Search found 427 matches

by hassan_bashir
Tue Jun 13, 2006 8:26 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101542

yeh baar-e-falak ham ne zameeN par naheeN rakkha
thak kar kisi kaaNdhe pe kabhi sar naheeN rakkha
by hassan_bashir
Tue Jun 13, 2006 8:19 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75600

aate haiN Ghaib se ye mazaamiN khayal mein,
Ghalib sareer-e-khama nava-e-sarosh hai !

Ghalib / hai
by hassan_bashir
Tue Jun 13, 2006 7:26 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64091

raat bhar jaagte rehte ho bhala kiyoN nasir,
tum ne yeh daulat-e-baidaar kahaaN se paayii?!
by hassan_bashir
Tue Jun 13, 2006 7:22 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91058

shaayad tire labon kii chaTak se ho jii bahaal,
ai dost muskuraa ! k tabiyat udaas hai !!
:(
by hassan_bashir
Tue Jun 13, 2006 7:00 am
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL - -- - (GUZ.18) by: ABDULLAH NAZIR.
Replies: 8
Views: 543

janaab Ustaad-e-mohtaram: Aadab!

hamesha kii tarah yeh kalaam bhii khuub rahaa hazraat, tamaam hii ash'aar aap kii kohna mashqii ka subuut de rahe heiN. :lol:

is umdah kalaam par nachiiz kii jaanib se dilii daad-o-mubaarak baad qubuul farmaaiiYe. :rose

Dua'aoN meiN yaad rakhiYe ga!

~ Hassan ~
by hassan_bashir
Tue Jun 13, 2006 6:53 am
Forum: Moshaairah
Topic: TarHee Ghazal (Guzaarish 18)
Replies: 9
Views: 745

janaab Munawwar saaHib: Aadab! ghaaliban aap se avval marra mukhaatib ho rahaa huuN, albatta ummid hai ke hamesha mulaaqaat hotii rahe gii. :grin: aap kii Ghazal nazar-navaaz huii, beshtar ash'aar umdah heiN. adnaaz-e-bayaaN bhii pasaNd aaya. eik aChhi koshish par nachiiz kii jaanib se dilee daad q...
by hassan_bashir
Tue Jun 13, 2006 6:39 am
Forum: Moshaairah
Topic: Gazal (Guz. 18)
Replies: 10
Views: 894

mohtaram Javed saaHib aadab arz hai! aap kii mojudagii se bazm kii raunaqeiN vaaqaii dobaala ho gaii heiN jiska subuut kalaam ke maqte meiN ba-khubii zaahir hai. :lol: hamesha hii tarah yeh kalaam bhii khub rahaa tamaam hii ash'aar umdah aur laaiq-e-sad tehseen heiN. khusuusan maqtaa behad pasaNd a...
by hassan_bashir
Wed May 31, 2006 7:20 am
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 40852

aap bhii aaiiYe hum ko bhii bulaate rahiYe,
dostii jurm nahiiN dost banaate rahiYe !!!!!
by hassan_bashir
Wed May 31, 2006 7:17 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf Zuaad/Toye/zoye se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 27
Views: 6632

zulmat_kade meiN mere shab-e-Gham kaa josh hai
ik shammaa hai daliil-e-sahar, so Khamosh hai
by hassan_bashir
Wed May 31, 2006 7:08 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91058

suCh yeh hai bekaar humeN ghum hotaa hai !
jo Chaahaa thaa duniYa meiN kam hotaa hai !!
by hassan_bashir
Wed May 31, 2006 6:57 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75600

ko'ii umeed na thii, phir bhi paas aa hi gayaa
agarche jhooTa tha va'ada magar nibhaa hi gayaa!
by hassan_bashir
Wed May 31, 2006 6:53 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64091

nigaah-e-Qais, tirii dast-ras ko maan gaye!
*kahaaN kahaaN* se mazaameeN churaaye haiN *kyaa kyaa*!!!
by hassan_bashir
Tue May 30, 2006 9:34 am
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91058

Khushbuu hai vo to Chhuu ke badan ko guzar na jaaye
jab tak mere vajuud ke aNdar utar na jaaye
by hassan_bashir
Tue May 30, 2006 9:25 am
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 64091

"Shakeel" apane mazaaq-e-diid kii takamiil kyaa hotii
idhar nazaroN ne himmat kii udhar ruKh par naqaab aayaa
by hassan_bashir
Tue May 30, 2006 9:22 am
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 75600

maiN royaa pardes meiN bhiiga maaN ka pyaar,
dukh ne dukh se baat kii biin ChiThhii biin taar!


dukh / taar