Search found 427 matches

by hassan_bashir
Fri Aug 04, 2006 5:22 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish -----#19!
Replies: 5
Views: 433

mohtaram ustaad janaab Nazir saaHib:aadaab! apne adnaa se kalaam par aap kaa tafsilee tabSirah khaaksaar ke liye baaic-e-masarrat hai aur yeh jaan kar bhii khushii hui ke aap ko kalaam ke beshtar ash'aar pasaNd aaye, jis ke liye maiN aap ka behad mamnuun huuN. she'r #7 ke havaale se aap ka tajveez ...
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 1:38 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: Zarurat kyaa hai------>Shahid Kabir!
Replies: 1
Views: 263

Zarurat kyaa hai------>Shahid Kabir!

Aadab be-sabab baat baRhaane kii zaruurat kyaa hai ham Khafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai aap ke dam se to duniyaa kaa bharam hai qaayam aap jab haiN to zamaane kii zaruurat kyaa hai teraa kuuChaa, teraa dar, terii galii kaafii hai beThikaano ko Thikaane kii zaruurat kyaa hai dil se milan...
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 1:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40955

aap bhii aaiiye ham ko bhii bulaate rahiYe
dostii jurm naheeN dost banaate rahiYe
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 1:11 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64413

pheNk do kaaT ke jaR naKhl-e-tamannaa kii "Ameer"
phuul kam-baKht meiN aaye na kabhii phal aaye

~ Ameer Minai ~
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 1:09 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 76138

na gul khile haiN, na unase mile, na mai pii hai,
ajeeb raNg meiN ab ke bahaar guzarii hai!!!!!!!

~ ajeeb / hai ~
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 1:04 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46505

jo meri laash ko dekhaa to bhole-pan se kahaa,
yeh kaun hai, zaraa poochho iise hu'aa kyaa hai?
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 1:02 pm
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar #31---dil/jigar
Replies: 143
Views: 32260

qaasid aayaa hai vahaaN se to zaraa tham to sahii,
baat to karane de us se dil-e-betaab mujhe!
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 1:00 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 102093

diimak lagii luGhat se Khafaa ho ke eik din?!
mafhuum kii talaash meiN alfaaz jaayeN ge!!
by hassan_bashir
Mon Jul 31, 2006 8:42 am
Forum: Moshaairah
Topic: Guzarish -----#19!
Replies: 5
Views: 433

Guzarish -----#19!

yaaraan-e-bazm:Aadab! eik muddat ke baad bazm-e-mushaire meiN shirkat kar rahaa huuN aur apnii adnaa sii kaavish ke saath haazir huuN, ummid hai kii ehbaab apnii aara se navaazeN ge. :-) shukriyah! :saNg dil se dosti aChhii nahiN: apne dil se dushmani aChhii nahiN! soch us ki har ghaRi aChhii nahiN...
by hassan_bashir
Sat Jul 08, 2006 2:40 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46505

puuChho to "Meer" se kyaa koii nazar paRaa hai ?!
Cheharaa utar rahaa hai kuchh aaj us javaaN kaa!!
by hassan_bashir
Sat Jul 08, 2006 2:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 102093

laakhoN kii sunaa tum ne taqdiir saNvaarii hai
mujh se yahii kah dete ab ke terii baarii hai
by hassan_bashir
Sat Jul 08, 2006 2:22 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64413

vahiiN chalo vahiiN ab ham bhii haath phailaayeN
"Shamim" saare jahaaN ko jahaaN se milataa hai
by hassan_bashir
Wed Jul 05, 2006 1:17 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91471

kaam aa sakiiN na apanii vafaayeN to kyaa kareN?!
ik bevafaa ko bhuul na jaayeN to kyaa kareN?
by hassan_bashir
Wed Jul 05, 2006 1:06 pm
Forum: Anjuman
Topic: URDU zaban par likhe gaye ashaar
Replies: 14
Views: 27212

shahad-va-shakkar se shiiriiN Urdu zabaaN hamaarii,
hotii hai jis ke bole miThii zubaaN hamaari!
by hassan_bashir
Wed Jul 05, 2006 12:56 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf 'Ain' se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 61
Views: 11254

ishq voh saaNp k jis ka naheeN maNtar ko'ii
is ka kaaTaa hu'a mushkil hai k paanii maaNge!