum se ai ham-safiiroN Khabar kal kii hamako sun...
by hassan_bashir
Sun Aug 06, 2006 6:55 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Is Maah Ke shaayer Khawaja Mir Dard
Replies: 6
Views: 550

tujhii ko jo yaaN jalwaa farmaa na dekhaa baraabar hai duniyaa ko dekhaaa na dekhaa meraa GhuNchaa-e-dil hai woh dil-girifataa ke jis ko kaso ne kabhii waa na dekhaa aziat, musibat, malaamat, balaayeN tere ishq meiN ham ne kyaa kyaa na dekhaa kiyaa mujh ko daaGhoN sarv-e-chiraaGaaN kabho tu ne aaka...
by hassan_bashir
Sun Aug 06, 2006 6:51 am
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Is Maah Ke shaayer Khawaja Mir Dard
Replies: 6
Views: 550

ham tujh se kis havas kii falak justajuu kareN dil hii nahiiN rahaa hai jo kuchh aarazuu kareN miT jaayeN ek aan meiN kasarat namayaaN ham aaiine ke saamane aa kar jo huu kareN taar-daamani pe sheiKh hamaarii na jaaiiyo daaman nichoR deiN to farishte vazuu kareN sar taa qadam zabaaN hai juuN shamaa...
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:34 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40951

zindagi ik kiraaYe ka Ghar hai ik na ik dil badalna paRega
maut jab tum ko aavaaz degi Ghar se baahir nikalna paRega

yeh javaani hai pal bhar ka sapna DhuNd le koi mehbub apna
yeh javaani agar Dhal gaii to umr bhar haath malna paRega
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:26 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76132

gurez kaa naheeN qaayal hayaat se lekin?!
jo suCh kahuN to mujhe maut nagavaar naheeN!!

~ jo / naheeN ~
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:18 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64404

mujhko jinhoN ne qatl kiyaa hai koii unheN batlaaye :Nazir:
miree laash ke pehlu meiN voh apnaa khaNjar bhuul gaye
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:13 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46504

kyuN hameN maut ke paighaam diye jaate haiN?
yeh sazaa kam hai ke jeeYe jaate haiN ?!
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:11 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 102081

koee vaada nahiN kiyaa lekin kyuN tira inteZaar rehtaa hai
be-vajah jab qaraar miil jaaye dil baRaa be-qaraar rehtaa hai
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:08 am
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar #31---dil/jigar
Replies: 143
Views: 32260

nateeja kuchh bhi ho lekin baRaa pur-lutf jhagRaa hai
voh kehte haiN *miraa dil hai*, maiN kehtaa hooN *miraa dil hai*!
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:02 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish -----#19!
Replies: 5
Views: 433

Re: Guzarish -----#19!

Hasan sahib, adaab arz hei. sab se pehle tou apki yehan shirket dekh ker dil khush hua aur phir ghazal bhi khoob kahi. sabhi ashaar pasand aaye daad qubool keejiye. sara adaab Sara jii, kalaam kee pasaNdgii ke liye beHad mamnuun huun, aur aap kee daad ke baghair to kalaam adhuura saa lag rahaa thaa...
by hassan_bashir
Sat Aug 05, 2006 10:00 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish -----#19!
Replies: 5
Views: 433

Re: Guzarish -----#19!

Hasan sahib, adaab arz hei. sab se pehle tou apki yehan shirket dekh ker dil khush hua aur phir ghazal bhi khoob kahi. sabhi ashaar pasand aaye daad qubool keejiye. sara adaab Sara jii, kalaam kee pasaNdgii ke liye beHad mamnuun huun, aur aap kee daad ke baghair to kalaam adhuura saa lag rahaa thaa...