Search found 427 matches

by hassan_bashir
Thu Dec 21, 2006 7:53 am
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 106337

bazm-e-Anjuman meiN khush-aamadiid, Ovais bhaii!! :rose :-)


saaf kab imtihaan lete haiN vo to dam deke jaan lete haiN,
zid har ek baat meiN nahiiN achchhii dost kii dost maan lete haiN! :wink:
by hassan_bashir
Tue Dec 19, 2006 8:00 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: janaab always'alone saaHib, Khush-aamadeed!!
Replies: 4
Views: 498

janaab always'alone saaHib, Khush-aamadeed!!

janaab always'alone [Ovais] bhai, aap kee aamad ka bahuut shukriyah, bazm-e-Urdubandhan meiN ham aap ka tah-e-dil se khair-maqdam karte haiN. :rose http://img.photobucket.com/albums/v11/Janne/Inspirational%20and%20Cute/Welcomegraphic.gif ummid hai k aap bazm meiN aate raheN ge, aur apne khayaalaat ...
by hassan_bashir
Tue Dec 19, 2006 12:26 pm
Forum: Khushamdeed/Taarruf
Topic: Khush-aamadiid ROSE saaHiba!!
Replies: 3
Views: 397

Khush-aamadiid ROSE saaHiba!!

Rose saaHiba, aap kii aamad ka bahut shukriyah, ham mehfil-e-Urdubandan meiN aap ka tah-e-dil se khair-maqdam karte haiN. http://i96.photobucket.com/albums/l179/praise_madiha/Welcome/1b3.gif ummid hai k aap apne zauq-e-sukhan se bazm kii raunaq meiN mazeed izaafa kareN gii. :-) aatii rahiYe ga! :ro...
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:27 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#28-"taSveer" per ashAar likhiye
Replies: 60
Views: 13187

mujhe yeh zo'm k maiN husn ka musavvir hooN
unheN yeh naaz k tasveer to hamaaaaaari hai!!
:grin:
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:25 pm
Forum: Anjuman
Topic: is HAFTE kaa lafz hai ... "RAAT yaa SHAB" par ash'
Replies: 111
Views: 33452

shab tum jo bazm-e-Ghair meiN aaNkheN churaa gaye
khoye gaye ham aise ke aGhyaaaaaaaaaaar paa gaye
:grin:
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:22 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf-e-"CHE" se ash'aar raqam kijiiye...plz.
Replies: 65
Views: 13553

chaman kii bahaaroN meiN thaa aashiyaanaa,
na jaane kahaaN kho gayaa vo zamaanaa!!
:roll:
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:19 pm
Forum: Anjuman
Topic: sabaq_aamoz ash'aar likhiiye
Replies: 243
Views: 43992

maaNg lo maaNg lo chashm-e-tar maaNg lo
dard-e-dil aur husn-e-nazar maaNg lo
kamali vaale kii nagarii meiN ghar maaNg lo
maaNgane ka mazaa aaj kii raaat hai!!
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:09 pm
Forum: Anjuman
Topic: Harf 'Gain' se ash'aar qalam_band kijiiye
Replies: 47
Views: 11419

Ghair kyaa jaaniye kyoN mujhako buraa kahate haiN
aap kahate haiN jo aisaa to bajaa kahate haiN!!!!!!!!
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:06 pm
Forum: Anjuman
Topic: Ustaad Sho'ara ke 'MAQTE' post karein..
Replies: 480
Views: 67670

har nafas umr-e-guzashtaa kii hai mayyat "Fani"
zindagii naam hai muR muR ke jiYe jaane kaa
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:04 pm
Forum: Anjuman
Topic: SAWALIYAH ASH,AAR========
Replies: 421
Views: 47467

suun lii jo khuda ne voh duaa tum to naheeN ho?
darvaaze pe dastak kee sadaa tum to naheeN ho?
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 8:01 pm
Forum: Anjuman
Topic: PASANDEEDA ASH,AAR
Replies: 652
Views: 106337

raNg aaNkhoN k liYe boo hai damaaGhoN k liYe
phul ko haath lagaane kee zaroorat kyaa hai?!
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 7:58 pm
Forum: Anjuman
Topic: riwayati 'bait-baazi'
Replies: 265
Views: 52379

raaz kee baateN likhiiN aur khat khula rehne diyaa
kyuuuN hameN rusvaaiiyoN ka silsil a sehne diyaa


:alif:
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 7:56 pm
Forum: Anjuman
Topic: Sher ke doosre misre ke pehle/aakhri alfaaz se sher kahiye!
Replies: 962
Views: 77555

ik intazaaaaaaaar saa thaa ab nazar meiN vo bhii naheeN
safar meiN marane kii fursat thii ghar meN vo bhii naheeN


safar / naheeN
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 7:49 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 35256

*---------------------------------------------------------------------------------*



dekhaa kiye vo mast nigaahoN se baar-baar,
jab tak sharaab aaye kaee daur ho gaye!!




*---------------------------------------------------------------------------------*
by hassan_bashir
Mon Dec 18, 2006 4:25 pm
Forum: Kalaam-e-Asaatizah O Gauhar-e-Naayaab
Topic: GhaZal -------> by Mahir Ratlami !
Replies: 4
Views: 475

sbashwar wrote::salaam:
Hassan sahib bohat achchi ghazal share karne ka shukria. Har sheir qabil-e-daad hai.
:walikum2:

Bashwar saaHib, mere pesh kardaa intekhaab ko pasaNd farmaane ka bahuut shukriYah! :-)