Search found 674 matches

by Shummu
Sat Mar 25, 2006 9:46 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ek Albeli Ghazal...
Replies: 8
Views: 549

wah andaaz bahut munfarid laga...achchi kosish ki hai..mufassil tabsira to mohtaram Abdullah nazir sahab farmaa hi chuke hain.....ab bas us pe ghaur kijiyega aur apni ghazal ko behtar banaane ki koshish kijiyega..AL THE BEST :)

Adaab,
shumaila
by Shummu
Wed Mar 22, 2006 9:10 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza tarahi Ghazal...
Replies: 14
Views: 801

a'zeezah Shumaila: aadaab! Khat^ kaa shukriyah. aap ek baar ph`ir ThanDe dil se meree teHreer paRh`iYe! meraa Khayaal hai keh aap ke saare taraddud door ho jaaYeN ge. micaal ke t^aur par: [mujh ko buzdil na samajhnaa ke abhii dekhna tum rang laayegii mirii quwwat-e-pinhaaN kyaa kyaa aur to Ghaneema...
by Shummu
Tue Mar 21, 2006 1:16 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: sunaa hai arbaab-e-a'ql-o-daanish!
Replies: 6
Views: 265

sunaa hai arbaab-e-a'ql-o-daanish hameN yooN daad-e-kamaal deN ge "junooN ke daaman se ph`ool chun kar Khirad ke daaman meN Daal deN ge!" WAH WAH WAHHHHHHH kya zabardast giraah lagayi hai..bahut haseen matla hai..mazaa aa gaya paRhke :) zabaaN kee raNgeeN-nawaa,iyoN se, bayaaN kee jalwah-...
by Shummu
Tue Mar 21, 2006 10:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza tarahi Ghazal...
Replies: 14
Views: 801

Re: Taaza tarahi Ghazal...

wah wah! shummu, is baar tou aapne ghazab kerdiya.......alfaaz ka bohat hi umda chunaav aur dilchasp khayalat ka izhaar....... sab hi ashaar bohat khoob hain . daad qubool keejiye :rose aur zor e qalam aur ziyada. sara shukriya dear Sara jee..aap ko meri koshish pasand aayi jaankar bahut bahut khus...
by Shummu
Tue Mar 21, 2006 10:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza tarahi Ghazal...
Replies: 14
Views: 801

a'zeezah Shumaila: aadaab! aap kee yeh Ghazal kayee meHfiloN meN dekh`ee. ma'loom naheeN kyoN kisee ne is par naaqidaanah nigaah naheeN Daalee. maiN har she'r par mufaSSil tabSirah to naheeN karooN gaa. albattah do ek baateN a'rZ^ karne kee ijaazat chaahataa hooN. baaqee aap Khud hee kar leN gee. A...
by Shummu
Mon Mar 20, 2006 11:46 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan
Replies: 40
Views: 9232

dil k mandir main bithaoon koi murat jaisay ---
aa tujhay sher sunaoon teri surat jaisay
by Shummu
Sun Mar 19, 2006 8:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza tarahi Ghazal...
Replies: 14
Views: 801

Shumaila Saheba aadaab-o-tasleemaat ghazab ki tarahi ghazal pesh ki aap ne! waah! har shayr baliigh aur khoobsurat. bharpoor daad aur dili mubarakbaad qubool kijiye. bohat khoob! khair andesh Daanish Bahut bahut nawaazish Daanish sahab..aap jaise kohna mashq shayar jab hausla afzaayi farmaa dein to...
by Shummu
Sun Mar 19, 2006 8:21 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: koi dil ke qareeb hotaa hay...........Ghazal
Replies: 8
Views: 552

Re: koi dil ke qareeb hotaa hay...........Ghazal

Ws Yasir jee aapki ghazal humein bhi bahut pasand aayi..har sher umda hai...dili daad pesh hai qubool farmaayeiN :grin:

Shumaila
by Shummu
Sat Mar 18, 2006 11:00 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Taaza tarahi Ghazal...
Replies: 14
Views: 801

Taaza tarahi Ghazal...

Salaam ahl-e-bazm! Kaafi din baad ek nayi ghazal likhi hai ek forum pe diye gaye tarahi misre pe....dekhiye kaisi hai :) sa'ate-e-vasl jagaane lagi armaaN kyaa kyaa khwaab sajne lage yakdam sar-e-mizzghaaN kyaa kyaa dekh kar teri wafaayeiN wo sar-e-bazm-e-aduu dil ne phir yaad kiye waada-o-paimaaN k...
by Shummu
Thu Mar 16, 2006 12:26 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal : Khwaab lekar aaye tujhko..
Replies: 2
Views: 144

Re: Ghazal : Khwaab lekar aaye tujhko..

khwaab leykar aaye tujhko jab merii aaGhosh meiN sochtaa hooN, aa sakuuN na phir kabhii maiN hosh meiN wah wah kya khwaaish hai..kya matla hai :wink: tuu nahiiN to yaad terii saath mere thii zaroor the wajood-e-yaar key ehsaas chashm-o-gosh meiN wah wah!bahut khoob kaha...! :-) Hosh kaa pardah haTa...
by Shummu
Thu Mar 16, 2006 12:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal--ik nuqta-e-orooj ka....
Replies: 14
Views: 1030

Shumaila Ji, Dher saari daad pesh hai Munawaar jee! :) Aapki besh-qiimatii sitaaish kaa haqdaar maiN nahiiN balke Daanish Saahab haiN. Zaraa edit kar leN. :-) Waise, merii ghazleN bhii aapkii nazar ke muntazir haiN :-( Munawwar I'm so sorry for the blunder..bilkul yahi laga jaisa aapne likhi hai..k...
by Shummu
Thu Mar 16, 2006 10:39 am
Forum: Moshaairah
Topic: tarhi ghazal guzarish #15 by haamidbaaqri
Replies: 8
Views: 745

Salam Haamid jee kaise hain aap?

MashaAllah hasb-e-maa'mool bahut umda ghazal hai.....!

Daad pesh hai!

Duaoon mein yaad rkahiyega,
Shumaila
by Shummu
Thu Mar 16, 2006 10:26 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal--ik nuqta-e-orooj ka....
Replies: 14
Views: 1030

ghaafil hun apni zaat se, duniya se bekhabar ik vahm huN, gumaan huN, khwaab-o-khayal huN taskeen-e-rooh-o-qalb ki haajat nahiN mujhe maiN beniyaaz-e-shewa-e-ehl-e-jamaal huN awaaz-e-khalq huN, jaras-e-haq ki huN sadaa maiN waqt ke zameer meiN chhubtha sawaal huN a'Ada bhi muatarif miri mehr-o-wafa...
by Shummu
Tue Mar 14, 2006 5:07 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#27--shaa'iri/sher/ghazal/sukhan
Replies: 40
Views: 9232

Uska andaaz e sukhan sab se judaa tha shayad
baat lagtee huee lehjaa mukarne waala
by Shummu
Sun Mar 12, 2006 2:07 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ek ghazal--khasta kharab haal huN,batil khayal huN
Replies: 9
Views: 579

aazurda-e-khayal huN, aashufta haal huN barbadiyoN ki aap maiN apni misaal huN Wah kya kehne..bahut zabardast matla..... aankhoN se meri door raha khwaab bhi Shafeeq hasrat ki shab huN, dard ki subahoN ka jaal huN wah bahut khoob! Daad pesh hai Shafeeq sahab is umda kaavish pe..! Aate rahiyega.. Sh...