Search found 427 matches

by hassan_bashir
Mon Jan 15, 2007 7:30 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48692

aa jaayeN ham nazar jo koee dam bahut hai yaaN
mohlat basaaN-e-barq-o-sharaar kam bahut hai yaaN
by hassan_bashir
Fri Dec 29, 2006 6:20 am
Forum: Taqreebaat
Topic: Eid Al Adha Mubarak
Replies: 3
Views: 808

[align=center] aihl-e-bazm: Asslam-o-alaikum, mehfil-e-Urdubandhan k tamaam saatiyoN ko maiN apnii jaanib se Eid-ul-adhaa AUR Saal-e-nau aamad par mubaarak-baad pesh kartaa hooN. Dua'a hai k Allah subHan-va-ta'alaa hameN yeh id bhi hamesha kii tarah pur-masarrat se manaane kii taufiiq de, ham sab ki...
by hassan_bashir
Tue Dec 26, 2006 7:57 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#24 ------> lagaate jaayeN ge naara divaaane!
Replies: 7
Views: 903

Re: Bahut khoob, achcha kalaam hei maashaaAllah

MuHtarami Hassan Bashir SaaHib, PurkhulooS Tasleemaat, Guzarish 24 ke miSreA per aapki naAT sherif SAWS aur ghazal bahut pasand aayeeN jinke liye meri dili daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Ustaad-e-mohtaram, Assalam-o-alaikum! aap ne khaaksaar k kalaam par itani tavajjo dii aur apnii mubaar...
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 12:02 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#28-"taSveer" per ashAar likhiye
Replies: 60
Views: 12872

aap ne tasviiiiiiiiiiiiiiiiiir bhejii maiN ne dekhii Ghaur se
har adaa achchhii, Khaamoshii kii adaa achchhii nahiiN
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 11:59 am
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13341

chaman meiN subHa ye kahatii thii ho kar chashm-e-tar shabanam,
bahaaaaar-e-baaaaaGh to yuuN hii rahii lekin kidhar shabanam?!!
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 11:56 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48692

yahii bahuut hai k dil us ko DhuuND laaya hai
kisii k saath sahii voh nazar to aayaaaa hai!!
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 11:53 am
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!
Replies: 42
Views: 14646

mumkin hai zameeN ho voh kisii aur jahaaN kii
tuu jis ko samjhtaa hai falak apne jahaaN kaa
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 11:49 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 30832

baadal ki tarah jhoom k lehraa k piyeN ge saaqii tere maikhaane pe ham Chha k piyeN ge un-mad bhari aaNKhoN ko bhi sharmaa k piyeN ge paimaane ko maikhaane se Takraa k piyeN ge baadal bhi hai, baada bhi hai, miina bhi hai, tum bhi! itraaaaaane ka mausam hai itaraaaaaa k piyeN ge dekheN ge k aata ha...
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 11:46 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 101168

yaqiiN na aaye to ik baar pooooooochh kar dekho?
jo haNs rahaa hai voh zakhmoN se chuur nikale ga!!
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 11:43 am
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Welcome back Balvinder saaHib!
Replies: 0
Views: 221

Welcome back Balvinder saaHib!

Balvinder saaHib, bazm meiN aap kii daubaara shirkat hamaare liYe baai'c-e-masarrat hai, lehaaza ham mehfil-e-Urdubandhan meiN aap ka tah-e-dil se istiqbaal karte haiN. :rose http://www.animationattic.com/welcome20rose20bead20tag.gif ummid hai k aap apne khubsoorat khayaalaat se ham sab ko mustafii...
by hassan_bashir
Mon Dec 25, 2006 6:37 am
Forum: Anjuman
Topic: lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!
Replies: 42
Views: 14646

lafz par ash'aar: Duniya, jahaan, zamaana, aalam!

yaraan-e-mehfil aadaab! aap sab kii khidmat meiN eik nayaa silsila haazir hai, ummid hai k hamesha kii tarah is martaba bhii aap sab shaana-ba-shaana ho kar is silsile ko bhi kaamyaab banaayeN ge. :-) lehaaza lafz haiN: Duniyaa, Jahaan, Zamaana, Aalam pehla she'r merii jaanib se haazir hai, k: duni...
by hassan_bashir
Sun Dec 24, 2006 8:22 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#24 ------> lagaate jaayeN ge naara divaaane!
Replies: 7
Views: 903

Re: Guz#24 ------> lagaate jaayeN ge naara divaaane!

[align=center] salaamun alaikum mohtaram hasan bashir saahib Wa-alaikum-as-salaam Haamid saaHib Naat-e-Rasool :pbuh: 1- lage firqe kaee jab sar uThaane bachaaya deen ko :Ahmed Raza::rahma: ne yeh kis firqay kee baat kar rahay hai.n aap? hamaary 'ilm mei.n ezaafah hauga agar aap iskau waazeh karde.n...
by hassan_bashir
Sun Dec 24, 2006 7:36 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Guz#24 ------> lagaate jaayeN ge naara divaaane!
Replies: 7
Views: 903

sara_j wrote:arrey waaaaaaaaaaaaaahhhhhhh!! jald hi haazir houngi


"ham inteZaar kareN ge tiraa qiyaamat tak" :wink:

by hassan_bashir
Sun Dec 24, 2006 6:25 am
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 46022

ahl-e-wafaa kii Khuun kii chhiiNTeN duur tak uRakar jaatii haiN,
meraa taRapnaa dekhane waale apanaa bhii daaman dekhaa hai?
by hassan_bashir
Sun Dec 24, 2006 6:21 am
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 48692

eik Khurshiid se mansuuuuub haiN din raaaaaaat mere
dhuup huuN yaa koii saayaa huuN mujhe kyaa maaluum